Roja
Guest
|
«Reply #45 on: May 12, 2007, 03:01:01 AM » |
|
Ye na socho kabhi mai tehar jaungi Roshni de ke tum ko guzar jaungi
Khaak bhi na kabhi meri chu paungi Aasma.n se bhi aage nikal jaungi
Gazal ke roop main, geet ke roop main Dil ki gehrayeeyon main utar jaungi
Mehakti hi rahungi dilon main mai sada Pyar ke rang dunia main ber jaungi
Dard chahe mila ho "Roja" ko Per khushi baantkar mai bikar jaungi
[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #46 on: May 12, 2007, 04:07:22 AM » |
|
Dard chahe mila ho "Roja" ko Per khushi baantkar mai bikar jaungi
Wahhhhhhhh.. ji wah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #47 on: May 14, 2007, 04:38:26 PM » |
|
Dard chahe mila ho "Roja" ko Per khushi baantkar mai bikar jaungi
Wahhhhhhhh.. ji wah Thanks Paani... :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #48 on: May 14, 2007, 04:49:14 PM » |
|
Dard hota hai aksar judayee ke baad Kadr hoti hai wafa ki judayee ke baad Asar to karti hai dua bhi ek roz Magar afsos sanam judayy ke baad[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #49 on: May 14, 2007, 07:57:07 PM » |
|
bahut khoob roja
LOGO NE APNA HUNAR DIKHAYA BAHUT HAI JA JA JE,MAINE USSE MANAYA BAHUT HAI SACH PUCHO TO PYAARA LAGTA HAI DIL KO WOH SHAKS AAJBHI JIS NE DIL KO DUKHAYA BAHUT HAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #50 on: May 15, 2007, 01:26:03 AM » |
|
Ai Mere Bewafa Sanam..
Kisii aur ke bajuo main simat kar tujhe sochna Kis tarah anokha tajurba tha..!!
Us ek aakhri yaad reh janewali ghadi main Waqt ki nasamaj lehar hai Jamista ki us aakhri shaam Aur mere jism main shayad ab koyee bhi fark bakhi nahi
Mere saati, meri bandh aankhon ko kis pyar se choom ker keh raha hai.
"Arre aaj toh bharfari abhi se hii hone lagi Jaan, Aao, Mujhe Ood lo.."
Unhe kya kaber hai ki is waqt mai Aag bhi ood lu toh ... Meri ruh per hone wali koyee barafbari..
:cry: [/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #51 on: June 03, 2007, 02:59:02 PM » |
|
Us bewafa ne dage-tamanna diya mujhe Badla meri wafao ka accha diya mujhe
Dunia main ab kahi bhi mohabbat nahi rahi Aaj uski berukhi ne ye samjha diya mujhe
Guzarega ab toh khud se hii sharma k zindagi Dushman bi kah rahe hai ki tukra diya mujhe
Kyu unke dhar per ye dil betab layega Mai toh kahungi tumne bi dhoka diya mujhe..[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #52 on: June 10, 2007, 04:16:07 AM » |
|
Dard ko darmiyan.n mere laati rahi Zindagi meri mujhko rulati rahi
Is dil se huyee ek khata ke liye Umer ber iski keemat chukati rahi
Bhagya main iske kuch bhi likha hi nahi Kwaab khushiyon ke phir bhi sajati rahi
Jo khilauna samajte rahe umer ber Zehmate unki khatir utati rahi
Jisne tukraya uski khushi ke liye Ser ko kadmon pe uske jukati rahi
Jo haqikat se wakif nahi hai unhe Daastan-e-mohabbat sunati rahi...[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #53 on: June 12, 2007, 04:41:00 AM » |
|
Dard ko darmiyan.n mere laati rahi Zindagi meri mujhko rulati rahi
Is dil se huyee ek khata ke liye Umer ber iski keemat chukati rahi
Bhagya main iske kuch bhi likha hi nahi Kwaab khushiyon ke phir bhi sajati rahi
Jo khilauna samajte rahe umer ber Zehmate unki khatir utati rahi
Jisne tukraya uski khushi ke liye Ser ko kadmon pe uske jukati rahi
Jo haqikat se wakif nahi hai unhe Daastan-e-mohabbat sunati rahi...[/color] just superb rOjA.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #54 on: June 13, 2007, 11:04:12 PM » |
|
Thanks Paani.... Keep coming
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #55 on: June 13, 2007, 11:13:52 PM » |
|
Kis roop ne chua hai kya aap jante hai? Ye humko kya hua hai kya aap jante hai?
Tehreer hai gulabi, majmoon hai sharabi Ye kisne khat likha hai, kya aap jante hai?
Koyee duwa nahi aur aankh dabdabayee Seene main kya jala, hai kya aap jante hai?
Pairon ki unki aahat, lage jaise muskurahat Dehri pe kya dhara hai, kya aap jante hai?
Joh dhaar main bhaha hai, aanchal main bhi raha hai Ek deep ne kaha hai, kya aap jante hai??
Roja[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #56 on: June 22, 2007, 03:11:09 PM » |
|
Janewale ko maine pehle nahi bataya, yaadon ka hu mai saya Milte they mujhko pehle adaab karne wale Mehfil main aake yara shaadhab karne wale Tab has has ke maine unke aage ser jukhaya..
Yaadon ka hu mai Saya
Sehre ke phool mere maiyat ke kaam aaye Baratiyon ke aasoo mere hi naam aaye
Ro rokar jinhone "Roja" ko dulhan banaya..
Yaadon ka hu mai Saya
[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #57 on: June 23, 2007, 11:09:26 AM » |
|
Dard ko darmiyan.n mere laati rahi Zindagi meri mujhko rulati rahi
Is dil se huyee ek khata ke liye Umer ber iski keemat chukati rahi
Bhagya main iske kuch bhi likha hi nahi Kwaab khushiyon ke phir bhi sajati rahi
Jo khilauna samajte rahe umer ber Zehmate unki khatir utati rahi
Jisne tukraya uski khushi ke liye Ser ko kadmon pe uske jukati rahi
Jo haqikat se wakif nahi hai unhe Daastan-e-mohabbat sunati rahi...[/color] So Good to read rOjA.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #58 on: June 24, 2007, 05:27:54 PM » |
|
Thanks Paani
Yaadein teri rak di hai sambalkar Dhur kahin is dilse nikal kar Sab kuch to wapis le liya hai Aapne Sanam
Dhur jaakar...
In yadon ko bi le jana
Kisii roz aakar
[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #59 on: June 25, 2007, 04:24:16 AM » |
|
Thanks Paani
Yaadein teri rak di hai sambalkar Dhur kahin is dilse nikal kar Sab kuch to wapis le liya hai Aapne Sanam
Dhur jaakar...
In yadon ko bi le jana
Kisii roz aakar
[/color] hummmm....... Terie hi yaaden rahti hai in aakhon mein teri jese kahani bankar kabhi barsati hai aasmmani ban kar, kabhi bahti ha kahara Paani bankar ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|