dard ko daad

by salil2002 on January 26, 2009, 09:02:12 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1687 times)
salil2002
Guest
kii kya kahoon yaaron ab kaha nahin jaata
daad mat do ab dard ko suna nahin jaata
lagaon marham jab kissii ka dard dekho
kii yoon mehfil main dard dekhkar raha nahin jaata

lagaye beithe hai jaam sabhi hothon se , peete nahin
shayad yeh jaam oonse piya nahin jaata
woh dekho lab hile kissii ke kissi ne phir koi kalaam pada
kya karein kambaqhton se nawaze bina bhi raha nahin jaata
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Log daad dene me bhi tauheen samajhte hain by khumaar in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
JHOOTI DAAD by RAAJA1234 in Miscellaneous Shayri
ANDAAZ-E-DAAD .!!! by qalb in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
dard me daad... by sushiljain in Shayri-E-Dard
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 26, 2009, 09:10:08 AM »
kii kya kahoon yaaron ab kaha nahin jaata
daad mat do ab dard ko suna nahin jaata
lagaon marham jab kissii ka dard dekho
kii yoon mehfil main dard dekhkar raha nahin jaata

lagaye beithe hai jaam sabhi hothon se , peete nahin
shayad yeh jaam oonse piya nahin jaata
woh dekho lab hile kissii ke kissi ne phir koi kalaam pada
kya karein kambaqhton se nawaze bina bhi raha nahin jaata


Lovely  Applause Applause but dear brother, itna dard?  sad7
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2009, 09:26:14 AM »
Lovely  Applause Applause but dear brother, itna dard?  sad7
thank u di
...........i will takeit as a compliment

yahan koi mohabaat nahin jaanta
yahan nafraton k ghar base dikhte hain
koi dikhta nahin yahan kissi kii khushiyon mein
sabhi dard mein daad dete dikhte hain
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: January 26, 2009, 11:03:03 AM »
kya baat hai   salil ji.....


unka pyaar paana,doston gawara na tha,khushiyo mein koi daad dene nahin aaye,
unse juda hona sunkar,mere dard ko daad dene sabhi aaye.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: January 26, 2009, 06:19:20 PM »
Wah wah salil jee...dard se bhari apki kalam...


ab unki bewaffai ko bardasht kia nahin jata,
unko kisi aur ki baahon main dekha nahin jata,
mar bhi nahin sakta main sukun se inn daagon ke saath,
apne ghavon ko dekh kar ab toh roya bhi nahin jata...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: January 27, 2009, 06:39:36 AM »
kya baat hai   salil ji.....


unka pyaar paana,doston gawara na tha,khushiyo mein koi daad dene nahin aaye,
unse juda hona sunkar,mere dard ko daad dene sabhi aaye.
Wah wah salil jee...dard se bhari apki kalam...


ab unki bewaffai ko bardasht kia nahin jata,
unko kisi aur ki baahon main dekha nahin jata,
mar bhi nahin sakta main sukun se inn daagon ke saath,
apne ghavon ko dekh kar ab toh roya bhi nahin jata...
thanks cara and deadheart .......nice one both of u

koi dekhe muskuraate huye toh beshaq saza de
magar kya karoon apne haalpar rona bhi nahin aata
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: January 27, 2009, 07:13:57 PM »
shukriya aur apne bhi acha likha hai...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: January 27, 2009, 07:40:19 PM »
 Applause

Very nice lines sweet salil bro.

Very nice lines Heart...

Nice lines cara ji..
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: January 28, 2009, 05:51:35 AM »
Applause

Very nice lines sweet salil bro.

Very nice lines Heart...

Nice lines cara ji..

thank u di
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: January 28, 2009, 07:15:56 PM »
shukriya Honey jee..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 28, 2009, 07:18:26 PM »
Bohat HI Achcha Likha Hai,.
Salil Bhai And Rahim Bhai,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: January 29, 2009, 07:19:01 AM »
Bohat HI Achcha Likha Hai,.
Salil Bhai And Rahim Bhai,.
thnks azeem

Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: January 29, 2009, 07:45:08 AM »
kii kya kahoon yaaron ab kaha nahin jaata
daad mat do ab dard ko suna nahin jaata
lagaon marham jab kissii ka dard dekho
kii yoon mehfil main dard dekhkar raha nahin jaata

lagaye beithe hai jaam sabhi hothon se , peete nahin
shayad yeh jaam oonse piya nahin jaata
woh dekho lab hile kissii ke kissi ne phir koi kalaam pada
kya karein kambaqhton se nawaze bina bhi raha nahin jaata


Bahut hi pyara likha hai Salil,

Dena gammo ko aab band karo tum ho gayi hai intha
aab aur hamse dard saha nahi jaata,

Lao poonch de aansoo tumhaare aab u kisi ka udaas
ho jaana hame aacha nahi lagta,

Shally.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: January 31, 2009, 09:28:27 AM »
Bahut hi pyara likha hai Salil,

Dena gammo ko aab band karo tum ho gayi hai intha
aab aur hamse dard saha nahi jaata,

Lao poonch de aansoo tumhaare aab u kisi ka udaas
ho jaana hame aacha nahi lagta,

Shally.
thanks shally............
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: January 31, 2009, 11:02:13 AM »
kii kya kahoon yaaron ab kaha nahin jaata
daad mat do ab dard ko suna nahin jaata
lagaon marham jab kissii ka dard dekho
kii yoon mehfil main dard dekhkar raha nahin jaata

lagaye beithe hai jaam sabhi hothon se , peete nahin
shayad yeh jaam oonse piya nahin jaata
woh dekho lab hile kissii ke kissi ne phir koi kalaam pada
kya karein kambaqhton se nawaze bina bhi raha nahin jaata


Kya karen padhe bina raha nahin jaata...
aur 'Waah' 'Waah' kiye raha nahin jaata.. !!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:13:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer