Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19
Print
Author  (Read 14297 times)
Ninaah
Guest
«Reply #255 on: October 27, 2005, 11:07:29 AM »
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji..bahoot khoob....aapke dard-o-gam ne hamaare sadion se dabe zakhmon ko kureda hai...hum yahaa per khud nahi, ninaah ji ,hamara yahaan per zakmon ka basera hai.......

tohfa-e--kafan  se kyuin kare parhage ai mere hum-nashien,
muskraker bheja hai usne kahin naraaz na ho jaaye kahin,
koun jaane zindagi ka ye diya aansoo liye kab tak jale,
tab-talak unki yaad main aao sazde karein hum yahin.

Quote from: "Ninaah"
yahan pur to sabhi acche hain aur aap to mash-a-allah hain harash ji.....

humne maanga ik phul to veeraniyan mili,
kisi ke maangne pe khuda ne chaman diya,
khushi maangne ki ik dua mein,
kisi ne tohfe mein ik kafan diya..........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...

chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.

ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
waheed_rose2004
Guest
«Reply #256 on: October 27, 2005, 03:17:07 PM »
wonderfull work Ninaah..............Harsh.........& all.........
tujh say lafzon ka nahi rooh ka rishta hai mera
tu meri sanson main tehleel hai khushboo ke terha
kaisay raston main chalay aur kis jagah pohunchay
ya hajoom-e-dostan tha sath ya koi nahi...................

Quote from: "Ninaah"
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji..bahoot khoob....aapke dard-o-gam ne hamaare sadion se dabe zakhmon ko kureda hai...hum yahaa per khud nahi, ninaah ji ,hamara yahaan per zakmon ka basera hai.......

tohfa-e--kafan  se kyuin kare parhage ai mere hum-nashien,
muskraker bheja hai usne kahin naraaz na ho jaaye kahin,
koun jaane zindagi ka ye diya aansoo liye kab tak jale,
tab-talak unki yaad main aao sazde karein hum yahin.

Quote from: "Ninaah"
yahan pur to sabhi acche hain aur aap to mash-a-allah hain harash ji.....

humne maanga ik phul to veeraniyan mili,
kisi ke maangne pe khuda ne chaman diya,
khushi maangne ki ik dua mein,
kisi ne tohfe mein ik kafan diya..........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...

chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.

ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #257 on: October 29, 2005, 05:15:52 AM »
thanks waheed........

saaye hain khamoshi ke,
har or udaasi chayee hai,
nafrat ke badle pyar diya,
aur tohfe mein paayee bewafayee hai......

Quote from: "waheed_rose2004"

«Reply #258 on: October 29, 2005, 05:38:33 PM »
very  nice  again Ninaah.........

tohmatein kitnii, zamanay nay lagaein humper
kaise guzray hain wo lamhaat, tumhein kya maloom...............

tushu
Guest
«Reply #259 on: October 30, 2005, 08:18:42 AM »
Very Good work friends............. I like them all

Khushi ke aagosh mein gum samete chale hai,
Chod ke humari bahe woh kahi aur chale hai,
Din ki khabar nahi, raton mein bhi askh bahaye chale hai,
Unhe to yaad bhi nahi, hum unki yaadon mein saanse banaye chale hai.

WISH ALL OF MY FRIENDS!!!!!!!!! A VERY HAPPY DIWALI & EID MUBARAK
Quote from: "waheed_rose2004"

very  nice  again Ninaah.........

tohmatein kitnii, zamanay nay lagaein humper
kaise guzray hain wo lamhaat, tumhein kya maloom...............

Quote from: "Ninaah"
thanks waheed........

saaye hain khamoshi ke,
har or udaasi chayee hai,
nafrat ke badle pyar diya,
aur tohfe mein paayee bewafayee hai......

Quote from: "waheed_rose2004"
wonderfull work Ninaah..............Harsh.........& all.........
tujh say lafzon ka nahi rooh ka rishta hai mera
tu meri sanson main tehleel hai khushboo ke terha
kaisay raston main chalay aur kis jagah pohunchay
ya hajoom-e-dostan tha sath ya koi nahi...................

Quote from: "Ninaah"
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji..bahoot khoob....aapke dard-o-gam ne hamaare sadion se dabe zakhmon ko kureda hai...hum yahaa per khud nahi, ninaah ji ,hamara yahaan per zakmon ka basera hai.......

tohfa-e--kafan  se kyuin kare parhage ai mere hum-nashien,
muskraker bheja hai usne kahin naraaz na ho jaaye kahin,
koun jaane zindagi ka ye diya aansoo liye kab tak jale,
tab-talak unki yaad main aao sazde karein hum yahin.

Quote from: "Ninaah"
yahan pur to sabhi acche hain aur aap to mash-a-allah hain harash ji.....

humne maanga ik phul to veeraniyan mili,
kisi ke maangne pe khuda ne chaman diya,
khushi maangne ki ik dua mein,
kisi ne tohfe mein ik kafan diya..........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...

chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.

ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #260 on: October 30, 2005, 08:59:43 AM »
aise to na kaho tum humein,
hum bhi iss guzre hain iss daur se,
lakh ponch lo aansuon ko tum,
pur ye bhi nikal aate hain aankhon ki kaur se.........

«Reply #261 on: October 30, 2005, 11:29:02 AM »
VERY GOOD NINAAH

AANKHEN TO HOTI HAI ANSU BAHANEKO
HUMARI DIL KE RAAZ AARO KO BATANEKO
UNHE KYA EHSAAS DILAYE HUM
JINKE BAAS NAHI LABZ PYAAR HI NAHI JATANEKO
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #262 on: October 31, 2005, 05:07:13 AM »
waahid ji khoob keh lete ho....tumhaari shayari pad ker kutchh der our yahaan tikne ko man kerta hai....
main tumhaare lafzon ka hi manzer hoon
ger samajho toh inhi ka samander hoon.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #263 on: October 31, 2005, 05:11:38 AM »
theek kaha tushu aapne......

man ki gaanthhein toh khol ker dekho
Ashq palkon pe tol ker dekho
zindagi khud hi badal jaayegi,
pyaar ke do bol ker dekho.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #264 on: October 31, 2005, 05:24:18 AM »
ninaah ji sholon ka  koi jawaab nahi...per sholo ko hawa dena bhi hamara kaam nahi..ager pursat ho toh par lena kabhi hamaari pooraani nazmein ...puraane zakhmon ko sehlaane main kaam aanyegi...

Jab yakeen dil ka
mita deta hai koi,
har aahat pe
khayaal unka ata hai.

bhulaane ki koshish
bahoot ki lekin,
jakham puraana hai
phir ubhar ata hai.

kahaan jaayein dikhaane
ham seene ke daag
har ek dar pe naya
daag ubhar ata hai.

Ye khalish dil ki
ab dil main na rahegi
ab toh har ek saans main
khuda yaad ata hai.

khalish= chuban

ninaah wrote....

Quote
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #265 on: October 31, 2005, 07:55:08 AM »
good one tushu.......

ro-ro kar guzrin humari raatein,
becheni mein kaate saare din,
wo bhale he reh jaayein humare bager,
pur hum na reh paayeinge unke bin.........

Quote from: "tushu"
VERY GOOD NINAAH

AANKHEN TO HOTI HAI ANSU BAHANEKO
HUMARI DIL KE RAAZ AARO KO BATANEKO
UNHE KYA EHSAAS DILAYE HUM
JINKE BAAS NAHI LABZ PYAAR HI NAHI JATANEKO
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #266 on: October 31, 2005, 08:26:19 AM »
bahot khoob harash.........

har cheez paayee zindagi mein,
pur acchi kismat na paa sake,
soyee aisi wo humse rooth kar,
ki chah kar bhi na jagaa sake.......

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji sholon ka  koi jawaab nahi...per sholo ko hawa dena bhi hamara kaam nahi..ager pursat ho toh par lena kabhi hamaari pooraani nazmein ...puraane zakhmon ko sehlaane main kaam aanyegi...

Jab yakeen dil ka
mita deta hai koi,
har aahat pe
khayaal unka ata hai.

bhulaane ki koshish
bahoot ki lekin,
jakham puraana hai
phir ubhar ata hai.

kahaan jaayein dikhaane
ham seene ke daag
har ek dar pe naya
daag ubhar ata hai.

Ye khalish dil ki
ab dil main na rahegi
ab toh har ek saans main
khuda yaad ata hai.

khalish= chuban

ninaah wrote....

Quote
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #267 on: October 31, 2005, 03:32:31 PM »
waah ninaah ji....

karmon ke is khel main kismat ka nahi hai dosh...

chahte hain woh wafa, zafa deker
chain unko kahaan ye saza deker.
gam ke sholon ko woh kyuin badate hain
apni yadon ki yuin hawa deker.

Quote from: "Ninaah"
bahot khoob harash.........

har cheez paayee zindagi mein,
pur acchi kismat na paa sake,
soyee aisi wo humse rooth kar,
ki chah kar bhi na jagaa sake.......

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji sholon ka  koi jawaab nahi...per sholo ko hawa dena bhi hamara kaam nahi..ager pursat ho toh par lena kabhi hamaari pooraani nazmein ...puraane zakhmon ko sehlaane main kaam aanyegi...

Jab yakeen dil ka
mita deta hai koi,
har aahat pe
khayaal unka ata hai.

bhulaane ki koshish
bahoot ki lekin,
jakham puraana hai
phir ubhar ata hai.

kahaan jaayein dikhaane
ham seene ke daag
har ek dar pe naya
daag ubhar ata hai.

Ye khalish dil ki
ab dil main na rahegi
ab toh har ek saans main
khuda yaad ata hai.

khalish= chuban

ninaah wrote....

Quote
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #268 on: November 01, 2005, 08:20:08 AM »
nice  Ninah......

Har Kisi Ne Feka Hai Mujhe Apni Pyas Bujhakar,
Dahleez Per Toote Hue Saagar ki Tarah Hoon.........

Quote from: "Ninaah"
aise to na kaho tum humein,
hum bhi iss guzre hain iss daur se,
lakh ponch lo aansuon ko tum,
pur ye bhi nikal aate hain aankhon ki kaur se.........

Quote from: "waheed_rose2004"
very  nice  again Ninaah.........

tohmatein kitnii, zamanay nay lagaein humper
kaise guzray hain wo lamhaat, tumhein kya maloom...............

Quote from: "Ninaah"
thanks waheed........

saaye hain khamoshi ke,
har or udaasi chayee hai,
nafrat ke badle pyar diya,
aur tohfe mein paayee bewafayee hai......

Quote from: "waheed_rose2004"
wonderfull work Ninaah..............Harsh.........& all.........
tujh say lafzon ka nahi rooh ka rishta hai mera
tu meri sanson main tehleel hai khushboo ke terha
kaisay raston main chalay aur kis jagah pohunchay
ya hajoom-e-dostan tha sath ya koi nahi...................

Quote from: "Ninaah"
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji..bahoot khoob....aapke dard-o-gam ne hamaare sadion se dabe zakhmon ko kureda hai...hum yahaa per khud nahi, ninaah ji ,hamara yahaan per zakmon ka basera hai.......

tohfa-e--kafan  se kyuin kare parhage ai mere hum-nashien,
muskraker bheja hai usne kahin naraaz na ho jaaye kahin,
koun jaane zindagi ka ye diya aansoo liye kab tak jale,
tab-talak unki yaad main aao sazde karein hum yahin.

Quote from: "Ninaah"
yahan pur to sabhi acche hain aur aap to mash-a-allah hain harash ji.....

humne maanga ik phul to veeraniyan mili,
kisi ke maangne pe khuda ne chaman diya,
khushi maangne ki ik dua mein,
kisi ne tohfe mein ik kafan diya..........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...

chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.

ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #269 on: November 03, 2005, 08:40:41 AM »
Wah ...
Bahut hi achha likha hai sab ne ...

Hamari bhi kuchh pal do pal ki kahani hai,
Dil chhupa rakhi unki yaado ki nishani hai,
Dil bedard ho gaya gum seh seh ke,
Ab na jism mein lahu na aankho mein paani hai ...
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:42:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer