Dard Mein Jo Maaza Hai Woh Khusi Main kahan..!!!

by Delicate_Doll on January 24, 2005, 11:20:51 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 11
Print
Author  (Read 11225 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #45 on: January 31, 2005, 11:33:34 AM »
Azaab mujh ko lagti hai zindagi tere bagher,
khoh gai hai meri har khushi teray bagher,
Har pal hi udaas rehti hai ab tu dil mera,
Hota nahi kabhi shad ab kabhi tere bagher


Main kase lagaaon dil yeh our kisi se?,
Koi acha nahi hai lagta JaaN  tere bagher,
Tum lout aao tu lout aaye har khushi meri,
Zindagi kabristan bani hai tere bagher

Kash tu samjh jaaye kase dasti hain tanhaiyan,
Ek pal mein hazaron dard sehti hoon tere bagher
n/m
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hatoon ki lakiroon main kahan ho by sarafz in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
ghazal:Mujhse pucho ki sahi dard kahan hote hain! by khalidrawat in Shayri for Khumar -e- Ishq
kahan ye bus main k .... by tanishk_yadav in Shayri for Dard -e- Judai
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
wo bhi andhkaar mein main bhi andhkaar mein by BHONDU in Shayri-E-Dard
waheed_rose2004
Guest
«Reply #46 on: January 31, 2005, 11:47:44 AM »
wow superbbbbbbbbbbb  salma..............nice wordings............touchng words...........  :lol:
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #47 on: February 01, 2005, 08:17:10 AM »
Quote from: "salma4u"
Kismat se apni sabko shikayat kyo hai?
Jo nahi mil sakta usi se Mohabbat kyo hai?
Kitne kaayein hai dokhae in rahon mein,
Phir bhi dil ko usi ka intezar kyo hai
n/m


very nice really salma

ye zindagi ek ajeeb sa mela hai
kon hai jisne ye khel samaj ke khela hai
sab sunte hai yahan baat apne dil bas
bahut hai jo karte hai mahoobat humko
phir bhi ek uske na hone se dil akela hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #48 on: February 01, 2005, 12:56:34 PM »
shukriya ...Usual Smile

==================

BHOOLNE KI SAYI BHI TO IK FAREB HAI
KUDH SE
K KISSI KO BHULANE K LIYE
PEHLE
USSE YAAD BHI TO KYA JATA HAI
Logged
romeo007
Newbie


Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.
Posts: 3
Member Since: Jan 2005


View Profile
«Reply #49 on: February 02, 2005, 01:48:56 PM »
Quote from: "salma4u"


Mujhe Khushiyan Mile Na Mile Iss Jahan Mein,
Tumein Gum Ki Parchaiyen Bi Kabhi Na Chuye,
Mujhe Aansun Hi Aansun Mile Hain Iss Jahan Mein,
Tumein In Aansun Ki Parchaiyen Bi Kabhi Na Chuye..! sad5



kya baat hai salma ji, aap to chaa gayein,
very nice
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #50 on: February 03, 2005, 09:12:29 AM »
Good job Everyone...
Good going all...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #51 on: February 03, 2005, 09:16:00 AM »
Ye asar hua hai hampe ek tumhare jane se,
tanhai mein roya karte hain roj naye bahane se...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #52 on: February 03, 2005, 04:34:56 PM »
Quote from: "salma4u"
shukriya ...Usual Smile

==================

BHOOLNE KI SAYI BHI TO IK FAREB HAI
KUDH SE
K KISSI KO BHULANE K LIYE
PEHLE
USSE YAAD BHI TO KYA JATA HAI



kisko  thanx  boli  salma.............      Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !

very  nice......Just_Hate_Love
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #53 on: February 03, 2005, 05:42:52 PM »
jinki yade hai dil me nishani ki tarah
woh hame bhool gaye ekm kahani ki tarah
dosto dhoondh ke hamsa koi pyasa laao
ham ki aansoo bhi peete hain to paani ki tarah
gham ko seene me chupaye rakhna yaro
gham mahakte hain bahut raat ki rani ki tarah
tum hamre the tumhe yaad hi nahi shayad
din gujarte hain barste hue paani ki tarah
aaj jo log tere naam pe hanse hai
kal tujhe yaad krenge woh faani ki tarah
Logged
main_aisa_hi_hoon
Guest
«Reply #54 on: February 04, 2005, 11:03:47 PM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
shukriya doston..........pooja n MAHH ji Usual Smile.....n all

 you r wellcome salma ji
aapka bahut bahut shukriya ki aapne hamare pahle hi messege ka jawab diya aur hame apna dost kaha  :D
unhone hame dost kah to diya muskarate se hue
par ham sochte hai ki ham is kabil bhi hai ki nahi


shukriya aap ka MAHH ji .......

lol mahh

ye sochte hai ke ye khud kisi ki dosti ke kabil hai ke nahin,
aise kiya baath hai aap aise apni apne aap par shak se bol gaye Puzzled !

shukriya Usual Smile


salma ji shukriya aapke reply ka
waise aisi koi baat nahi hai ki hame apne par shak ho ham itne be bure insan nahi sayd par sayd
dosti  hamse kabhi theek se nibha na paya koi isliye lagta hai thoda dar naye dost banane se ki kahi wo bhi rula na jaye poorane walo jaise
fir bhi thanks again for ur frdship
waise aap kafi acchi insan lagti hai sayd jo muskarate swagat to kiya yoindia par aate hi warna sayd kuch log to auro ko chate marte nahi thakte wo bhi tarika hai sayd swagat ka par sayd ham waise swagat ke hakdar nahi na kabhi kuch aisa kiya ki aisa swagat mile kisi se na karne ka irada hai  Usual Smile
sorry if anyone got hurt by me plz


ab aap shak ki baathein chodiya ,
lagta hai apne bahut dhuke hain kah ye,
ab chodo biti baathon ko ,
zindagi ko naya zariye se shuru karo,
aur dheko zindagi kitni hasin lage gi,
shukriya .dost..... Usual Smile
agar thodi masti karni hai to aa jao funny sec mein ..
..lol..to tumhaar mind bi thoda set hojaye ga aur set bi hum kar dein  Usual Smile


shukriya salma ji aapke reply ka
nice words by u thanks for good suggestions
waise gham to sabhike jeevan mai aate hai kisike kam to kisi ke jyada
 sad5  

shukriya aapke fun section mai invitation ke liye bhi par aapka hi to yah post hai ki gham mai hai jo maja wo khushimai kaha  Usual Smile ok fir bhi ham fun section ko bhi ab aapke kahne se read karenge par gham ki to baat hi alag hai  yah jindagi ke kuch jyada najdik sa lagta hai bajay fun ke gham ke samay insan sayd haqeekat ke jyada najdeek hota jabki fun mai wo bahut kuch bhula bethta hai
Quote
Logged
main_aisa_hi_hoon
Guest
«Reply #55 on: February 04, 2005, 11:06:15 PM »
Quote
thanks wahid ji
Logged
main_aisa_hi_hoon
Guest
«Reply #56 on: February 04, 2005, 11:11:10 PM »
Quote from: "salma4u"
Azaab mujh ko lagti hai zindagi tere bagher,
khoh gai hai meri har khushi teray bagher,
Har pal hi udaas rehti hai ab tu dil mera,
Hota nahi kabhi shad ab kabhi tere bagher


Main kase lagaaon dil yeh our kisi se?,
Koi acha nahi hai lagta JaaN  tere bagher,
Tum lout aao tu lout aaye har khushi meri,
Zindagi kabristan bani hai tere bagher

Kash tu samjh jaaye kase dasti hain tanhaiyan,
Ek pal mein hazaron dard sehti hoon tere bagher
n/m


Quote
nice
Logged
main_aisa_hi_hoon
Guest
«Reply #57 on: February 04, 2005, 11:12:49 PM »
Quote from: "TOUCHY"
jinki yade hai dil me nishani ki tarah
woh hame bhool gaye ekm kahani ki tarah
dosto dhoondh ke hamsa koi pyasa laao
ham ki aansoo bhi peete hain to paani ki tarah
gham ko seene me chupaye rakhna yaro
gham mahakte hain bahut raat ki rani ki tarah
tum hamre the tumhe yaad hi nahi shayad
din gujarte hain barste hue paani ki tarah
aaj jo log tere naam pe hanse hai
kal tujhe yaad krenge woh faani ki tarah


Quote
good one
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #58 on: February 07, 2005, 02:19:40 PM »
shukriya Usual Smile

====================

Jeewan ke safar main rahi,milte hain bichar jane ko
Oue day jate hain yadain tanhai main tarpane ko
Roro ke enhee rahoon main khona para aik apne ko
Hans hans ke enhee rahoon main apnaya tha beganay ko
Ab saath na guzrain gay hum,lakin ye fiza wadi ki dohrati rahay ge barsoon bhoole hoye afsaanay ko
Tum apni nai dunya main kho jao purane ban kar
Gee paye to gee lain gay, marne ki saza panay ko
n/m
Logged
pandit
Guest
«Reply #59 on: February 07, 2005, 02:25:07 PM »
wah salma ji....
kaha thi aap dard dekar ,
ab aaye hai dawa lekar..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:35:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer