Dard-e-dil seena...

by isha_verma7 on May 24, 2005, 05:59:02 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1008 times)
isha_verma7
Guest
Dard-e-dil seena aasan nahi hota
Pyaar ko dosti ka naam dekaar jeena asaan nahi hota
Yeh toh raab di mehar hai ke hum abhi tak jee raha hai
Varna pyaar main haar kar jeena aasan nahi hota
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JAAB seena main gaam ho by muneeb in Shayri-E-Dard
jub seena ghum se bojhal ho by qakhs in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jab Seena Gham Se Bhojal Ho ........................ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
kaanto ko chum phulo ka seena jalaya hai... soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Tera seena ho jis se tar by aarzoo-e-arjun in Shayri-E-Dard
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: May 24, 2005, 06:53:18 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Dard-e-dil seena aasan nahi hota
Pyaar ko dosti ka naam dekaar jeena asaan nahi hota
Yeh toh raab di mehar hai ke hum abhi tak jee raha hai
Varna pyaar main haar kar jeena aasan nahi hota
very nice isha,ek ek line bilkul sahi hai,bohat khoobsurti se rhyme bhi kiya hai,excellent.

"Kyun log dosti ko pyaar samajh baithte hain,
 dono rishton ko yun badnaam kar chodte hain."
Logged
kismis
Guest
«Reply #2 on: May 24, 2005, 10:11:04 AM »
very nice...............................

          tum hamaare nahiN tho kya gham hai
     hum tumhare tho haiN ye kya kam hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: May 24, 2005, 12:03:10 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Dard-e-dil seena aasan nahi hota
Pyaar ko dosti ka naam dekaar jeena asaan nahi hota
Yeh toh raab di mehar hai ke hum abhi tak jee raha hai
Varna pyaar main haar kar jeena aasan nahi hota


Bhoot khoob Isha ji ... hummmmmm ...... hum bhi kuch likhengey !!

bas itni si inaayat mujhpe aik baar kijiye
kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye
ho jaaiye begaane aap shauq se sanam
aapka hun aapka rahunga aitbaar kijiye !!

Logged
Tosha
Guest
«Reply #4 on: May 24, 2005, 12:15:30 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "isha_verma7"
Dard-e-dil seena aasan nahi hota
Pyaar ko dosti ka naam dekaar jeena asaan nahi hota
Yeh toh raab di mehar hai ke hum abhi tak jee raha hai
Varna pyaar main haar kar jeena aasan nahi hota


Bhoot khoob Isha ji ... hummmmmm ...... hum bhi kuch likhengey !!

bas itni si inaayat mujhpe aik baar kijiye
kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye
ho jaaiye begaane aap shauq se sanam
aapka hun aapka rahunga aitbaar kijiye !!



bahut khoob...HumTum Shocked
aitbaar kya hai karenge bhi
dua ke hai dava bhi denge
....
isha ji
...
Mohabbat nahi assan jan pyaar ko dosti kahe
lakin kya kare hum jab doston se bepanha pyaar hum kare
daard hai is seene main kya dava aab hum kare
jab na yaar raha na pyaar raha kya doaton se aitbaar hun kare
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: May 24, 2005, 12:18:38 PM »
Quote from: "Tosha"
bahut khoob...HumTum Shocked
aitbaar kya hai karenge bhi
dua ke hai dava bhi denge
....
isha ji
...
Mohabbat nahi assan jan pyaar ko dosti kahe
lakin kya kare hum jab doston se bepanha pyaar hum kare
daard hai is seene main kya dava aab hum kare
jab na yaar raha na pyaar raha kya doaton se aitbaar hun kare


kya kehney Popat ji .. aap key .... kuch arz hai

mehboob mere mujh pe kitna karam farmatey hai
chot to detey hi hai sath mein IODEX bijwatey hai !!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: May 24, 2005, 10:33:01 PM »
Bhoolne waale se koyi keh de zara, is tarah yaad aane se kya faaida,
Jab mere dil ki duniya basaati nahin, phir khayaalon mein aane se kya faaida|

Kya kahoon aapse kitni umeeden thi, Aap kya badle duniya badal si gayi,
Aasra de ke dil tod te hain mera, Is tarah sataane se kya faaida|

Chaar tinke jala ke kya mil gaya, Mit sakana zamane se mera nishaan,
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi, Aashiaan par girane se kya faaida!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #7 on: May 25, 2005, 04:36:11 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Dard-e-dil seena aasan nahi hota
Pyaar ko dosti ka naam dekaar jeena asaan nahi hota
Yeh toh raab di mehar hai ke hum abhi tak jee raha hai
Varna pyaar main haar kar jeena aasan nahi hota


chupaya hai dard jo seene me,...

