Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 19
Print
Author  (Read 14192 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #30 on: July 06, 2005, 08:40:41 PM »

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8




--------------------------------------------------------------------------------

na dekho kisy ko hiqarat ki nigah say..

kay har chehra kisy ka mehboob hota hai..

ya husan walay baray gunahgar hotay hain...

dekhtay hain qatilana nazro say jesay husan kay nawab hotay hein


Nm

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
Ninaah
Guest
«Reply #31 on: July 07, 2005, 06:05:54 AM »
gunji jab awaaz uski,
to laga ki koi tarana hai,
aaj wo humse itni door hai,
lagta hai jaise koi afsana hai....



Quote from: "fakharenaveed"

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8




--------------------------------------------------------------------------------

na dekho kisy ko hiqarat ki nigah say..

kay har chehra kisy ka mehboob hota hai..

ya husan walay baray gunahgar hotay hain...

dekhtay hain qatilana nazro say jesay husan kay nawab hotay hein

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #32 on: July 07, 2005, 06:19:22 AM »


THANKS FAREEEEEEEEEEEEEE...........



Quote from: "fakharenaveed"

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8




--------------------------------------------------------------------------------

na dekho kisy ko hiqarat ki nigah say..

kay har chehra kisy ka mehboob hota hai..

ya husan walay baray gunahgar hotay hain...

dekhtay hain qatilana nazro say jesay husan kay nawab hotay hein


Nm

Logged
sandhaya
Guest
«Reply #33 on: July 07, 2005, 06:21:31 AM »
kya baat hia Ninah, faree, ,meena .......sabne bahtu hi acha likha hai.........

zindagi ko jiyo kyun mout se pehle hi tum marte ho
bahut kuch hai duniya main mahobat ke siva
kyun kisi bewafa ki khatir bemout tum marte ho
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #34 on: July 07, 2005, 07:05:31 AM »
Thanks a lot Ninaah and welcome too ...
You too have done great job ...
Keep it up ...


Har subah didaar ka intezaar rehta hai,
Har shaam dil bekaraar rehta hai,
Unhe paane ki hasrat hai kuchh is kadar,
Hum yahaan aur dhyaan kahi aur rehta hai ...
Logged
chhaya
Guest
«Reply #35 on: July 07, 2005, 12:21:56 PM »
nice 1



Quote from: "sandhaya"
kya baat hia Ninah, faree, ,meena .......sabne bahtu hi acha likha hai.........

zindagi ko jiyo kyun mout se pehle hi tum marte ho
bahut kuch hai duniya main mahobat ke siva
kyun kisi bewafa ki khatir bemout tum marte ho
Logged
HumTum
Guest
«Reply #36 on: July 07, 2005, 12:25:43 PM »
Quote from: "Ninaah"
thanks hum tum from all of us........

ishq bikta hai ye hume maloom na tha,
pur unhe dekh kar yakeen aane laga hai,
chalak raha hai sabra ka paimana,
ankhon se pyar ka nasha jaane laga hai....





Quote from: "HumTum"
waah .......

ishart-e-katra hai dariya mein fana ho jaana
dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana


Thanx a lot Ninaah ji ..... aur kya khoob likha hai !!!


dhondti hai nazar koi raushni koi khushi har jagah
ye bhi hamari tarha hai iska bhi koi sahara naheen
kabsay muntazir hoon jaane maut kab meherbaan hogi
bas yahi baaki hai choota humse koi nazaara naheen  !!
Logged
chhaya
Guest
«Reply #37 on: July 07, 2005, 12:35:48 PM »
Zindgi jeene ke liye hoti hai
kue maut ki duwaye mangte hai
agar sare jahan se ruth kar rahe jaoge
to apne bhi paraye lagne lagte hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #38 on: July 07, 2005, 12:49:36 PM »
waah chhaya ji .....

zindagi yun hi bikher jaayegi maloom na tha
goyaa ban ban ke biger jaayegi maloom na tha
abhi jee bher ke dekha na tha tujhako ai zist
itani tezi se guzer jaayegi maloom na tha !!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: July 07, 2005, 04:49:54 PM »
wah bahoot khoob...........!!!................................................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #40 on: July 07, 2005, 09:03:07 PM »

Thanx Ninaah & Sandhya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #41 on: July 08, 2005, 04:53:26 AM »
wow Sandhya.....

Zindagi bhi jee lete,
agar hume kisi se pyar na hota,
har lamha humara hans kar guzarta,
agar hume kisi ka intzaar na hota....



Quote from: "sandhaya"
kya baat hia Ninah, faree, ,meena .......sabne bahtu hi acha likha hai.........

zindagi ko jiyo kyun mout se pehle hi tum marte ho
bahut kuch hai duniya main mahobat ke siva
kyun kisi bewafa ki khatir bemout tum marte ho
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #42 on: July 08, 2005, 05:11:02 AM »
nice one Just Hate Love.....

Dhyan ko apne yun bhatakne na do,
na jaane wo kab saamne se guzar jaayein,
hum unhe yahan dhoondhte rahein,
aur wo na jaane kidhar jaayein......




Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Ninaah and welcome too ...
You too have done great job ...
Keep it up ...


Har subah didaar ka intezaar rehta hai,
Har shaam dil bekaraar rehta hai,
Unhe paane ki hasrat hai kuchh is kadar,
Hum yahaan aur dhyaan kahi aur rehta hai ...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #43 on: July 08, 2005, 05:15:35 AM »
kya baat hai Hum Tum...... nice one.....

dil mein chupaya hai tumko,
kaise dikhaun ye dil khol ke,
kyon yakeen nahi tumhe humare pyar pe,
kya kehna padega ye sab bol ke.......


Quote from: "HumTum"
Quote from: "Ninaah"
thanks hum tum from all of us........

ishq bikta hai ye hume maloom na tha,
pur unhe dekh kar yakeen aane laga hai,
chalak raha hai sabra ka paimana,
ankhon se pyar ka nasha jaane laga hai....





Quote from: "HumTum"
waah .......

ishart-e-katra hai dariya mein fana ho jaana
dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana


Thanx a lot Ninaah ji ..... aur kya khoob likha hai !!!


dhondti hai nazar koi raushni koi khushi har jagah
ye bhi hamari tarha hai iska bhi koi sahara naheen
kabsay muntazir hoon jaane maut kab meherbaan hogi
bas yahi baaki hai choota humse koi nazaara naheen  !!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #44 on: July 08, 2005, 05:16:47 AM »
sukhriya Chaya ji .........nice chaya ji, humtum . ninah, JHL, aur faree............nice work all.....

zindagi thi meri ek khuli kitab ki tarah
jo bhi aaya ek panna palat kar chala gaya
hume bhi aarzo thi ek saathi ki
bahut aaye kuch der therhre rokna chaha tuh jatak ke chale gaye
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:11:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer