Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19
Print
Author  (Read 14307 times)
bond
Guest
«Reply #225 on: October 21, 2005, 01:24:33 PM »
nice ones alll
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
harashmahajan
Guest
«Reply #226 on: October 21, 2005, 06:02:53 PM »
ab kya kahoon ninaah ji....har jagah soch samaj hamaari nahi chalti...sab kismat ka khel....baaki sab fail hai..

phoonk-phoonk kar paanv
rakhna bhi
nakaam ho gaya,
Main phoonkta hi raha,
woh bahoot door nikal gaya.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #227 on: October 22, 2005, 11:45:40 AM »
thanks bond........

from all of us.......



Quote from: "bond"
nice ones alll
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #228 on: October 22, 2005, 11:48:19 AM »
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........



Quote from: "harashmahajan"
ab kya kahoon ninaah ji....har jagah soch samaj hamaari nahi chalti...sab kismat ka khel....baaki sab fail hai..

phoonk-phoonk kar paanv
rakhna bhi
nakaam ho gaya,
Main phoonkta hi raha,
woh bahoot door nikal gaya.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #229 on: October 22, 2005, 05:59:50 PM »
Thanxxxxxxxx  Ninaah..............  Nice  work all  friendsssssss

in andheron mein mat jhaanko isne  bahot  dard chupaaye hain
hum  har roj apne dard chupakar ismein, mehfil mein muskuraate hain....

Quote from: "Ninaah"
you r always welcome waheed........

aaj bhi hume kuch log nazar aaye hain,
chune pur pata chala ki wo andheron ke saaye hain.........



Quote from: "waheed_rose2004"
thanxxxxxxxx  Ninaah.........  very  nice  Ninaah.........Natural.......

Kon Gawahi Day Ga Uth Ker Jhooton Ke Basti Main
Hijr Ka Lava,Ghum Ka Saleeka,Derd Ka Lehja Ho To Kaho...........

Quote from: "Ninaah"
kin kin ko hum parkhein,
na jaane kaun kaisa hota hai,
katl wohi karta hai,
jinpe bharosa hota hai.............



Quote from: "waheed_rose2004"
wonderful  Ninaah..........Harsh,,,,,,,,,aap  dono  ne  bahot accha likha  hai..
main kis say apni tabahi ki daastaan kahoon
mujhay halaak kiya hai meray masiiha nay........


Quote from: "Ninaah"
humare he dil ke zakhmo ne,
zindagi ko nasoor bana diya,
kisi ki bewafayee ne hume,
jahan mein mash hoor bana diya ..........




Quote from: "harashmahajan"
main phir se kayal hoon aapke is nazmi ashar ka...main dohrahoonga..


chale aao dil ke khule dareechon se,
dil ke jakhm abhi hare hi hain.



Quote from: "Ninaah"
bahot khood harash jee............

zindagi ne bahot rulaya hai,
aur zindagi ko hum aazma na paaye,
har kisi ko to bhula diya,
pur kisi ek ko bhula na paaye............



Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji...ab kya kahoon...aap apnie liye itni be-rukhi na bertein ...achhi shayari kabhi kabhi hi zehen mein angraayee leti hai....badi muddat se intzaar tha in lamho ka...bahoot khoob keh letein hain aap....waise toh yahaan bahoot se shayar hain achha kene waale...jinse bahoot kutchh seekhne ko milta hai....hum toh bas yuin hi do haath aazma lete hain...

aapne dushmano ke baare mein bahoot hi sahi cheez likhi....main dushmano ke baare mein yahi kahoonga..ki woh doston se kahin jiyaada imaandaar hote hain....is baare mein mein apna ek kundaliya chhand padna chahoonga....

dost se dushman bhala, Rishta layee nibhaaye
jab-jab baan chalaat hai, turat bhaan per jaayee
turat bhaan per jaayee, rahe koi bhi dhurander
mitra baan chal jayee, jarhaan(root) ne kaate ander
kahe 'harsh' samjhaaye, kabhoon na khana ghost
aisa dushman paalio, jo raha na dost.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #230 on: October 22, 2005, 06:21:53 PM »
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #231 on: October 23, 2005, 03:26:11 PM »
very  nice  Ninaah..............Harsh............bahot khoob......
Logged
Neelam
Guest
«Reply #232 on: October 23, 2005, 03:39:06 PM »
very very nice harash bohttttttttt hi acha
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #233 on: October 23, 2005, 03:48:38 PM »
thanx waheed ji our Neelam ji......

Bebasi se oob ker Nikal pade  isi haal  main,
bahoot jalan yahaan hai ik-ik ke khayaal main.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #234 on: October 24, 2005, 05:06:03 AM »
you are most welcome waheed..........

roshni se to hume bhi lagaav nahi,
haan andhere bahot raaas aaye hain,
zakhmo ko nasoor bana kar,
hum bhi aap hi ki tarah mehfilon mein muskuraye hain............



Quote from: "waheed_rose2004"
Thanxxxxxxxx  Ninaah..............  Nice  work all  friendsssssss

in andheron mein mat jhaanko isne  bahot  dard chupaaye hain
hum  har roj apne dard chupakar ismein, mehfil mein muskuraate hain....

Quote from: "Ninaah"
you r always welcome waheed........

aaj bhi hume kuch log nazar aaye hain,
chune pur pata chala ki wo andheron ke saaye hain.........



Quote from: "waheed_rose2004"
thanxxxxxxxx  Ninaah.........  very  nice  Ninaah.........Natural.......

Kon Gawahi Day Ga Uth Ker Jhooton Ke Basti Main
Hijr Ka Lava,Ghum Ka Saleeka,Derd Ka Lehja Ho To Kaho...........

Quote from: "Ninaah"
kin kin ko hum parkhein,
na jaane kaun kaisa hota hai,
katl wohi karta hai,
jinpe bharosa hota hai.............



Quote from: "waheed_rose2004"
wonderful  Ninaah..........Harsh,,,,,,,,,aap  dono  ne  bahot accha likha  hai..
main kis say apni tabahi ki daastaan kahoon
mujhay halaak kiya hai meray masiiha nay........


Quote from: "Ninaah"
humare he dil ke zakhmo ne,
zindagi ko nasoor bana diya,
kisi ki bewafayee ne hume,
jahan mein mash hoor bana diya ..........




Quote from: "harashmahajan"
main phir se kayal hoon aapke is nazmi ashar ka...main dohrahoonga..


chale aao dil ke khule dareechon se,
dil ke jakhm abhi hare hi hain.



Quote from: "Ninaah"
bahot khood harash jee............

zindagi ne bahot rulaya hai,
aur zindagi ko hum aazma na paaye,
har kisi ko to bhula diya,
pur kisi ek ko bhula na paaye............



Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji...ab kya kahoon...aap apnie liye itni be-rukhi na bertein ...achhi shayari kabhi kabhi hi zehen mein angraayee leti hai....badi muddat se intzaar tha in lamho ka...bahoot khoob keh letein hain aap....waise toh yahaan bahoot se shayar hain achha kene waale...jinse bahoot kutchh seekhne ko milta hai....hum toh bas yuin hi do haath aazma lete hain...

aapne dushmano ke baare mein bahoot hi sahi cheez likhi....main dushmano ke baare mein yahi kahoonga..ki woh doston se kahin jiyaada imaandaar hote hain....is baare mein mein apna ek kundaliya chhand padna chahoonga....

dost se dushman bhala, Rishta layee nibhaaye
jab-jab baan chalaat hai, turat bhaan per jaayee
turat bhaan per jaayee, rahe koi bhi dhurander
mitra baan chal jayee, jarhaan(root) ne kaate ander
kahe 'harsh' samjhaaye, kabhoon na khana ghost
aisa dushman paalio, jo raha na dost.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #235 on: October 24, 2005, 05:09:24 AM »
jab bhi hum pur kisi ne sitam dhaya hai,
ye jamana khul kar muskuraya hai,
ye tab bhi zakhmo ko kuredta hai,
jab humne kisi ki yaad mein aansoon ko bahaya hai..........



Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #236 on: October 24, 2005, 06:46:24 AM »
ab zamaane ka kya..use muskrane doh, jo khuda ne hamaare naseeb main likha hai use aane doh........bahoot khoob ninaah ji....

Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
[/QUOTE]
suna hai dil ke makaan main zameer rehta hai,
toh phir unke makaan ka dar khatkhata ker dekhte hain
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #237 on: October 24, 2005, 06:50:10 AM »
zamane ko muskraane doh...jo hamare naseeb main likha hai use aane doh.....bahoot khoobsoorti se anjaam diya ninaah ji aapne apne ashaar ko...bahoot khoob...

koi roye toh woh muskra ker dekhte hain,
chalo aaj hum bhi aansoo baha ker dekte hain.

suna hai unko bhula ker hi mout aayegi,
toh aaj hi se hum unko bhula ker dekhte hain.

suna hai wahaan jaaker koi laut ker nahi ata,
toh unke paas jara hum bhi jaaker dekhte hain.

suna hai dil ke makaan main zameer rehta hai,
toh phir unke makaan ka dar khatkhata ker dekhte hain


Quote from: "Ninaah"
jab bhi hum pur kisi ne sitam dhaya hai,
ye jamana khul kar muskuraya hai,
ye tab bhi zakhmo ko kuredta hai,
jab humne kisi ki yaad mein aansoon ko bahaya hai..........



Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
ab zamaane ka kya..use muskrane doh, jo khuda ne hamaare naseeb main likha hai use aane doh........bahoot khoob ninaah ji....

Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
[/QUOTE]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #238 on: October 24, 2005, 07:45:17 AM »
kaash aisa ho jaata asar meri duaon ka,
mil jaata mujhe bhi sabab meri wafaon ka,
koi na phir gila hoti meri iss zindagi se,
na saalta koi dard unn mujhe bewafaon ka.........



Quote from: "harashmahajan"
ab zamaane ka kya..use muskrane doh, jo khuda ne hamaare naseeb main likha hai use aane doh........bahoot khoob ninaah ji....

Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........

suna hai dil ke makaan main zameer rehta hai,
toh phir unke makaan ka dar khatkhata ker dekhte hain[/quote]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #239 on: October 24, 2005, 07:48:12 AM »
jamana to meri har ashq pe muskuraya hai,
kisi ki chahat mein humne khud ko bhulaya hai,
kabhi ashqon ka namo-nishaan na tha zindagi mein,
ab kisi ne hume hans hans kar rualaya hai.......



Quote from: "harashmahajan"
zamane ko muskraane doh...jo hamare naseeb main likha hai use aane doh.....bahoot khoobsoorti se anjaam diya ninaah ji aapne apne ashaar ko...bahoot khoob...

koi roye toh woh muskra ker dekhte hain,
chalo aaj hum bhi aansoo baha ker dekte hain.

suna hai unko bhula ker hi mout aayegi,
toh aaj hi se hum unko bhula ker dekhte hain.

suna hai wahaan jaaker koi laut ker nahi ata,
toh unke paas jara hum bhi jaaker dekhte hain.

suna hai dil ke makaan main zameer rehta hai,
toh phir unke makaan ka dar khatkhata ker dekhte hain


Quote from: "Ninaah"
jab bhi hum pur kisi ne sitam dhaya hai,
ye jamana khul kar muskuraya hai,
ye tab bhi zakhmo ko kuredta hai,
jab humne kisi ki yaad mein aansoon ko bahaya hai..........



Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
ab zamaane ka kya..use muskrane doh, jo khuda ne hamaare naseeb main likha hai use aane doh........bahoot khoob ninaah ji....

Quote from: "harashmahajan"
jamana hansega teri wafa pe
ro bhi sakoge na tum is zafa pe,
woh batayega haal apni ik be-gunaahi ka
tum saza bhi na dogi na ik be-wafaayee pe.



ninah wrote......

Quote
kya kahein ab kismat ko,
kuch humari bhi khata hai,
kya dard hume saalta hai,
ye jamane ko kahan pata hai........
[/quote]
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 05:30:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer