dardedil

by hina on March 10, 2005, 11:55:45 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 474 times)
hina
Guest
Is Dardedil ki kashmakash mein hum husna bolna hi bhool gaey, tumney jab say na kaha hum apni zindagi ko gina hi bhool gayeey. .......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #1 on: March 10, 2005, 12:21:44 PM »
Quote from: "hina"
Is Dardedil ki kashmakash mein hum husna bolna hi bhool gaey, tumney jab say na kaha hum apni zindagi ko gina hi bhool gayeey. .......


Khata to ki hai aur ankhoun mein sharam ke ahsoun bhi jhalak rahe hain,
Apka dil torne ki bagawat ki hai aur hotoun se mafi ki iteja ki hai,
Saza to esi dena jo humesha ke liye yaad rahe,
Lekin khafa ese bhi mat rehna ke lage ese ke kisi ne humse humari zindagi cheehn li hai


HumTum
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: March 11, 2005, 12:46:35 PM »
nice both of u...

hum kaon hote hain saza dene wale
kaise banege kisi ki zindagi cheen lene wale
jab khud mein hi nahi hai sans baaki
to kaise gunah , aur kaisi muafi?


baharein aa ke chali jayengi
teri yaadon ko fir se dil mein mere jalayengi
woh beete hue lamhein, woh guzarte hue pal
kaise dil ko choor choor karte hain, yeh woh na samazh payengi
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: March 11, 2005, 01:13:39 PM »
Quote from: "nikki"
nice both of you...

hum kaon hote hain saza dene wale
kaise banege kisi ki zindagi cheen lene wale
jab khud mein hi nahi hai sans baaki
to kaise gunah , aur kaisi muafi?


baharein aa ke chali jayengi
teri yaadon ko fir se dil mein mere jalayengi
woh beete hue lamhein, woh guzarte hue pal
kaise dil ko choor choor karte hain, yeh woh na samazh payengi


nice nikki ji....
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: March 11, 2005, 01:25:38 PM »
thanx HumTum..
Logged
husain52
Guest
«Reply #5 on: March 11, 2005, 02:17:24 PM »
nice all of u

har lamha zindagi ka,
itna bezaar kyon hai,

jise kabhi kiya nahin,
us vaade par aitbaar kyon hai,

saahil ko par kar lein,
lehron ki yeh koshish bekaar kyon hai,

registan ko baarish ki khwahish,
boondon ko inkar kyon hai,

dino ko raat ka khumar,
roshni ko andhere se pyaar kyon hai,

jhooth ki zindagi mein jeet,
sach ki haar kyon hai,

is bewafa zindagi mein aapka saath jo mila,
humne yeh jaana ki aaj bhi,
humein apni zindagi se pyaar kyon hai.
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: March 11, 2005, 02:50:55 PM »
wah kya baat hai.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2024, 01:24:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer