Dastaan-E-Dard likhni hai

by Sunil Malhotra on November 13, 2012, 06:55:42 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 849 times)
Sunil Malhotra
Guest
Aaj mujhe jindagi ki sachai likhni hai,
Mujh par beeti har wo baat likhni hai.
Dafan hain meri cheekhein aansuon ke kafan me jahan,
Mere gam ki saathi har wo tanha raat likhni hai.

Kabhi main bhi in rangeen fijaon ka saathi tha,
Kaid hoon aaj tanhai ki janjeeron me.
Beeti har wo suhani yaad likhni hai.

Benam jindagi ke gumnam safar hai ye,
Jahan dilon ke raaste bahut sankre hain.
In raaston me khoi har wo chah likhni hai.

Khwaishein bahut thi meri,
Apni ik nayi duniya banani thi mujhe.
Par majburiyon ki aad me dhnsi har wo chah likhni hai.

Rishton ki bediyon se mile jo jakham hain dil ko,
Unki saja ta-umar bhugatni hai mujhe.
In naasur jakhmon se nikalti,
Dastaan-E-Dard likhni hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dastaan by Sonu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Dastaan-e-Dard by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Dil Ki Dastaan,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dastaan by KHILTAGULAB in Shairi - E - Zindagi
Tum Aao To Dard-E-Dil Ki Dastaan Tumhe Sunaaunga...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #1 on: November 13, 2012, 09:15:04 AM »
Aaj mujhe jindagi ki sachai likhni hai,
Mujh par beeti har wo baat likhni hai.
Dafan hain meri cheekhein aansuon ke kafan me jahan,
Mere gam ki saathi har wo tanha raat likhni hai.

Kabhi main bhi in rangeen fijaon ka saathi tha,
Kaid hoon aaj tanhai ki janjeeron me.
Beeti har wo suhani yaad likhni hai.

Benam jindagi ke gumnam safar hai ye,
Jahan dilon ke raaste bahut sankre hain.
In raaston me khoi har wo chah likhni hai.

Khwaishein bahut thi meri,
Apni ik nayi duniya banani thi mujhe.
Par majburiyon ki aad me dhnsi har wo chah likhni hai.

Rishton ki bediyon se mile jo jakham hain dil ko,
Unki saja ta-umar bhugatni hai mujhe.
In naasur jakhmon se nikalti,
Dastaan-E-Dard likhni hai...
VERY NICE Thumbs UP
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 13, 2012, 09:42:51 AM »
beautiful
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: November 13, 2012, 11:28:46 AM »
very nice
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: November 14, 2012, 04:24:04 AM »
bahut khoob
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:23:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer