dard~e~tanhai

by gumnaam_aashiq on October 04, 2005, 05:52:58 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2120 times)
gumnaam_aashiq
Guest
jab jab mein dekhta hoon in taaron ko, yeh apne se kyun lagte hain, dur hain yeh mujhse to kya, yeh bhi tanha se hi lagte hain.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard-E-Tanhai...Rishi by Rishi Agarwal in SMS , mobile & JOKES « 1 2 ... 27 28 »
Dard-e-tanhai by Brijinder in Shayri-E-Dard
Dard -e- tanhai by devvender in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard e Tanhai by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #1 on: October 04, 2005, 06:09:05 PM »
mein lakh bura sahi magar insaan to ho, mujhe pyaar naa mila mein ashqo me hi sahi hoon, magar mn bhi jina chahta hoon ek baar, aakhir koi to kare mujhse pyaar,manta hoon anjaan hoon mein is duniya se ,magar mein bhi to insaan hi hoon.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #2 on: October 04, 2005, 06:29:23 PM »
kabhi kabhi to lagta hai ki mein tanha hi sahi hoon,
magar jab jab aasma ko dekhta hoon,
to udne ko ji chahta hai,
magar karu to karu mein kya,
akele udne se bhi ji ghabraata hain,
raatoon mein bhi ek sakun sa aata hai,
phir bhi roshni mein jaane ko ji chahta hai,
mein akela hoon, tanha hi rahoonga mujhe maaloom hai,
magar phir bhi kisi ko paane ko ji chahta hai.m
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #3 on: October 04, 2005, 06:37:32 PM »
Quote from: "gum"
Tanhaiyo mein kisi ko yaad karte hai,
Har waqt aap se milne ki fariyaad karte hai,
Janta hai dil an jame aashiqui,
Phir bhi zindagi unhi pe barbad karte hai


somrething 4 u gum

dard o gum ki baat naa karo humse ,
humne bhi zakhm khaye  hain,
tum to abhi-abhi dariya mein utre hoon,
humne saalo kashti chalai hai.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #4 on: October 04, 2005, 06:38:24 PM »
Quote from: "gum"
Tanhaiyo mein kisi ko yaad karte hai,
Har waqt aap se milne ki fariyaad karte hai,
Janta hai dil an jame aashiqui,
Phir bhi zindagi unhi pe barbad karte hai


somrething 4 u gum

dard o gum ki baat naa karo humse ,
humne bhi zakhm khaye  hain,
tum to abhi-abhi dariya mein utre hoon,
humne saalo kashti chalai hai.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #5 on: October 04, 2005, 08:17:05 PM »
mein hus-2 ke chupa leta hoon gum ye apne,
magar ashq nikal hi aate hain,
mein yaad nahi karta use ,
magar ye zakhm ubhar hi aate hain.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
he
«Reply #6 on: October 04, 2005, 08:26:48 PM »
mein hus-2 ke chupa leta hoon gum ye apne,
magar ashq nikal hi aate hain,
mein yaad nahi karta use ,
magar ye zakhm ubhar hi aate hain.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #7 on: October 04, 2005, 08:40:02 PM »
naam aaya jo chand ka,
to logo ne dil ko tham liya,
bhol gaye chand ko,
uski chandni ko yaad kiya,


naam aaya jo aag ka,
to loga pani ka naam liya,
ki aag bhujati nahi,
paani hi bhuja deta hai,

naam aaya jo pyaar ka,
to logo ne gumnaam ko yaad kiya,
ki pyaar paane,husne yaa shehnai ka naam nahi,
pyaar to khone, rone aur tanhai ka naam hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: October 04, 2005, 09:19:56 PM »
wah!!! nice work gumnaam_aashiq!!
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
o
«Reply #9 on: October 04, 2005, 09:34:26 PM »
thanks pooja,

~~~~~~~~~~~~~~~
uski ek jhalak ne diwana mujhe baa diya,
tanha to mein pehl hi tha,
usne rona bhi sikha diya
~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #10 on: October 04, 2005, 10:00:20 PM »
aaj meine dekha tha use,
kambajkht kya nazara tha,
uss pal ke thamm jaane ke liye,
mujhe marna bhi gavara tha.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #11 on: October 04, 2005, 10:08:07 PM »
yaad banke mere dil me rehne wal.i,
tera ashqo mein to didar kar sakta hoon,
jism majboor sahi,
rooh to majboor nahi,
tujhe paa naa sako,
tujhe pyaar to kar sakta hoon.
Logged
gumnaam_aashiq
Guest
«Reply #12 on: October 04, 2005, 10:16:57 PM »
ishq ki chot ka asar ho to sahi,
pyaar mein dard kam ho yaa zyaada,
magar ho to sahi.

______________________

tujhe paane ki meine,
kitni koshishe hain ki,
kabhi phool, kabhi tohfe,
to kabhi chithi hai di,
par har baar inkaar karke,
jiteji tune mujhe maut ki saza hai di.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: October 04, 2005, 10:19:38 PM »
bahoot khoob GA !!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #14 on: October 05, 2005, 07:51:02 AM »
Nice work gumnaam aashiq.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:14:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer