Dard Zaheer Karte Hain,.

by Jaanasheen on January 26, 2008, 07:23:01 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 727 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
ANSOO NIKAL PAREY TU TERI LAJ REH GAI
IZHAR-E-GHAM KA WARNA SALEKA NA THA MUJhE

DEKHY NAHE JATEY ANKON PE TERE ANSOO
HUM TUJH SE GELA KAR KE PARESHAN BOHAT HAIN

AB DIL KI TAMANA HAI KAASH AISA HE HO
ANSOO KI JAGA ANKH SEY HASSRAT NIKALEY

HUM BEZOBA NAHE THEY MAGAR BEZOBA RAHEY
ANSOO HE HASSRATON KE TARJOMA RAHEY

BEHTEY HAIN TERI YAADON K ANSO
JISEY KOI SAWAAN KI GHATA TOOTKE BARSEY

JAB APP KI YAAD ATI HAI DIL KO THAM LETEY HAIN
NIKAL ATEY HAIN ANSOO JAB TERA NAAM LETEY HAIN

THEHER JA MERE ANSOO NA BAHIR ANKH SE ANA
MILE GA KIA MERI KHALAT PE DUNIYA KO HASANEY MEIN
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 26, 2008, 07:26:09 AM »
KYA BAAT HAI AZEEM!!!! BAHUT KHOOB..
Logged
mehhekkk
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2008, 07:37:30 AM »
lajawab hai

rok le un aasuon ko ankhon mein hi apne
kahi unke saath beh na jaye tere meet ke sapne.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 26, 2008, 09:17:07 AM »
Shukriya Khwaish Ji and Mehekkk Ji,.
And Nice One Mehekk Ji,.
Khwaish Ji Agar Aap uch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 26, 2008, 09:20:13 AM »
lajawab hai

rok le un aasuon ko ankhon mein hi apne
kahi unke saath beh na jaye tere meet ke sapne.
Sapno Ko Jo Toot-te Dekha,.
Ankhon Me Sapne Basaana Chord Diya,.

Rone Se Kuch Haseel To Nahi Hota Ye Jaankar,.
Humne Aansoon Bahaana Chord Diya,.

__________________________-Azeem-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: January 27, 2008, 10:23:19 AM »
Yaad karke humare aankhe bhar aati hai..
Har saason ke saath aapki yaadien bhi judi hai..
Zindagi ki raah me insaan badal jathe hai..
Waqt ke saath pyaar ka mausam bhi badal jathe hai..
Hum appke dil mein rahe gayee ek yaad bankar..
Hum aaj bhi wahi raha pey rukhe hai...
Jaha aapne mujhe tanha chor gayee..
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 31, 2008, 02:04:23 PM »
Nice One Seeya Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 31, 2008, 02:20:37 PM »
Waqt Ki Na Baat Karo, Waqt Ne Kis Se Wafaa Nibhaai Hai,.
Haseen Lamhon Ko Waqt Ne Apne Damaan Me Bhar Liya,.
Ab To Bas Waqt Ke Daire Me "Seeya", Sadiyon Ki Tanhaai Hai,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:37:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer