khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
«Reply #135 on: February 06, 2008, 08:37:31 PM » |
|
MERI NAZAR AUR YEH NAZAARE SAB CHALTE HAI UNKE NAAM KE SAATH "KHWAISH" ZINDA HAI USS SHAKS KI SAANSON SE MERI SAANS CHALTI HAI USKE SAANS KE SAATH
MOHABBAT DI HAI JAB KHUDA AAPNE TO PHIR AB JUDAI NA DENA AB NAZREIN HUMARI KHULTI HAI UNKE KHWAAB KE SAATH
BAHUT DARD SEH CHUKA HAI "KHWAISH"... AB ZINDAGI MEIN, AB HAR RAAH DENA USKE KADAM KE SAATH...
DARTA HOON KABHI KHO NA DOON USS SHAKS KO JO MAANGTI HAI MUJHE APNE HAR DUA KE SAAATH.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #136 on: February 06, 2008, 08:40:58 PM » |
|
wah wah wah.. kaya baat hai,. bahoot khoob khwaish ji!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #137 on: February 07, 2008, 12:29:56 PM » |
|
pooja di acha hai ek se badh k ek hai... Bahot khoob khwaish ji...
Dil ko woh ek anmol tohfa banke mila hai jo dil bhi mera aaj loot liya hai ...
meri zindagi me leke khushi woh aaya hai uske saath her armaan mera juda hai...
judai ke naam se hi dil kaamp uthta hai yeh khuda aisa hi kya ishq me hota hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #138 on: February 13, 2008, 05:06:52 AM » |
|
pooja di acha hai ek se badh k ek hai... Bahot khoob khwaish ji...
Dil ko woh ek anmol tohfa banke mila hai jo dil bhi mera aaj loot liya hai ...
meri zindagi me leke khushi woh aaya hai uske saath her armaan mera juda hai...
judai ke naam se hi dil kaamp uthta hai yeh khuda aisa hi kya ishq me hota hai..
bahut ache punam... thanx a lot paaji,punam and pooja for apppreciating..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #139 on: February 13, 2008, 05:25:08 AM » |
|
KISI KA KHWAAB BANKAR SAPNO MEIN TOOT JATE HAI KISI KA KHAYAL BANKAR UNKI YAADON SE GUZAR JATE HAI
KISI KI KHWAISH BANKAR UNKE DIL MEIN HI REH JAATE HAI KISI KE AANKH KA AANSU BANKAR AANKHON SE UTAR JAATE HAI
KISI KI AWAAZ BANKAR UNKE BAATON MEIN KHO JAATE HAI KISI KA DARD BAN KAR DIL MEIN HI REH JATE HAI
MUJHE EH MERE DOST.... ZINDAGI MEIN KABHI BHI PALKE BAND KAR KE YAAD KARNA EK TASVEER BAN KAR TERI AANKHON MIN HUM NAZAR AATE HAI.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #140 on: February 13, 2008, 06:15:26 AM » |
|
Bohat khoob sab ney acha likha hai.. Khawish ji bohat acha hai umda..
Mohabatt mein lagti hai aise chott.. Dey jate hai woh dard-e-mohabatt..
Yuhi umar guzar jati hai dard sahe the.. Na manzil ka pata hai na rahon ka..
Bas ek chiraag ki tarha rahe jati hai.. Woh haseen mohabatt ka dard..
Jab mudke dekho toh milte hai.. Bas chaan mitti bhar dard-e-zindagi..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #141 on: February 13, 2008, 07:00:19 AM » |
|
Bohat khoob sab ney acha likha hai.. Khawish ji bohat acha hai umda..
Mohabatt mein lagti hai aise chott.. Dey jate hai woh dard-e-mohabatt..
Yuhi umar guzar jati hai dard sahe the.. Na manzil ka pata hai na rahon ka..
Bas ek chiraag ki tarha rahe jati hai.. Woh haseen mohabatt ka dard..
Jab mudke dekho toh milte hai.. Bas chaan mitti bhar dard-e-zindagi..
Bahut ache honey...acha likha hai aapne.. aur shukriya aapke hausle-afsaai ka...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zakhmola
Guest
|
|
«Reply #142 on: February 13, 2008, 07:11:09 AM » |
|
yunh toh Khwahishey Mohabbat hamari bhi rahi par hasratein dil ki kanwari he rahi Dil Diya humney sabko jeebhar ke Fir bhi yeh beemari [prem roag ] hamari na huyi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #143 on: February 24, 2008, 04:08:58 PM » |
|
JAB DIL MEIN MOHABBAT THI HI NAHI TO KYON APNE LABO SE USKA NAAM LOON... JAB KHATA HUMSE HI HUI HAI TO KAISE USSE KOI ILZAAM DOON....
SHAYAD HUM HI NA SAMAJ PAAYE KE MOHABBAT MEIN SHARTO KI BHI GUNJAYISH HOTI HAI, JO BEET GAYA HAI WOH TO KAL KI BAAT THI AB KAISE ISS DIL KO APNE ARAAM DOON...
MOHABBAT TO MAINE DIL SE KI THI, PAR TUNE JO KIYA HAI,USSE KYA NAAM DOON...
BEHTAR YEHI HAI KE KHAMOSHI HI APNE LABO PAR HAMESHA AB CHAI RAHE KAHI AISA NAHI HO KE HONT KHULE AUR PHIR TERA HI NAAM LOON.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #144 on: February 24, 2008, 04:21:25 PM » |
|
JAB DIL MEIN MOHABBAT THI HI NAHI TO KYON APNE LABO SE USKA NAAM LOON... JAB KHATA HUMSE HI HUI HAI TO KAISE USSE KOI ILZAAM DOON....
SHAYAD HUM HI NA SAMAJ PAAYE KE MOHABBAT MEIN SHARTO KO BHI GUNJAYISH HOTI HAI, JO BEET GAYA HAI WOH TO KAL KI BAAT THI AB KAISE ISS DIL KO APNE ARAAM DOON...
MOHABBAT TO MAINE DIL SE KI THI, PAR TUNE JO KIYA HAI,USSE KYA NAAM DOON...
BEHTAR YEHI HAI KE KHAMOSHI HI APNE LABO PAR HAMESHA AB CHAI RAHE KAHI AISA NAHI HO KE HONT KHULE AUR PHIR TERA HI NAAM LOON.......
Khwaish ji bohat acha likha hai aapne..nice Hum ney bhi dard sahe hai .. Duniya sey aapni pyaar chupa ya hai..
Hum toh wafa karte gaye.. Aapko aapna samjh the rahe..
kal ka toh hosh nahi hai.. Par aaj ka din sambhal loh mujhe
Kahi toot na jahu aapke judai mein.. Yeh dil ka dard sahe na sakho aapki judai mein
Dil mein bas liya hai ek hi naam Aur aapke naam ke siwa aur na koi naam..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #145 on: February 24, 2008, 04:29:39 PM » |
|
Bahot khoob kittu ji and honey di...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #146 on: February 24, 2008, 04:30:18 PM » |
|
Duniya ki rasmo ke aage sir jhukana pada ashk apne unki khatir unse chupana pada
unki aankhon me bhi aaj aansoo dekhna pada nahi dekh sakte unhe is halat me so muskurana pada
majboori ke sakht haathon hame majboor hona pada apne hi haathon pyar ka gala dabana pada...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #147 on: February 24, 2008, 05:41:32 PM » |
|
BAHUT ACHE HONEYJI...BAHUT KHOOB..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #148 on: February 24, 2008, 05:43:08 PM » |
|
Duniya ki rasmo ke aage sir jhukana pada ashk apne unki khatir unse chupana pada
unki aankhon me bhi aaj aansoo dekhna pada nahi dekh sakte unhe is halat me so muskurana pada
majboori ke sakht haathon hame majboor hona pada apne hi haathon pyar ka gala dabana pada...
BAHUT KHOOB PUNAM..BAHUT GEHRAI SE LIKHA HAI AAPNE..HAR EK LINE DIL KO CHU GAYI..BAHUT ACHE..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #149 on: February 24, 2008, 06:08:23 PM » |
|
Shukriya khwaish ji... Acha likha hai punam..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|