wo to baya kar nahi sakte,...

lakin kehte hai ye tere bina jee nahi sakte,...

lakin yee soch kar k tum wapas aayogi

yee soch kar k tum wapas aayogi hum aapni zindgi se daga ker na sake,.
Logged
ashishjethwa8717
Guest
«Reply #8 on: May 25, 2005, 04:50:03 AM »
hi isha

how u i m ashish im online in yahoo

can we meet there

nice shayari

bye
Logged
ashishjethwa8717
Guest
«Reply #9 on: May 25, 2005, 04:52:34 AM »
hi this is for u isha

Mare duaoon main assar nahi,
Yeh raaz aaj muj per khull gia,
Jissay chaha main nay har dua kay baad,
Woh shaks bin mangay kisseko mill gia.

Woh dil hi kia ho teray milnay ke dua na karay,
Main tum ko bhool ker zinda rahoon khuda na karay,
Yeh theek hai nahi marta judai say koi,
Khuda kisse ko kisse say magar juda na karay.

ashish
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #10 on: May 25, 2005, 05:23:30 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Bhoolne waale se koyi keh de zara, is tarah yaad aane se kya faaida,
Jab mere dil ki duniya basaati nahin, phir khayaalon mein aane se kya faaida|

Kya kahoon aapse kitni umeeden thi, Aap kya badle duniya badal si gayi,
Aasra de ke dil tod te hain mera, Is tarah sataane se kya faaida|

Chaar tinke jala ke kya mil gaya, Mit sakana zamane se mera nishaan,
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi, Aashiaan par girane se kya faaida!!


beautiful work naveed,nice tushar.
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #11 on: May 25, 2005, 06:18:28 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "fakharenaveed"
Bhoolne waale se koyi keh de zara, is tarah yaad aane se kya faaida,
Jab mere dil ki duniya basaati nahin, phir khayaalon mein aane se kya faaida|

Kya kahoon aapse kitni umeeden thi, Aap kya badle duniya badal si gayi,
Aasra de ke dil tod te hain mera, Is tarah sataane se kya faaida|

Chaar tinke jala ke kya mil gaya, Mit sakana zamane se mera nishaan,
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi, Aashiaan par girane se kya faaida!!


beautiful work naveed,nice tushar.


thX madam ji thXXXXXXXXXXXXXX
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #12 on: May 25, 2005, 06:42:13 AM »
wah tushar nice .......really good........and HUM TUM very funny......hahaaaa......lol
Logged
agr_navneet
Guest
«Reply #13 on: May 25, 2005, 10:22:33 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Dard-e-dil seena aasan nahi hota
Pyaar ko dosti ka naam dekaar jeena asaan nahi hota
Yeh toh raab di mehar hai ke hum abhi tak jee raha hai
Varna pyaar main haar kar jeena aasan nahi hota


Hi,
   I am a new member of this side.Ye aapse pehli baat hai.Lagta hai bahut
gehrai tak gain hai aap tabhi itni gehrai hai is sher main.Aap ke jawab bhej raha hoon aur aapke jawab ka intzaar hai..........

"Sikha deta hai ishk her dard seene main dabakar rakhna
 Ishk hi sikhata hai bande ko undekhe rab per aitbaar rakhna
 pyaar main teri haar tere sache pyaar hi ki to jeet hai,dekhna
 kabhi chalke na is jeet ko aanson ki tarah aankhon main chupakar rakhna"
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: May 25, 2005, 09:57:17 PM »
Thanx nidhi

tujhe dekhna chaahti hoon her pal
shayad ache lagte ho
kal tak to tujhe jaanti bhi na thi
aaj tera intezaar karti hoon

Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "fakharenaveed"
Bhoolne waale se koyi keh de zara, is tarah yaad aane se kya faaida,
Jab mere dil ki duniya basaati nahin, phir khayaalon mein aane se kya faaida|

Kya kahoon aapse kitni umeeden thi, Aap kya badle duniya badal si gayi,
Aasra de ke dil tod te hain mera, Is tarah sataane se kya faaida|

Chaar tinke jala ke kya mil gaya, Mit sakana zamane se mera nishaan,
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi, Aashiaan par girane se kya faaida!!


beautiful work naveed,nice tushar.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:18:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer