Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 19
Print
Author  (Read 14191 times)
Ninaah
Guest
«Reply #60 on: July 08, 2005, 10:57:30 AM »
inn janamon ke waade to unse nibhaye nahi gaye,
bahot chaha dil ne pur wo bhulaye nahi gaye,
har yaad ko chaha mitana apni zindagi se,
pur na jaane kyon ye zakhm mitaye nahi gaye.........



Quote from: "sandhaya"
pyaar ka jaam har kisi ko hajam nahi hota
issko pine main maza kam dard jayada hai
kyun karte ho tum aajmaish mahobat ki
ye mahobaat koi suda nahi janamo janamo ka wada hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
sandhaya
Guest
«Reply #61 on: July 08, 2005, 10:57:31 AM »
sukhriya Chaya aur ........ninah ........and nice .....work by all

mahobat ko vyapar samajte hai kuch log
dil ke badle dil ka suda karte hai log
nahi jante ki kya hai paribhasha mahobaat ki
dil main bhukh aur nigahon main masumiyat rakhte hai kuch log
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #62 on: July 08, 2005, 10:59:47 AM »
yaad tuh basti hai saanson main uski
usko bhulana asan kaam nahi
jab bhi socha ki usko bhul jaun
usko yaad kar kar meri aankhen hai bahi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #63 on: July 08, 2005, 11:01:34 AM »
jinpe hum yun fida hue,
na jaane wo kyon juda hue,
unn khawabo ko ankhon mein ab tak sanjoya hai,
pur unke aankhon se wo khawab hawa huve......


Quote from: "sandhaya"
sukhriya Chaya aur ........ninah ........and nice .....work by all

mahobat ko vyapar samajte hai kuch log
dil ke badle dil ka suda karte hai log
nahi jante ki kya hai paribhasha mahobaat ki
dil main bhukh aur nigahon main masumiyat rakhte hai kuch log
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #64 on: July 08, 2005, 11:04:45 AM »
dil se pyar juda karna,
aasaan kaam nahi hota,
gur itni aasani se bhula dete kisi ko,
to duniya mein dard ka naam nahi hota.....




Quote from: "sandhaya"
yaad tuh basti hai saanson main uski
usko bhulana asan kaam nahi
jab bhi socha ki usko bhul jaun
usko yaad kar kar meri aankhen hai bahi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #65 on: July 08, 2005, 11:07:31 AM »
khawabon ko samete rakha hai aaj tak humne
ki kabhi tuh khuda ko humpe bhi reham aayega
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #66 on: July 08, 2005, 11:11:36 AM »
haan mante hai ki bhulna use aasan nahi
par namumkin duniya main koi bhi kaam nahi
hum tuh sirf kar de sakte hai salah tujhko
ki yaad rakhne ka usko hoga acha anjaam nahi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #67 on: July 08, 2005, 11:12:04 AM »
humari dua hai ki har khushi tumhare jeevan mein aaye,
har phool tumhare honthon pe muskurahat laaye,
har koi ho jaaye tumpe fida hanste hanste,
har gum bhool kar hansi tumhare chehre pe chaaye....



Quote from: "sandhaya"
khawabon ko samete rakha hai aaj tak humne
ki kabhi tuh khuda ko humpe bhi reham aayega
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #68 on: July 08, 2005, 11:14:10 AM »

pur phir bhi dil pareshaan hai,
ki woh iss dil ka mehmaan hai,
na chahte huve bhi nahi bula pata ye dil,
wo inn dhadkano ki jaan hai....




Quote from: "sandhaya"
haan mante hai ki bhulna use aasan nahi
par namumkin duniya main koi bhi kaam nahi
hum tuh sirf kar de sakte hai salah tujhko
ki yaad rakhne ka usko hoga acha anjaam nahi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #69 on: July 08, 2005, 11:15:10 AM »
Na do hume ye dua ki humpe sab fida ho jaye
verna pehle hi hum paresaan hai inn aasiqhon se
kahin inke sir chadke phir mar hi na jaye
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #70 on: July 08, 2005, 11:20:04 AM »
dil dhadkata hai uske hi sahare se
hum jaan bhi de denge uske ek isahare pe
ki vo tuh janta hi nahi hai ki mere liye kya hai vo
din main sapna hai uske saath beithe hum nazare main
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #71 on: July 08, 2005, 11:23:56 AM »
CONGRATULATIONS ON YOUR 1600th Post........

bahot bahaya hai ashqon ko,
ab na yun isse bahane denge,
chahe koi aa jaaye humari raah mein,
pur tumhe apni zindagi se yun na jaane denge.....




Quote from: "sandhaya"
Na do hume ye dua ki humpe sab fida ho jaye
verna pehle hi hum paresaan hai inn aasiqhon se
kahin inke sir chadke phir mar hi na jaye
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #72 on: July 08, 2005, 11:29:53 AM »
sukhriya Ninah ..........nice .....hun

abh tu saath hai phir darne ki kya baat hai
apne dil ka har dard keh lenge hum tujhse
abh mera bhi humdard iss duniya main mera bhi koi khass hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #73 on: July 08, 2005, 11:32:52 AM »
Oh YoU aRe MoSt WeLcOmE.........

jab tujhe jaroorat ho, hume tu awaaz dena,
tu mujhe wohin khada paayegi,
jahan tak tu jaana chahegi,
mere saath meri duwaein bhi jaayegi.....




Quote from: "sandhaya"
sukhriya Ninah ..........nice .....hun

abh tu saath hai phir darne ki kya baat hai
apne dil ka har dard keh lenge hum tujhse
abh mera bhi humdard iss duniya main mera bhi koi khass hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #74 on: July 08, 2005, 11:58:35 AM »
teri dua hi hai jo meri zindagi main khushi hai
tere bina tuh zine ki koi vajah hi nazar nahi aati
kaise jiyenge zindagi hum tujhse dur hoke kabhi..
ye soch ke dil dar jata hi aur kehta hai ruk jaye ye dhadkane abhi
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:48:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer