Qutubuddin
Guest
|
«Reply #300 on: May 25, 2006, 05:18:07 AM » |
|
Keesi Ki Yadd Mare Ass Pass rahti hai Bare Dynun Say Tabiyat Udas Rhati Hai Bichar Gaya Hai,Mager Dil Yaa Manta Hi Nahi Naja nay kion Tare Milnaa Ki Ass Rhati Hai Curaa Kay Dil Ager Woh CalDiya Tu Herat Kion Khushi Yahan Hamesha Kis Ka Pass Rhati Hai
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #301 on: May 25, 2006, 05:19:45 AM » |
|
Hume unka intizaar aaj bhi hai Aankhon me khumaar aaj bhi hai Woh aayenge ek-na-ik din... dil ko ye gumaan aaj bhi hai.
Dil-o-jaan se chahte hain unko Kaash!Ye khabar unko aaj bhi hai woh milenge kahin-na-kahin... dil ko ye aas aaj bhi hai.
Din to guzar jata hai jaise taise magar raaton me tanhaii aaj bhi hai Woh nahi,Unki yaadein hi sahi... dil ko unki justuju magar aaj bhi hai.
Woh aayenge Dil cheekh cheekh ke kehta hai magar woh na aaye to kya hoga...?? Dil ko ye khayaal aaj bhi hai!!!
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #302 on: May 25, 2006, 05:22:31 AM » |
|
Dhoonda jo zindagi ka sitara kabhi kabhi Ghabra ker phir unhi ko pukara kabhi kabhi Kuch dard-e-ishq se hame hasil to ho gaya Kate hai jo who bhee zikr hamara kabhi kabhi Hum dil me dekh lete hai tasweer apki Hota hai yu bhe jashn-e-nazara kabhi kabhi
Sab mukhtasir hai shab-e-ghum ki musibatein Dil se liya jo naam tumhara kabhi kabhi Who waqt bhe kareeb hai jab meri yaad ka Lena padega tum ko sahara kabhi kabhi Mein kaya karoon ki terk-e-kuhabbat ke bawajood Aata hai mujhko khayaal tumhara kabhi kabhi Sab kuch ghum ki kaali ghatao mein chup gaya Chamka ager naseeb ka tara kabhi kabhi..
Ques.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pankhuri2
Guest
|
|
«Reply #303 on: May 25, 2006, 05:29:00 AM » |
|
wah kaya baat hai!! bahoot khoob!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #304 on: May 25, 2006, 05:31:02 AM » |
|
Sukreyaa Pankhuri...
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #305 on: May 28, 2006, 01:04:49 PM » |
|
Jitna tum ko chaaha tha hum nay Utnaa kisi ko chaah na sakay
Socha tha bhool jaaingay kabhi na kabhi Lekin najaanay kyoun bhulaa na sakay
Honton nay to chupa liye armaan dil ke Lekin ankhon say chupa na sakay...
Ques....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #306 on: May 30, 2006, 06:05:01 AM » |
|
Sukreyaa Gum...
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #307 on: June 01, 2006, 05:20:43 AM » |
|
Araz Hai..
kisi dardmand kay kam aa kisi dubtay ko uchal day
yeh nighahain lutfo karam kisi kamnaseeb per war day
main isi khyal say aaj tak usay dil ki baat na keh saka
keh wo hai ranj o gam say be khabar kahin muskara Kay taal na day
Ques....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #308 on: June 06, 2006, 01:22:08 PM » |
|
Shaam Furqat Dhaley Hum Nahi Chahtey Ghum Se Fursat Miley Hum Nahi Chahtey Phir Naya Waar Sehney Ko Taiyar Hai Tum Pareshan Rahay Hum Nahi Chahtey Aaj Ansoo Bahaney Sey Maath Rookey Aaj Barish Tamey Hum Nahi Chahtey Hum Teray Baad Ujray Howe Theek Hai Ab Kahin Dil Lagey Hum Nahi Chahtey Terey Pekar Ko Hum Dekhtey Hi Rahain Tum Nazar Sey Hatey Hum Nahi Chahtey Kis Qadar Dil Nasheen Hai Yeh Mojon Ka Shoor Ghum Ka Darya Rukey Hum Nahi Chahtey Iss Qadar Pyar Sey Tu Pukara Na Ker Aag Dil Ko Lagey Hum Nahi Chahtey
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #309 on: June 10, 2006, 08:15:31 AM » |
|
Kisi ko mohabbat ki sachchai maar dalegi, Kisi ko mohabbat ki gaherai maar dalegi, Karke mohabbat koi nahi bachega, Jo bach gayaa use tanhaai maar dalegi...
N/M
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #310 on: June 10, 2006, 08:16:06 AM » |
|
Khushi agar hum se daaman bachati hai to bachaye Humein to gum hi hain raas aaye Mohabbat ka yeh ajab dastoor dekha Ussi ki jeet hai......jo haar jaaye.........
Ques...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #311 on: June 10, 2006, 08:17:02 AM » |
|
Laut jati hai duniya gam hamara dekhkar, Jaise laut jaati hai lehere kinara dekhkar. Tu kandha na dena mere janaze ko, Kahi fir se zinda na ho jau tere sahara dekhkar……
Ques....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #312 on: June 12, 2006, 06:15:40 AM » |
|
ankhon se meri is liye lali nahin jati yadon se koi raat jo khali nahin jati
abb umer na mousam na wo rastay k wo loutay is dil ki magar kham khayali nahin jati
magar tu agar jaan bhi hans k tujhe dedoon teri to koi bat bhi tali nahin jati
aye koi akar ye teray dard sambhalay hum se to ye jageer sambhali nahin jati
maloom hamain bhi hain teray buhat say kisay ye bat teri hum se uchali nahin jati
humrah teray phool jo khilati thee jo dil main abb sham wo dard se khali nahin jati
hum jaab se jain gay tabhi bat banay gi tum se to koi rah nikali nahinjati
Ques....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #313 on: July 08, 2006, 05:59:12 AM » |
|
Dard Dard Aur Dard....
Ques....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qutubuddin
Guest
|
|
«Reply #314 on: July 08, 2006, 05:59:38 AM » |
|
Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai Ghar Hai Kacha Mera Barsaat Se Dar Lagta Hai
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hai
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein Iss Liye Uss Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai
Baat Din Ki Nahi Ab Raat Se Dar Lagta Hai Ghar Hai Kacha Mera Barsaat Se Dar Lagta Hai
Ques....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|