saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
jab se mila hai teri bewafai ka tohfa mujhe kya kahieyn gham ke mehal mein sazaa liya uski yadon ka banakar guldaan usmein dard ka phool laga liya ab zakham na dil ke sookh paayenge mere kya karun pata nahin teri har soch ke sath koi nayee chot ubhaar aaye hai peetey hain isi gham mein itni ke aansoun ko jaam bana liya hai paimaana meri jindagi ab dil ko mehkhaana bana liya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #1 on: January 02, 2011, 06:31:40 AM » |
|
uffffffff...ek banda tha yahan jo dard pe nahin likhta tha ab wo bhi shuru ho gaya....badhiya likha hai saahil ji.....par dard bhara kyun....... ab aap bhi mahobbat me chot kha baithe kya?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #2 on: January 02, 2011, 06:39:06 AM » |
|
hum apne dil ka haal kisi ko batana nahin chahtey they gham ki aandhi mein sabko urhaana nahin chahtey they kashmkash ki barsaat mein khud ko bighona nahin chahtey they hastey they gaatey they muskuratey sabko dikhatey they meri rag rag mein itna dard bhrara hai dikhaana nahin chahtey they
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: January 02, 2011, 06:43:02 AM » |
|
hai dard dil me to use bahar lao gazal kehke use apne dil se bhagao hain yahan sabhi apne na kuch sakuchao hamare sath aao thodasa to muskurao
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #4 on: January 02, 2011, 06:49:02 AM » |
|
dekhkar kar apko humne muskuraana seekh liya gham ko dabakar seene mein jeena humne seekh liya bhool jatey they dard sarey tere pehlu mein aakar sanam teri baton ko humne banakar marham zakham bharna seekh liya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #5 on: January 02, 2011, 06:51:56 AM » |
|
chalo hum kuch to achch kaam kar paaye kisi chehere pe kuch pal muskaan saja paye de paaye kuch shabd o khyaal likhne ko tumhe kuch der tumhare gum se raahut de paye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 02, 2011, 08:08:45 AM » |
|
wah ji wah khoob salaah-mashwara ho raha hai....Anu-di Tere ye nushke bade kaam ke hain didi Murjhaye chehre par muskaan bhar de di
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #7 on: January 02, 2011, 08:25:38 AM » |
|
kyun apne lafzon ke teer se zakhm dete hain log hum pehle hi apna dil cchalni kiye baithe hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #8 on: January 02, 2011, 09:12:23 AM » |
|
Logon ki baaton ko dil se nahin lagate ye to dilagi hai ise dil ki lagi nahin banate
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #9 on: January 02, 2011, 09:14:48 AM » |
|
humne ne seekha na kabhi dallagi karna pyaar mein jaan bhi le gaye woh ek hi ikraar mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 02, 2011, 01:43:08 PM » |
|
jab se mila hai teri bewafai ka tohfa mujhe kya kahieyn gham ke mehal mein sazaa liya uski yadon ka banakar guldaan usmein dard ka phool laga liya ab zakham na dil ke sookh paayenge mere kya karun pata nahin teri har soch ke sath koi nayee chot ubhaar aaye hai peetey hain isi gham mein itni ke aansoun ko jaam bana liya hai paimaana meri jindagi ab dil ko mehkhaana bana liya
Very Impressive Lines ....... saahill Ji ! dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen aur aate rahen aage bhi ... khush rahen .. ! duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #11 on: January 04, 2011, 05:37:52 AM » |
|
hai chehra ek soch mein na jaane kab deedar hoga hai khawab meri aankh mein na jaane kab sach hoga kab hogi humpar nazrey inaayat kab unko humse pyar hoga kab dil ke zazbaaton ka koi to talabgaar hoga hothon ko chahe bandh rakheyn ankhon se kab ijhaar hoga hai kasak aisi dil ke gulistaan mein mere na jaane kab ishq e bahaar ka saawan hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 04, 2011, 09:40:02 AM » |
|
Dard ko tum thoda aur badha lo Ashq ban kar jab woh behne lagega Kasak bhi gulistaan se chali jaayegi Wahi aapka barasta saawan hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #13 on: January 04, 2011, 10:10:51 AM » |
|
kyun chubtey hain tere ab mere seene mein aye sanghdil kaanto ki zaaaoraat nahin ab lafz hi kaafi hain tere chalni hone ko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|