dard~~ Saahil

by salil2002 on July 28, 2009, 01:33:56 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1164 times)
salil2002
Guest
kucch doston kii khatir jo mujhe jaan se pyaare hain aur mujhe bepanaah pyaar karte hain




gham kii aadat rahi mujhe sataane kii
aur zamane ki mujhko aajmaane kii
ek main hi nahin chot khaya hua mohabbat main
yahan basti aabad hai diljale deewaano kii
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Saahil~~~ Dard by salil2002 in Shayri-E-Dard
Beti ka dard~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
dard jab bad jaayega mera ~~ SAAHIL by -Saahil- in Shayri-E-Dard
dard chhupaata hoon ~~SAAHIL by salil2002 in Ghazals
Dard le le na teri jaan kaahin ~~ saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
Sammual
Guest
«Reply #1 on: July 28, 2009, 02:11:25 PM »
Nice One Saahil Ji. Likhte Rahiye.
Logged
cara
Guest
«Reply #2 on: July 28, 2009, 02:33:59 PM »
kya baat hai saahil ji.....

mohabbat mein kisne chot nahin khayi hai zamaane main,
fir kyun darta hai kisi ke aajmaane main.
majaa aata hai un logon ko sattane main,
jo jalte hai,aur khud nahin kahelate hai,deewaano main.
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: July 28, 2009, 02:53:40 PM »
Bahut khoob Saahil ..

Itna asaan nahi ishq ka safar
Her mod per imtehaan hona chahiye..

Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: July 28, 2009, 05:49:00 PM »
Bahaut bahaut acha likha hai Salil Bhaijan...Applause

Nice ones Yash bhaijan, Cara jee aur Roja di Applause
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #5 on: July 28, 2009, 08:07:40 PM »
bhot khob salil bhayi ,

             hum nai her haal mai gham e zindagi sai lerna hai
             drd yahan apnon kai hathon sai he hamay sehna hai
             
             
             
             
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: July 29, 2009, 01:24:03 AM »
Wah Saahil ji,very nice dedication,mindblowing creation.bahut khoob. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent.
beautiful lines by Kaash ji,Cara ji,Roja ji and Chitra ji. Applause Applause Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: July 29, 2009, 05:20:55 AM »
Nice One Saahil Ji. Likhte Rahiye.
Bahaut bahaut acha likha hai Salil Bhaijan...Applause

Nice ones Yash bhaijan, Cara jee aur Roja di Applause
Wah Saahil ji,very nice dedication,mindblowing creation.bahut khoob. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent.
beautiful lines by Kaash ji,Cara ji,Roja ji and Chitra ji. Applause Applause Applause
thanks a lot rahim,sam, laila dear
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: July 29, 2009, 05:22:59 AM »
Applause Applause waah bahot khoob Sahil dear

bahot khoob likha hai

ek tum hi nahi mere dost har shaks hi hai choton se nahaya hua
bahot mushkil se bhoolta hai dard ki vo bhi chot khaya hua
bahut bahut achche kaash bhai kya khoob likha hai bhai saath dene ka shukriya

dard jab hudd se gujar jaaye toh ro lena
ashqon main taakat hai bahut gham ko chhupaane kii
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: July 29, 2009, 05:28:46 AM »
kya baat hai saahil ji.....

mohabbat mein kisne chot nahin khayi hai zamaane main,
fir kyun darta hai kisi ke aajmaane main.
majaa aata hai un logon ko sattane main,
jo jalte hai,aur khud nahin kahelate hai,deewaano main.
Bahut khoob Saahil ..

Itna asaan nahi ishq ka safar
Her mod per imtehaan hona chahiye..


bhot khob salil bhayi ,

             hum nai her haal mai gham e zindagi sai lerna hai
             drd yahan apnon kai hathon sai he hamay sehna hai
            
            
            
            
bahut bahut shukriya roja , taiba sis and cara dear saath dene k liye


dard ko is tarah chhupaaya maine
kii zakhm mere saare muskuraane lage
bhula diya maine jab unko saare khat jalakar kar
woh humse milne k liye roz aane lage
Logged
k.shael
Guest
«Reply #10 on: July 29, 2009, 05:31:15 AM »
Bahut Khoob!!.. Clapping Smiley  Clapping Smiley Aur Thanx a lott Salil Dobara se kuch lines dosto ki khatir likhne ke liye.. notworthy

Shally.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: July 29, 2009, 05:38:54 AM »
Bahut Khoob!!.. Clapping Smiley  Clapping Smiley Aur Thanx a lott Salil Dobara se kuch lines dosto ki khatir likhne ke liye.. notworthy

Shally.

bahut bahut shukriya shally dear.....aapko dekh kar khushi huyi magar tumne kucch likha kyun nahin cussing
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: July 30, 2009, 11:11:13 AM »
kucch doston kii khatir jo mujhe jaan se pyaare hain aur mujhe bepanaah pyaar karte hain




gham kii aadat rahi mujhe sataane kii
aur zamane ki mujhko aajmaane kii
ek main hi nahin chot khaya hua mohabbat main
yahan basti aabad hai diljale deewaano kii

Bohot Khoob Salil  Applause Applause Applause

Ghum Mujhe Aazmaata Raha Hai Sada,
Is Dil Main Aata Jata Raha Hai Sada,

Koi Shikwa Magar Hum Kaise Rahen,
Hara Ghadi Saath Nibhata Raha Hai Sada
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: July 31, 2009, 07:23:26 AM »
Bohot Khoob Salil  Applause Applause Applause

Ghum Mujhe Aazmaata Raha Hai Sada,
Is Dil Main Aata Jata Raha Hai Sada,

Koi Shikwa Magar Hum Kaise Rahen,
Hara Ghadi Saath Nibhata Raha Hai Sada

too good di kya kaha hai aapne mazaa aa gaya pad kar

dard se dosti ootni hi puraani hai
jitni tujhse meri mohabbat kii kahaani hai

hansi apni isliye hi bech aaya hoon
kyunki tujhe bhata meri aankhon ka paani hai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:35:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer