Dard Mein Jo Maaza Hai Woh Khusi Main kahan..!!!

by Delicate_Doll on January 24, 2005, 11:20:51 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11]
Print
Author  (Read 11272 times)
HumTum
Guest
«Reply #150 on: June 01, 2005, 11:15:22 AM »
bewffai karna bna diya hai chalan kuch naqab posho ne
ab to har chehrey se daar sa lagta hai mujhey !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hatoon ki lakiroon main kahan ho by sarafz in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
ghazal:Mujhse pucho ki sahi dard kahan hote hain! by khalidrawat in Shayri for Khumar -e- Ishq
kahan ye bus main k .... by tanishk_yadav in Shayri for Dard -e- Judai
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
wo bhi andhkaar mein main bhi andhkaar mein by BHONDU in Shayri-E-Dard
Delicate_Doll
Guest
«Reply #151 on: June 01, 2005, 11:23:09 AM »
na na humtum aise na kaho tum...
kisi aur ke liye dusron pe shak na karo tum...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #152 on: June 01, 2005, 12:08:33 PM »
itney khaye hai zakm zamaney se ab to
aiana dekh ke khud pe bhi sahk sa kerta hoon !!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #153 on: June 01, 2005, 03:33:46 PM »
Quote from: "Talat"
Dil ke gehre zakhm ashaar ban ke nikalte hain
Aur log samajhte hain hum shayari karte hain !!


wah!!!!!!!!  kya  baat  kahi  hai talat  ne...........kitna  such .........excellent  work all  friends...................

do  line  main  bhi  talat  ke  liye  likhta  hoon......

mere  hothon  k  tabassum  ko meri  khusi  na samajh
sher  likhta hoon to mere  dard  kam ho  jaate  hai
mer  dard  ki  dastan  mere lafzon  se  samajh
kuch  bhi  kahta hoon to  aankh  num ho jaati hai...................... sad5
Logged
Talat
Guest
«Reply #154 on: June 01, 2005, 06:55:39 PM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "Talat"
Dil ke gehre zakhm ashaar ban ke nikalte hain
Aur log samajhte hain hum shayari karte hain !!

Bohat khoob Talat....


Shukriya Aryaan !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #155 on: June 01, 2005, 06:56:50 PM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "Talat"
Dil ke gehre zakhm ashaar ban ke nikalte hain
Aur log samajhte hain hum shayari karte hain !!


gr88 talat


Thanks Salma !!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #156 on: June 02, 2005, 12:15:28 AM »
Honge tere chahane wale bahut,
Mujhme ek alag baat hai;
tera milna mere zindagi ki
ek nai suruwat hai;
bate to bahut karti ho,
Izhar nahi karti;
dar sa lagta hai ki,
kahi tu mujhse pyar nahi karti.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #157 on: June 04, 2005, 05:41:22 PM »
Thanks a lot Aryan and Salma ...


Tum bewafa ho,
Teri bewafaai ko bhi hum wafa samajh lenge,
Mohabbat ki raah mein chhodkar jaane waale,
Tere intezaar mein hum apni poori umar guzar denge ...(nm)
Logged
diljala
Guest
«Reply #158 on: June 05, 2005, 10:35:46 AM »
uraj hai
mere gum per hasne.n wale tujhe ye kabhar nahi hai
mere ghar ke baad hogi tere ghar ki bhi tabhai
Logged
diljala
Guest
«Reply #159 on: June 05, 2005, 10:38:31 AM »
Urj hai

kisi ki rahh ki dahleej per dia na rakhoo
darwaje sukhi hui lakdio ke hotai hai.
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:20:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer