Dastoor-e-mahobat___________Baadal

by baadal102 on December 21, 2008, 11:35:13 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1136 times)
baadal102
Guest
Dastoor-e-mahobat hume samaj nahi aaya,
Pyar bahut tha lakin raas nahi aaya,

Jaroori nahi ki har ranjha jaan de apni,
Yeh pyar har hir ko samaj nahi aaya,

Pyar naam hai ek sachi ibaadat ka,
Lakin isse nibhana har kisi ko nahi aaya,

Surat-e-yaar se andaja lagate rahe pyar ka,
Lakin kisi hir ko ranjhe ka dard samaj nahi aaya,

Dastoor-e-mahobat hume samaj nahi aaya,
kisi hir ko ranjhe ka dard samaj nahi aaya..............




Baadal
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DASTOOR HAI................. by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dastoor by humrousbugger in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
***Logon Ka Dastoor*** by AVTAR RAYAT in Share:Miscellaneous Shayari
Ye kya dastoor h wafa bhi intikam chahti h by masoom shahjada in Share:Love Poetry
Dastoor by Tuhina in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 21, 2008, 12:04:16 PM »
Bohat Badhiya Baadal Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 21, 2008, 12:16:30 PM »
Dastoor-e-Mohabbatein, Yahaan Aur Bhi Hain,.
Ek Dard Milaa Hai Tujhe, Magar Dard Aur Bhi Hain.

Ek Thokar Se, Safar-e-Mohabbat Ki, Tu Himmat Na Haar,.
Tujhe Giraane Ke Liye, Thokarein Tayyar Aur Bhi Hain,.

Kyun Sirf Apni Hi Kismat Ko Kosta Hai Tu "Azeem",.
Aa Dekh, Tere Hi Jaise, Is Mohabbat Ke Shikaar Aur Bhi Hai,.

_______________________________-Jaanasheen-








Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #3 on: December 21, 2008, 03:08:53 PM »
bahut khood baadal ji
par ya to batayi heer hi ku,
 ranja ko b ab tak heer ki majburi samj ku nahi aayi.
ya jaruri to nahi bol ka pyar kiya jaya
na bayan ho to shabdo main kya wo pyar nahi hota.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: December 21, 2008, 04:35:39 PM »
Dastoor-e-mahobat hume samaj nahi aaya,
Pyar bahut tha lakin raas nahi aaya,

Jaroori nahi ki har ranjha jaan de apni,
Yeh pyar har hir ko samaj nahi aaya,

Pyar naam hai ek sachi ibaadat ka,
Lakin isse nibhana har kisi ko nahi aaya,

Surat-e-yaar se andaja lagate rahe pyar ka,
Lakin kisi hir ko ranjhe ka dard samaj nahi aaya,

Dastoor-e-mahobat hume samaj nahi aaya,
kisi hir ko ranjhe ka dard samaj nahi aaya..............




Baadal

BAHUT HI BADIYA, BADAL


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: December 21, 2008, 04:37:02 PM »
Dastoor-e-Mohabbatein, Yahaan Aur Bhi Hain,.
Ek Dard Milaa Hai Tujhe, Magar Dard Aur Bhi Hain.

Ek Thokar Se, Safar-e-Mohabbat Ki, Tu Himmat Na Haar,.
Tujhe Giraane Ke Liye, Thokarein Tayyar Aur Bhi Hain,.

Kyun Sirf Apni Hi Kismat Ko Kosta Hai Tu "Azeem",.
Aa Dekh, Tere Hi Jaise, Is Mohabbat Ke Shikaar Aur Bhi Hai,.

_______________________________-Jaanasheen-










kya baat hai Jahanasheen

Jasbir SIngh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 21, 2008, 04:38:15 PM »
bahut khood baadal ji
par ya to batayi heer hi ku,
 ranja ko b ab tak heer ki majburi samj ku nahi aayi.
ya jaruri to nahi bol ka pyar kiya jaya
na bayan ho to shabdo main kya wo pyar nahi hota.

wah Saloni, bahut khoob kaha aap neh bhi

Jasbir Singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: December 21, 2008, 10:00:45 PM »
bahoot khoob baadal ji, Lil bro and saloni ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: December 21, 2008, 10:15:35 PM »
Dastoor-e-mahobat hume samaj nahi aaya,
Pyar bahut tha lakin raas nahi aaya,

Jaroori nahi ki har ranjha jaan de apni,
Yeh pyar har hir ko samaj nahi aaya,

Pyar naam hai ek sachi ibaadat ka,
Lakin isse nibhana har kisi ko nahi aaya,

Surat-e-yaar se andaja lagate rahe pyar ka,
Lakin kisi hir ko ranjhe ka dard samaj nahi aaya,

Dastoor-e-mahobat hume samaj nahi aaya,
kisi hir ko ranjhe ka dard samaj nahi aaya..............


Baadal
Nice Baadal Ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #9 on: December 22, 2008, 06:27:18 AM »
bohut khoob baadal ji Applause
and wonderful u replied jaanasheen ji Applause
Logged
baadal102
Guest
«Reply #10 on: December 22, 2008, 08:38:22 AM »
bahut bahut sukria JAAN JI

Dastoor-e-Mohabbatein, Yahaan Aur Bhi Hain,.
Ek Dard Milaa Hai Tujhe, Magar Dard Aur Bhi Hain.

Ek Thokar Se, Safar-e-Mohabbat Ki, Tu Himmat Na Haar,.
Tujhe Giraane Ke Liye, Thokarein Tayyar Aur Bhi Hain,.

Kyun Sirf Apni Hi Kismat Ko Kosta Hai Tu "Azeem",.
Aa Dekh, Tere Hi Jaise, Is Mohabbat Ke Shikaar Aur Bhi Hai,.

_______________________________-Jaanasheen-









bahut hi badia likha hai JAAN JI aap ne. Clapping Smiley
Logged
baadal102
Guest
«Reply #11 on: December 22, 2008, 08:47:42 AM »
sukria jasbir ji

bahut khood baadal ji
par ya to batayi heer hi ku,
 ranja ko b ab tak heer ki majburi samj ku nahi aayi.
ya jaruri to nahi bol ka pyar kiya jaya
na bayan ho to shabdo main kya wo pyar nahi hota.
sukria saloni ji
saloni ji jab suret-e-yaar se hir andaaja laga rahi ho ke wo use kitna pyar karta hai ya nahi,to maine kab kaha ki bol ke pyar kiya jaaye,lakin suret se andaaj lagana kabhi kabhi galat bhi ho jaata hai saayad maine yahi kahne ki koshish ki hai,or rahi hir hi kyu to sayad aap or mai to hai nahi kisi na kisi ko to bolna tha tongue3 waise kabhi hir or ranjhe ki pic dekhna fir us mai un dono ki suret dekhena dekhna kon makeup mai busy tha kon nahi tongue3, ok mazak choro aab suno aap baat har us ki ho rahi hai jo khud ko hir samjhte hai lakin samajne ki baat sirf itni hai ki pyar naam ek sachi ibbadat ka hai so us ibadat ko sache man se karo na ki suret dekh ke. THANX
or agar aap ko bura laga ho to sorry agar kuch aap ranjhe ke liye likhti to or aacha lagta tongue3




Baadal

Logged
baadal102
Guest
«Reply #12 on: December 22, 2008, 08:49:55 AM »
bahut bahut sukria pooja ji
rajesh ji
N
bhawna ji




Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 22, 2008, 01:11:43 PM »
Shukriya,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:20:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer