Dard Mein Jo Maaza Hai Woh Khusi Main kahan..!!!

by Delicate_Doll on January 24, 2005, 11:20:51 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
Print
Author  (Read 11473 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #90 on: March 01, 2005, 10:00:11 AM »
thank n nice all Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hatoon ki lakiroon main kahan ho by sarafz in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
ghazal:Mujhse pucho ki sahi dard kahan hote hain! by khalidrawat in Shayri for Khumar -e- Ishq
kahan ye bus main k .... by tanishk_yadav in Shayri for Dard -e- Judai
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
wo bhi andhkaar mein main bhi andhkaar mein by BHONDU in Shayri-E-Dard
Delicate_Doll
Guest
«Reply #91 on: March 01, 2005, 10:03:18 AM »
Sab se Chuppa Ker Dard, Jo Woh Muskura Diya

Us Ki Hansi Ney To Aaj Mujhey Rulla Diya

Lehjey Sey Uth Raha Tha Her Ik Dard Ka Duhan

Chehra Bata Raha Tha Kay Kuch Ganwa Diya

Awaz Main Thehrao Tha Aankhon Main Nammi Thi

Aur Keh Raha Tha K Main Ne Sab Kuch Bhulla Diya

Janey Kiya Usko Logoon Sey Thein Shikayaten

Tanhayon Kay Dais Main Khud Ko Basa Diya

Khud Bhi Woh Hum se Bicher Ker Adhura Sa Ho Giya

Mujh Ko Bhi Itnay Logon Main Tanha Bana Diya...!!!
n/m
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #92 on: March 03, 2005, 07:24:54 AM »
Quote from: "salma4u"

bahot  khoob.......................salma..........

Mahsus Kar Mujhe Tu, Kabhi Paas Aa Ke Dekh
Mere Jahan-E-Dil Mein Apna Ghar Basa Ke Dekh

Koi Aisey Ajnabi Bhi Nahin Is Shahr Ke Log
Kuchh Keh To Ranj-O-Gham Ki, Sab Ko Suna Ke Dekh

Hamshakl Ho Gaya Hai Mere Gham Ka, Tera Gham
Tu Mere Dil Ko Apna Aayina Bana Ke Dekh

Yeh Farq Dair-O-Harm Ka Nazron Ka Bharam Hai
Tu Deengah Se Apni, Bahar To Aa Ke Dekh

Jab Ranjishon Mein Kat Gayee, Ab Na Fareb Kar
Waqt Aakhiree Hai, Ab Na Muskura Ke Dekh

Khamosh Sun Rahey Hain Hum, Sarghoshi-E-Bahar
Aatey Hain Apne Gaaon Se Jhonkey Hawa Ke Dekh

Main Muntzir Hun Roz-O-Shab, Aiy Dard-E-Do_Jahan!
Be-Dard, Jab Bhi Waqt Miley, Aazma Ke Dekh,.........................
Logged
Ghazal
Guest
«Reply #93 on: March 03, 2005, 08:29:47 AM »
jisnay dard diya hai wo dawa na dyga
wo baiwafa hokar bhi humesha iss dil main rahega....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #94 on: March 05, 2005, 05:55:32 PM »
Wo hame aazmakar dekhte hai ...
Kabhi hanskar kabhi muskrakar dekhte hai ...
Guzar jaate hai paas se mere ...
Jab dekhte hai to door jaakar dekhte hai ...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #95 on: April 05, 2005, 06:51:05 AM »
nice all n juz_hate jee

==============

Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say
 
Aaj Woh Ajnabi Say Lagty Hain
Jante Houn Jisay Zamany Say
 
Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say
 
Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
 
Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
Dil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say
n/m
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #96 on: April 06, 2005, 02:52:44 PM »
Thanks Salma ...
And nice too ...

Na salaam yaad rakhna,
Na paigaam yaad rakhna,
Ho sake to zindagi mein,
Hamara naam yaad rakhna ...(nm)
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #97 on: April 07, 2005, 03:51:55 PM »
nice one juz hate jee

===================

salaam bi yaad rehe jate hain ,
paigaam bi yaad rehe jate hain,
dost ne dosti kar ke bhula diya hai,
uss ka bewafa andaz yaad rehe jate hain
Logged
pandit
Guest
«Reply #98 on: April 07, 2005, 04:03:52 PM »
Quote from: "salma4u"
nice one juz hate jee

===================

salaam bi yaad rehe jate hain ,
paigaam bi yaad rehe jate hain,
dost ne dosti kar ke bhula diya hai,
uss ka bewafa andaz yaad rehe jate hain

gar wo bewafa hi hai to q yaad karna usse,
usne gar bhula hi diya hai to q yaad karna usse,
salaam aur paigaam par nazar na daal mere dost,
ki zindagi rukati nahi hai kisi k bina ye bata de usse.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #99 on: April 07, 2005, 05:59:44 PM »
Quote from: "Ghazal"
jisnay dard diya hai wo dawa na dyga
wo baiwafa hokar bhi humesha iss dil main rahega....

wow  ghazal.............. nice  work all.......................:lol:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #100 on: April 08, 2005, 07:23:03 AM »
Quote from: "pandit"
Quote from: "salma4u"
nice one juz hate jee

===================

salaam bi yaad rehe jate hain ,
paigaam bi yaad rehe jate hain,
dost ne dosti kar ke bhula diya hai,
uss ka bewafa andaz yaad rehe jate hain

gar wo bewafa hi hai to q yaad karna usse,
usne gar bhula hi diya hai to q yaad karna usse,
salaam aur paigaam par nazar na daal mere dost,
ki zindagi rukati nahi hai kisi k bina ye bata de usse.

nice one pandit

humne yehi jaana hai bewafa ke dil mein b ek wafa chupi hai...
bhula kar b hum usse,uske ke beetey yaadein aa he jaati hai....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #101 on: April 08, 2005, 07:39:45 AM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "pandit"
Quote from: "salma4u"
nice one juz hate jee

===================

salaam bi yaad rehe jate hain ,
paigaam bi yaad rehe jate hain,
dost ne dosti kar ke bhula diya hai,
uss ka bewafa andaz yaad rehe jate hain

gar wo bewafa hi hai to q yaad karna usse,
usne gar bhula hi diya hai to q yaad karna usse,
salaam aur paigaam par nazar na daal mere dost,
ki zindagi rukati nahi hai kisi k bina ye bata de usse.

nice one pandit

humne yehi jaana hai bewafa ke dil mein b ek wafa chupi hai...
bhula kar b hum usse,uske ke beetey yaadein aa he jaati hai....

ek  shaks  kar  raha  hai  abhi   tak  wafa  ka  zikar
kaash  is  darebaaj  ka  muh  noch  le  koi ...............
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #102 on: April 08, 2005, 07:50:03 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "salma4u"
Quote from: "pandit"
Quote from: "salma4u"
nice one juz hate jee

===================

salaam bi yaad rehe jate hain ,
paigaam bi yaad rehe jate hain,
dost ne dosti kar ke bhula diya hai,
uss ka bewafa andaz yaad rehe jate hain

gar wo bewafa hi hai to q yaad karna usse,
usne gar bhula hi diya hai to q yaad karna usse,
salaam aur paigaam par nazar na daal mere dost,
ki zindagi rukati nahi hai kisi k bina ye bata de usse.

nice one pandit

humne yehi jaana hai bewafa ke dil mein b ek wafa chupi hai...
bhula kar b hum usse,uske ke beetey yaadein aa he jaati hai....

ek  shaks  kar  raha  hai  abhi   tak  wafa  ka  zikar
kaash  is  darebaaj  ka  muh  noch  le  koi ...............

kis ko bol rahe ho... Puzzled !
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #103 on: April 08, 2005, 05:21:51 PM »
ab dard mera yeh mera hi rahe
yeh dil ki sdad be-zubaan hi rahe
na koi mile zindagi mein mujhe
na koi mujhe apna kahe
n/m
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #104 on: April 08, 2005, 05:24:16 PM »
Quote from: "salma4u"
ab dard mera yeh mera hi rahe
yeh dil ki sdad be-zubaan hi rahe
na koi mile zindagi mein mujhe
na koi mujhe apna kahe
n/m
nice salma Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:52:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer