Dard Mein Jo Maaza Hai Woh Khusi Main kahan..!!!

by Delicate_Doll on January 24, 2005, 11:20:51 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Author  (Read 11468 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #60 on: February 07, 2005, 02:30:10 PM »
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
shukriya doston..........pooja n MAHH ji Usual Smile.....n all

 you r wellcome salma ji
aapka bahut bahut shukriya ki aapne hamare pahle hi messege ka jawab diya aur hame apna dost kaha  :D
unhone hame dost kah to diya muskarate se hue
par ham sochte hai ki ham is kabil bhi hai ki nahi


shukriya aap ka MAHH ji .......

lol mahh

ye sochte hai ke ye khud kisi ki dosti ke kabil hai ke nahin,
aise kiya baath hai aap aise apni apne aap par shak se bol gaye Puzzled !

shukriya Usual Smile


salma ji shukriya aapke reply ka
waise aisi koi baat nahi hai ki hame apne par shak ho ham itne be bure insan nahi sayd par sayd
dosti  hamse kabhi theek se nibha na paya koi isliye lagta hai thoda dar naye dost banane se ki kahi wo bhi rula na jaye poorane walo jaise
fir bhi thanks again for ur frdship
waise aap kafi acchi insan lagti hai sayd jo muskarate swagat to kiya yoindia par aate hi warna sayd kuch log to auro ko chate marte nahi thakte wo bhi tarika hai sayd swagat ka par sayd ham waise swagat ke hakdar nahi na kabhi kuch aisa kiya ki aisa swagat mile kisi se na karne ka irada hai  Usual Smile
sorry if anyone got hurt by me plz


ab aap shak ki baathein chodiya ,
lagta hai apne bahut dhuke hain kah ye,
ab chodo biti baathon ko ,
zindagi ko naya zariye se shuru karo,
aur dheko zindagi kitni hasin lage gi,
shukriya .dost..... Usual Smile
agar thodi masti karni hai to aa jao funny sec mein ..
..lol..to tumhaar mind bi thoda set hojaye ga aur set bi hum kar dein  Usual Smile


shukriya salma ji aapke reply ka
nice words by you thanks for good suggestions
waise gham to sabhike jeevan mai aate hai kisike kam to kisi ke jyada
 sad5  

shukriya aapke fun section mai invitation ke liye bhi par aapka hi to yah post hai ki gham mai hai jo maja wo khushimai kaha  Usual Smile ok fir bhi ham fun section ko bhi ab aapke kahne se read karenge par gham ki to baat hi alag hai  yah jindagi ke kuch jyada najdik sa lagta hai bajay fun ke gham ke samay insan sayd haqeekat ke jyada najdeek hota jabki fun mai wo bahut kuch bhula bethta hai
Quote


thanx mahh  Usual Smile

hum wahan pe thodi der ke liye hi sahi ghum bhulne ko haslete hain,
dard  to  zindagi ka ek  hisaa hai  jo  aate jaate hi rahete hai,
magar thodi der ke liye hi sahi jhoothi hasi to has lete hai  sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hatoon ki lakiroon main kahan ho by sarafz in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
ghazal:Mujhse pucho ki sahi dard kahan hote hain! by khalidrawat in Shayri for Khumar -e- Ishq
kahan ye bus main k .... by tanishk_yadav in Shayri for Dard -e- Judai
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
wo bhi andhkaar mein main bhi andhkaar mein by BHONDU in Shayri-E-Dard
Delicate_Doll
Guest
«Reply #61 on: February 07, 2005, 02:32:38 PM »
badnaseeb

 "
iskader badnaseeb hai hum
ke khud apni takleef main
do ansoo bhi nahi baha sakhtain hai hum
is darde dil ko kese smjhae hum
likh ke dard ko bhuladete hai hum
n/m
Logged
pandit
Guest
«Reply #62 on: February 07, 2005, 02:34:35 PM »
sahi kaha...
dard e zindagi nahi hai to zindagi nahi,
gar khushi nahi to gum hi sahi,
gam ko jo zindagi se nikala to zindagi ,zindagi nahi.
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #63 on: February 07, 2005, 02:37:26 PM »
wah pandit kya baath kahin,
tumne bi mujhe  se zyada bola hai funny pe,
ab hum aap  ko kuch nahin bolenge sad5sad5
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #64 on: February 07, 2005, 02:37:46 PM »
wah!!!!!!!!!!!  bahot khoob salma..............


&  mr.   main aisa hi hoon ji  aap  itna bada patra  kyon  likhe  hain ......  chit  chat  section nahin hai..........
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #65 on: February 07, 2005, 02:40:49 PM »
Quote from: "pandit"
wah salma ji....
kaha thi aap dard dekar ,
ab aaye hai dawa lekar..


hum do din nahin the apne  ghar,
ab dawa nahin ,aaye hain talwar le kar :wink:
Logged
pandit
Guest
«Reply #66 on: February 07, 2005, 02:42:27 PM »
q salma ji.......
mujhse koi khata ho gaye jo aap araaz ahi,
q nahi bolengi kya aap naaraz hai.
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #67 on: February 07, 2005, 03:09:51 PM »
Quote from: "pandit"
q salma ji.......
mujhse koi khata ho gaye jo aap araaz ahi,
q nahi bolengi kya aap naaraz hai.


kahir jaane di jiye bithe baaton ko,
hum koun hote hain khata karne ko.
Logged
pandit
Guest
«Reply #68 on: February 07, 2005, 03:13:34 PM »
are iss naarajgi ki wajah to bata dizea,
hume aise muft me naa saza dizea.
Logged
main_aisa_hi_hoon
Guest
«Reply #69 on: February 07, 2005, 04:27:19 PM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "main_aisa_hi_hoon"
Quote from: "salma4u"
shukriya doston..........pooja n MAHH ji Usual Smile.....n all

 you r wellcome salma ji
aapka bahut bahut shukriya ki aapne hamare pahle hi messege ka jawab diya aur hame apna dost kaha  :D
unhone hame dost kah to diya muskarate se hue
par ham sochte hai ki ham is kabil bhi hai ki nahi


shukriya aap ka MAHH ji .......

lol mahh

ye sochte hai ke ye khud kisi ki dosti ke kabil hai ke nahin,
aise kiya baath hai aap aise apni apne aap par shak se bol gaye Puzzled !

shukriya Usual Smile


salma ji shukriya aapke reply ka
waise aisi koi baat nahi hai ki hame apne par shak ho ham itne be bure insan nahi sayd par sayd
dosti  hamse kabhi theek se nibha na paya koi isliye lagta hai thoda dar naye dost banane se ki kahi wo bhi rula na jaye poorane walo jaise
fir bhi thanks again for ur frdship
waise aap kafi acchi insan lagti hai sayd jo muskarate swagat to kiya yoindia par aate hi warna sayd kuch log to auro ko chate marte nahi thakte wo bhi tarika hai sayd swagat ka par sayd ham waise swagat ke hakdar nahi na kabhi kuch aisa kiya ki aisa swagat mile kisi se na karne ka irada hai  Usual Smile
sorry if anyone got hurt by me plz


ab aap shak ki baathein chodiya ,
lagta hai apne bahut dhuke hain kah ye,
ab chodo biti baathon ko ,
zindagi ko naya zariye se shuru karo,
aur dheko zindagi kitni hasin lage gi,
shukriya .dost..... Usual Smile
agar thodi masti karni hai to aa jao funny sec mein ..
..lol..to tumhaar mind bi thoda set hojaye ga aur set bi hum kar dein  Usual Smile


shukriya salma ji aapke reply ka
nice words by you thanks for good suggestions
waise gham to sabhike jeevan mai aate hai kisike kam to kisi ke jyada
 sad5  

shukriya aapke fun section mai invitation ke liye bhi par aapka hi to yah post hai ki gham mai hai jo maja wo khushimai kaha  Usual Smile ok fir bhi ham fun section ko bhi ab aapke kahne se read karenge par gham ki to baat hi alag hai  yah jindagi ke kuch jyada najdik sa lagta hai bajay fun ke gham ke samay insan sayd haqeekat ke jyada najdeek hota jabki fun mai wo bahut kuch bhula bethta hai
Quote


thanx mahh  Usual Smile

hum wahan pe thodi der ke liye hi sahi ghum bhulne ko haslete hain,
dard  to  zindagi ka ek  hisaa hai  jo  aate jaate hi rahete hai,
magar thodi der ke liye hi sahi jhoothi hasi to has lete hai  sad5


nice words
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #70 on: February 08, 2005, 10:36:11 AM »
thanx mahh Usual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #71 on: February 08, 2005, 10:38:02 AM »
Darta Hai Dil Unki Ruswai Say
aUr wOh SoChTay Hain hUm UnSay PyaR Nahi KartaY
HAr KAdam Per ImteHAn Laiti Hai ZandaGi
HAr Waqt NAyaa Sadma DEti Hai Zandagi
hUm zandagi Say Kia ShikWa KArain
Aap JAiSay Dost Bhi Tu Daitay hain ZandaGi
KAsh wOh NagMAe HumaY sUnayee Na hOte
Aaj Unko SUn KAr AanSo0 Na Aye hoTay
Agar Issi Tarha Bho0l HEe Jaana thA
tU Itni Gehrai Saay DiL Main SAmayEe Naa hOtaY
n/m
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #72 on: February 11, 2005, 08:58:54 AM »
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say
 
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say
 
Aaj Woh Ajnabi Say Lagty Hain
Jante Houn Jisay Zamany Say
 
Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say
 
Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
 
Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
Dil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say
n/m
Logged
abhishek_gaurav
Guest
«Reply #73 on: February 11, 2005, 09:43:38 AM »
wah salma ji kya khub likha aapne. haath me mohabat ki lakire hi kam thi dil ko chho lene wali line thi.
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #74 on: February 12, 2005, 09:15:22 AM »
shukariya abhishek ji Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:28:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer