Dard Mein Jo Maaza Hai Woh Khusi Main kahan..!!!

by Delicate_Doll on January 24, 2005, 11:20:51 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Author  (Read 11471 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #120 on: April 17, 2005, 11:59:42 AM »
Ek aap hi to ho jiske liye humne
Khud apne aapko bhi bhula diya hai,
Aur kis ki himmat jo jhukata humko
Aapke aage to khud sar jhuka diya hai ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hatoon ki lakiroon main kahan ho by sarafz in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
ghazal:Mujhse pucho ki sahi dard kahan hote hain! by khalidrawat in Shayri for Khumar -e- Ishq
kahan ye bus main k .... by tanishk_yadav in Shayri for Dard -e- Judai
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
wo bhi andhkaar mein main bhi andhkaar mein by BHONDU in Shayri-E-Dard
Delicate_Doll
Guest
«Reply #121 on: May 04, 2005, 12:15:03 PM »
nice one juz hate jee ..........!!!

======================

Ik shakhsh k khoo janay ka gham kiyoon nahi jaataa
Ye booj mere dil say ootera kiyoon nahi jaataa
Ye shaam wo shaam her shaam ussi k naam
kyun uss ka naam dil se nahin mitaya jaata
Logged
HumTum
Guest
«Reply #122 on: May 04, 2005, 10:16:25 PM »
Quote from: "salma4u"
nice one juz hate jee ..........!!!

======================

Ik shakhsh k khoo janay ka gham kiyoon nahi jaataa
Ye booj mere dil say ootera kiyoon nahi jaataa
Ye shaam wo shaam her shaam ussi k naam
kyun uss ka naam dil se nahin mitaya jaata


salma ....   sad5

samander kaa shor raha bay sabab under meray
onhieN gehraaion mein woh paata gaya mujh ko

raat kay sunnatay mein aati hein yaadein aisa libas pehnay
jaisay dil kay teh khanon mein koi qayd ker gaya mujh ko

sad5
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #123 on: May 04, 2005, 10:34:37 PM »
jhl and salma aunty buhat khoob............................................ ..................................
Logged
budhu_1
Guest
«Reply #124 on: May 04, 2005, 11:31:23 PM »
GR8 ONE SALMA JI UR SHAYARI JUST MAN KO CHU GAYEEE KAAFI ACHHA KALAM LIKHA HIA AAPNE
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #125 on: May 05, 2005, 11:00:28 AM »
thanx budhu jee ..............!!!

=========================
wow humtum  gr888888


kya kahein ab hum kisi se...
shikayat nahin ab khuda se...
jazbat chupa kar has leti hun aise...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #126 on: May 05, 2005, 11:34:21 AM »
nice  work allllllllll...................................... ..........
Logged
HumTum
Guest
«Reply #127 on: May 06, 2005, 01:23:43 PM »
Quote from: "salma4u"
thanx budhu jee ..............!!!

=========================
wow humtum  gr888888


kya kahein ab hum kisi se...
shikayat nahin ab khuda se...
jazbat chupa kar has leti hun aise...


Salma ji .....

shayad khushi ka daur bhi aa jaaye bahut jald..
ye gham bhi to mile hain tamanna kiye bagair...

sad5
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #128 on: May 07, 2005, 08:18:53 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "salma4u"
thanx budhu jee ..............!!!

=========================
wow humtum  gr888888


kya kahein ab hum kisi se...
shikayat nahin ab khuda se...
jazbat chupa kar has leti hun aise...


Salma ji .....

shayad khushi ka daur bhi aa jaaye bahut jald..
ye gham bhi to mile hain tamanna kiye bagair...

sad5


bahot   khoob  hum  tum......

mujhe  yakeen  nahin  raha ab apni  kismat  per
khusiyan  aakar  humesha  laut  jaati  hai
maine  apni  tamanna  ko mita  diya  dil  se
ab  na  kabhi  royenge  kabhi apne  kismat  per................
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #129 on: May 07, 2005, 08:40:49 AM »
Quote from: "salma4u"


Mujhe Khushiyan Mile Na Mile Iss Jahan Mein,
Tumein Gum Ki Parchaiyen Bi Kabhi Na Chuye,
Mujhe Aansun Hi Aansun Mile Hain Iss Jahan Mein,
Tumein In Aansun Ki Parchaiyen Bi Kabhi Na Chuye..! sad5


aapke pyar ko kisi ki nazar na lag jaye,
hum jaate hain, kahin hamari hi nazar na lag jaye

kisi se dhan daulat lena aasaan hai, uske gam lena nahin,
woh khushnaseeb hain, aisi mehbooba har kisi ho milti nahin
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #130 on: May 09, 2005, 01:33:52 PM »
nice all ...humtum n waheed n...thanx devdas ...!

n humtum

khusiyan ka daur bhi aata hai zindagi mein...
magar woh b kuch pal ke liye hota hai zindagi mein...
jaise woh mousam ki tahar aata jaata hai zindagi mein...


=======================

n waheed

khusiyan aur gam to zindagi ke do modh hote hai...
zindagi kabhi bhi ek he dauraye pe nahin chalti hai...

==========================

well shukriya devdas online

agar khusiyan batne se khusi phelaya jata hai...
asie he gum batne se dard kam ho jata hai...

==============================

 Unhe aadat hai zakham dene ki...
Apni toh fitrat hai gham chupane ki...
 ab toh aadat si padh gayi hai aasoon pi janeki...
kya haseen saza di hai zaalim ne dil lagaane ki…
n/m
Logged
HumTum
Guest
«Reply #131 on: May 09, 2005, 01:41:41 PM »
Quote from: "salma4u"
nice all ...humtum n waheed n...thanx devdas ...!

n humtum

khusiyan ka daur bhi aata hai zindagi mein...
magar woh b kuch pal ke liye hota hai zindagi mein...
jaise woh mousam ki tahar aata jaata hai zindagi mein...


=============================

 Unhe aadat hai zakham dene ki...
Apni toh fitrat hai gham chupane ki...
ab toh aadat si padh gayi hai aasoon pi janeki...
kya haseen saza di hai zaalim ne dil lagaane ki…
n/m


Salma ji ...

rote ho ik Jazeera-e-Jaan ko Salma tum...
dekho to kitne sheher samander ke hogaye...

=============================

rahoon men dhoonda karoge tum,
aik aik ko rok rok ke Poocha karoge tum...
hum kehte na the, na berhao hum se dosti,
Tanhaiyon men beth ke roya karoge tum!

HumTum  sad5
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #132 on: May 09, 2005, 09:25:32 PM »


chahat nazroon se hoti hai
dosti dil se hoti hai
pyaar aatma se hota hai
atbaar didaar par hota hai
kuch bhi ho yeh sab bahut khoobsurat hota hai

Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #133 on: May 17, 2005, 11:56:15 AM »
Zindagi nahi hume dosto se pyaari,
Dosto par haazir hai jaan hamari,
Aankhon mein hamari aansu hai to kya hua,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari ...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #134 on: May 31, 2005, 09:00:15 AM »
nice n gr88 humtum n  juz hate jee


n humtum

tanhaiyon se humein nahin hai  ab koi bhi gum...
tanhaiyon mein beetey palon ko yaad karte hai hum...

======================
zubaan khamosh hone ko hai,
ummeedein khatm hone ko hain,
samet le aake tu mujhko,
ki meri rooh bikharne ko hai..
khud ko sambhaal nahi sakti,
main gum se ladd nahi sakti,
de de aake tu saharaa,
ki meri jaan nikalne ko hai..
n/m
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:39:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer