Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19]
Print
Author  (Read 14188 times)
Ninaah
Guest
«Reply #270 on: November 05, 2005, 06:52:08 AM »
good one harash...........

koi ye bahot khoob farmate hain,
hum kismat se jyada kuch nahi paate hain,
jab bhi chahte hain kisi ko pukarana,
to badle mein ye ashq chale aate hain.........


Quote from: "harashmahajan"
waah ninaah ji....

karmon ke is khel main kismat ka nahi hai dosh...

chahte hain woh wafa, zafa deker
chain unko kahaan ye saza deker.
gam ke sholon ko woh kyuin badate hain
apni yadon ki yuin hawa deker.



Quote from: "Ninaah"
bahot khoob harash.........

har cheez paayee zindagi mein,
pur acchi kismat na paa sake,
soyee aisi wo humse rooth kar,
ki chah kar bhi na jagaa sake.......



Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji sholon ka  koi jawaab nahi...per sholo ko hawa dena bhi hamara kaam nahi..ager pursat ho toh par lena kabhi hamaari pooraani nazmein ...puraane zakhmon ko sehlaane main kaam aanyegi...

Jab yakeen dil ka
mita deta hai koi,
har aahat pe
khayaal unka ata hai.

bhulaane ki koshish
bahoot ki lekin,
jakham puraana hai
phir ubhar ata hai.

kahaan jaayein dikhaane
ham seene ke daag
har ek dar pe naya
daag ubhar ata hai.

Ye khalish dil ki
ab dil main na rahegi
ab toh har ek saans main
khuda yaad ata hai.



khalish= chuban

ninaah wrote....

Quote
waah bahot khoob harash.........

dekh kar usko aa gayee roshni aankhon mein,
jee chaha bicha doon phoolo unhi ki raahon mein,
jee na paaye apne liye to iss zindagi mein,
pur marna chahte hain hum unhi ki chahon mein........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
chhaya
Guest
«Reply #271 on: May 16, 2006, 11:45:22 AM »
Jab pass aa jate ho tum
dil ka dard badh hi jata hai

kitna bhi chupane jau
yeh ansu to chalak hi jata hai

dur rehte ho tum to
dil ko samzha lete hai

dil ke tukde to ho hi gaye hai
sans rukne ka intzaar hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #272 on: May 17, 2006, 12:04:19 PM »
hmmm good one chaya....

bhaag rahe hain apni he parchayee se,
darte hain gamon ki gehrayee se,
lakh koshishen nakaam huyee,
pur peecha na choota apni tanhayee se......


Quote from: "chhaya"
Jab pass aa jate ho tum
dil ka dard badh hi jata hai

kitna bhi chupane jau
yeh ansu to chalak hi jata hai

dur rehte ho tum to
dil ko samzha lete hai

dil ke tukde to ho hi gaye hai
sans rukne ka intzaar hai
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #273 on: May 17, 2006, 12:09:46 PM »
Ninaah

Bahut achche !

Bahut din baad aayi aap!  Puzzled !

Rajbir
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #274 on: May 18, 2006, 05:56:55 AM »
thanks rajbir,

yah i was out of station..... thats why.... so how r u?Huh??

ninah

Quote from: "Rajbir"
Ninaah

Bahut achche !

Bahut din baad aayi aap!  Puzzled !

Rajbir
Logged
chhaya
Guest
«Reply #275 on: May 18, 2006, 06:35:53 AM »
Nice1 Nihhan

Kabhi to awaz deke apne pass bulalo
kabhi to baho main leke ansoo pochalo
yaad main tumahare tadap rahe hai
kya sirf intzzar karna hi hamari takdeer main hai


Quote from: "Ninaah"
hmmm good one chaya....

bhaag rahe hain apni he parchayee se,
darte hain gamon ki gehrayee se,
lakh koshishen nakaam huyee,
pur peecha na choota apni tanhayee se......


Quote from: "chhaya"
Jab pass aa jate ho tum
dil ka dard badh hi jata hai

kitna bhi chupane jau
yeh ansu to chalak hi jata hai

dur rehte ho tum to
dil ko samzha lete hai

dil ke tukde to ho hi gaye hai
sans rukne ka intzaar hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #276 on: May 18, 2006, 09:44:16 AM »
wow.....chhaya....

kisko dein awaaz,
ki ab to ghadiyaan bhi khatam huyee,
unki kya baat karein,
ye duniya bhi ab be-reham huyee......



Quote from: "chhaya"
Nice1 Nihhan

Kabhi to awaz deke apne pass bulalo
kabhi to baho main leke ansoo pochalo
yaad main tumahare tadap rahe hai
kya sirf intzzar karna hi hamari takdeer main hai


Quote from: "Ninaah"
hmmm good one chaya....

bhaag rahe hain apni he parchayee se,
darte hain gamon ki gehrayee se,
lakh koshishen nakaam huyee,
pur peecha na choota apni tanhayee se......


Quote from: "chhaya"
Jab pass aa jate ho tum
dil ka dard badh hi jata hai

kitna bhi chupane jau
yeh ansu to chalak hi jata hai

dur rehte ho tum to
dil ko samzha lete hai

dil ke tukde to ho hi gaye hai
sans rukne ka intzaar hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #277 on: June 06, 2006, 05:34:42 AM »
dard ki yahan apni he paribhasha hai,
kabhi koi samjhta hai, to koi iss se anjaan hain,
jisse mil gayee hai mohabbat, wo khush hain,
aur jo khali daman reh gaye, wo kuch dino ke mehmaan hain.....
Logged
chhaya
Guest
«Reply #278 on: June 06, 2006, 11:02:46 AM »
Dard ki paribhasha wahi samzte hai
Jo dil wo jan se kisi se mohhabat  karte hai
Chod jane ko duniya dil karta hai
magar akhri sans tak uska intzar karte hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #279 on: June 07, 2006, 06:49:12 AM »
good one chhaya.....


intzaar mein kisi ka mukaddar hai,
intzaar kisi ki zindagi ban jaati hai,
jab mil jaaye mohabbat kisi ko,
to vo uski khushkismati kehlaati hai....



Quote from: "chhaya"
Dard ki paribhasha wahi samzte hai
Jo dil wo jan se kisi se mohhabat  karte hai
Chod jane ko duniya dil karta hai
magar akhri sans tak uska intzar karte hai
Logged
chhaya
Guest
«Reply #280 on: December 12, 2006, 06:10:37 AM »
Dhoka to dil ne hameha khaya hai
Dil main bus unke sapno ka saya hai
gairon se kya shikayat kare
hamne yeh dard apno se paya hai
Logged
paani
Guest
«Reply #281 on: December 12, 2006, 07:18:01 AM »
nice ninha
Logged
chhaya
Guest
«Reply #282 on: October 16, 2008, 05:47:44 AM »
JAMANE BADAL CHUKE HAI, DIN RAT BADAL CHUKE HAI
WOH JO KABHI HAMARE THEY WOH BADAL CHUKE HAI
LEKIN HUMARE JASBAAT WAHI PE THAM GAYE HAI
AUR NAHI BADLI TO DARD KI PARIBHASHA NAHI BADAL CHUKI HAI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #283 on: October 21, 2008, 07:50:48 PM »
good work
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:58:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer