Beena Jain
Guest
|
«Reply #15 on: October 30, 2004, 03:03:33 AM » |
|
dard-o-gum ka fasaana na dena pyaar karna aur karthey rehna gum tho khhud bhi kithna maayoos hei koi bhi ussey pyaar kartha nahin hei uskey paas tho ummeed bhi nahin koi apney paas ummeed tho hei :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #16 on: October 30, 2004, 07:23:13 PM » |
|
Beena for u umeedo se zindagi nahi sawarti yaado se khushi nahi milti gham ka fasna nahi koi tum kehtho sab apne hai begana nahi koi pyar karna karte rahna ye to kehna asan hai tumhare liye main to pyaar mein hi sab kuch har gaya kuch na bacha humare liye
maut hi mili thi tere pyaar mein muhjko wo bhi tumhe gawarah na tha meri qaber pe aaker do ansoo hi baha dete to duwa meri qabool hoti mager us rah se bhi tum na guzre jahan muhje dafanaya gaya dekh lete ek bar muhjko to teri aankh bhi zaroor roti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #17 on: November 02, 2004, 10:11:31 PM » |
|
wah nice qakhs ji!!!! Nice Beena and Nino!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #18 on: November 04, 2004, 09:23:26 AM » |
|
wah!!!!!!!!! beena.........nino................
Mere haal Pe hairat kaisi dard ke tanha mausam mein Pathar bhi ro Padte hain insaan to Phir insaan hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljala
Guest
|
|
«Reply #19 on: November 05, 2004, 08:29:29 AM » |
|
Nice All
Urj hai
Umeed hi hai ishq ki pahali siri khyal hai mansab ishq ka faatha he parne aa jana mere qubr per ... isi bhane tere awaz to sunu.n.ga.. umeed hai phir se aaunga duniya mai.n tare ishq ke kahtir phir se tere dedar karne ke liye ... umeed hi nahi yake.n hai mujhe.. ishq mai.n phir se marunga.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #20 on: November 05, 2004, 09:28:40 AM » |
|
nice.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #21 on: November 05, 2004, 10:31:19 PM » |
|
Nice one diljale ji!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljala
Guest
|
|
«Reply #22 on: November 06, 2004, 06:32:15 AM » |
|
Mohabbat ik khail hai aur dunyiaa tamashaaee hai Merey dil k alaawa her jaga pe shehnaaee hai ! ! Main jaanta hoon tu bhi chhorr jaey ga ! ! ! ! Merey Haath ki lakeeron mein Tanhai hi Tanhai hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarafz
Guest
|
|
«Reply #23 on: November 06, 2004, 06:44:00 AM » |
|
Mohabbat ik khail hai aur dunyiaa tamashaaee hai Merey dil k alaawa her jaga pe shehnaaee hai ! ! Main jaanta hoon tu bhi chhorr jaey ga ! ! ! ! Merey Haath ki lakeeron mein Tanhai hi Tanhai hai Phool khilte rahe zindagi ki raah mein hansi chamakti rahe aapki nigaah mein kadam kadam par mile khushi ki bahaar aap ko dil deta hai yehi dua baar baar aap ko!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SADIQA JAWED
Guest
|
|
«Reply #24 on: November 06, 2004, 10:16:16 AM » |
|
very khool all of u... good , too good...keep it up friends...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarafz
Guest
|
|
«Reply #25 on: November 07, 2004, 03:58:25 AM » |
|
Thanx Sadiqa Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #26 on: November 07, 2004, 03:27:22 PM » |
|
wah!!!!!! diljale ...afzal bhai...........
main ghamo se apna rishta bana raha tha, main apne dushmanoo ko apna dost bana raha tha.
na uth jaye logo ka atbar mohabbat se, main us bewafa ke samne muskura raha tha,
dard halka tha apna gham dostoon ko suna raha tha main aak bewafa kee dastan dosre bewafa ko suna raha tha
sikha raha tha dostoon ko wafaao per sabak, main hawaoo ko aaina dekha raha tha,
ab kyun dosh dun apne kismat ko, main aag ki buniyad pe moom ke ghar bana raha tha.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #27 on: November 09, 2004, 08:40:44 AM » |
|
hum ek khushi ki chah me kya kya na jane ban gaye jo na pasand hai jahan ko vo fasana ban gaye chaha tha banna pyar ka aashiyana jo kabhi ujdi hui yadoo ka hum toota makan ban gaye aap to shaukin the har khoobsorat cheej ke ahle wafa ko chor kar har cheej hasil kar gaye chahat bhare dil ke alava kya humare pas tha hum mohabbat ka khuda ye dil luta kar ban gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #28 on: November 10, 2004, 02:20:14 PM » |
|
Koi mujhe bata de dawa dard-e-dil ki yeh marz badhta hi jaata hai kam nahin hota yeh kissa hamaari chaahat ka shuru kiya tha jo tumne gham had se guzar gaya magar khatm nahi hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #29 on: November 10, 2004, 03:57:49 PM » |
|
wah!!! yasir.........bahot khoob.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|