....~~Deewangi~~....

by HumTum on April 14, 2005, 12:14:54 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 44
Print
Author  (Read 22131 times)
pandit
Guest
«Reply #105 on: April 15, 2005, 02:46:38 PM »
zakhm ohool hi diya karte hai,
kaanto ka to khud hi bura haal hai,
phir bhi log naasamajh hai,
phoolo ko hi chuna karte hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri deewangi by majid in Shayri-E-Dard
shayeri, awaargi, deewangi by samnoj in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Masoom Deewangi by javedarshad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mera deewangi ki intaha... by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Deewangi. by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum
Guest
«Reply #106 on: April 15, 2005, 02:48:13 PM »
humney kantooN ko bhi seeney se lagana chaha
kya khey ke apney naseeb mein kantein bhi nhi !!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #107 on: April 15, 2005, 02:49:14 PM »
maine yaqeen kiya tha har baat pe teri
tujhe hi apni wafaaon pe yaqeen na tha
Logged
HumTum
Guest
«Reply #108 on: April 15, 2005, 02:50:48 PM »
Quote from: "Talat"
kyun zindagi veeraan hai apni bataye koi
hum is sawal ke jawab me aksar ro parhe



guzar ke teri jafaa'oN ke daur say
dekhi jo surat apni to roo padey !!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #109 on: April 15, 2005, 02:52:07 PM »
Quote from: "Talat"
maine yaqeen kiya tha har baat pe teri
tujhe hi apni wafaaon pe yaqeen na tha



gar yaqeen kiya hota to na jati chod ker
ke mein akela hi dooba hooN gam-e-smunder mein!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #110 on: April 15, 2005, 02:53:30 PM »
gujar jayega ye patjhad sa mausam,
baharoo ka ab karo intezaar tum,
raat kaatni hi padegi tumhe,
ki iss kali raat k subah ka karo intzaar tum.
Logged
Talat
Guest
«Reply #111 on: April 15, 2005, 02:54:48 PM »
teri raahon se guzren hain hum bhi kabi
babaadiy-e-dil ke nazaare pe ro parhe!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #112 on: April 15, 2005, 02:55:53 PM »
shiddat-e-tishnagi kuch yuN hai ke
har bar hui jo har , ro padey !!!!!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #113 on: April 15, 2005, 02:58:19 PM »
raah e mohabbat me thokar kam nahi hai,
teri rahoo me khaakar humne jaaana hai.
Logged
Talat
Guest
«Reply #114 on: April 15, 2005, 02:59:51 PM »
Quote from: "HumTum"
shiddat-e-tishnagi kuch yuN hai ke
har bar hui jo har , ro padey !!!!!!!


rote rote ab to aansu bhi khushk hue hain
jaane kitne zakhm hume tumse mile hain!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #115 on: April 15, 2005, 03:00:38 PM »
Quote from: "pandit"
raah e mohabbat me thokar kam nahi hai,
teri rahoo me khaakar humne jaaana hai.


raah-e-mohabbat main pathar bhi hain aur phool bhi
kis ko kya milta hai ye apna apna muqaddar hai!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #116 on: April 15, 2005, 03:02:25 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "HumTum"
shiddat-e-tishnagi kuch yuN hai ke
har bar hui jo har , ro padey !!!!!!!


rote rote ab to aansu bhi khushk hue hain
jaane kitne zakhm hume tumse mile hain!!!


harr pal mar mar kay thak gaya hoon"HumTum"
Hojaye ab meri rooh ko izn-e-azaadi ata
Logged
pandit
Guest
«Reply #117 on: April 15, 2005, 03:05:26 PM »
talat ji.......
muquaddr me the kaate to q phoolon se mile hum,
ab jab gulisto se nahi dosti to kayamat se q dare hum.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #118 on: April 15, 2005, 03:09:08 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "pandit"
raah e mohabbat me thokar kam nahi hai,
teri rahoo me khaakar humne jaaana hai.


raah-e-mohabbat main pathar bhi hain aur phool bhi
kis ko kya milta hai ye apna apna muqaddar hai!!!!


yun na mukaddar ko ilzaamat de 'Talat'
teri iss adaa pe khuda bhi rota hoga !!!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #119 on: April 15, 2005, 03:11:11 PM »
khuda k khudai pe ab nahi raha bharosa,
nahi to kisi aashiq ka dil na roota...........................
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 44
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:51:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer