....~~Deewangi~~....

by HumTum on April 14, 2005, 12:14:54 PM
Pages: 1 ... 33 34 35 36 [37] 38 39 40 41 ... 44
Print
Author  (Read 22662 times)
Talat
Guest
«Reply #540 on: May 26, 2005, 12:36:50 PM »
bhool jaane ka hum dawa karte hain magar
dil ka nihaan khaano me basa rehta hai wo
jab hoti hai bheed dunya ki har taraf humare
us bheed me aksar tanha kar jata hai wo !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri deewangi by majid in Shayri-E-Dard
shayeri, awaargi, deewangi by samnoj in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Masoom Deewangi by javedarshad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mera deewangi ki intaha... by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Deewangi. by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum
Guest
«Reply #541 on: May 26, 2005, 12:40:31 PM »

ab to iss tanhaai ki adaat si ho chuki hai
ab mehfil mein jana mujhey acha nhi lagta
itney khaye zakh meiney har insaan se
ab duniya mein koi bhi mujhey sacha nhi lagta

Logged
Talat
Guest
«Reply #542 on: May 26, 2005, 12:43:32 PM »
Tanhaayi ho ya ho majma logon ka
Uska saaya saath humare rehta hai
Khudaya dena use tamam khushiyan
Wo ek shakhs jo dil dukha ke gaya hai!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #543 on: May 26, 2005, 12:46:43 PM »


dil dhukaney waley yeh duaa hai meri
khuda tujh ko teri har khushi de
hum ko to ab andero se ho gya hai pyaar
lekin  tere rastoon mein pyaar ki rosni de !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #544 on: May 26, 2005, 12:49:08 PM »
in andhere raaston main manzil ka nishaan kho baithe
tujhse kya mile, hum apna apni zindagi ka bharam kho baithe
Logged
HumTum
Guest
«Reply #545 on: May 26, 2005, 01:17:32 PM »
'ta umr apni kaat di issi bharam mein ke hai koi mere sath bhi
Aaj mud ke dekha jo meiney to kud ko tanhaa paya
Logged
Talat
Guest
«Reply #546 on: May 26, 2005, 01:19:59 PM »
tanhaayi ka alam ayaa to humne yeh paaya
apna saaya bhi badan se juda hote paaya
Logged
HumTum
Guest
«Reply #547 on: May 26, 2005, 01:21:17 PM »
chod jatey hai aksar tanhiiyooN mein saye bhi
iss duniya mein saya bhi apna , apna nhi hota
Logged
Talat
Guest
«Reply #548 on: May 26, 2005, 01:29:34 PM »
kyun dil rota hai use yaad kar kar ke
jo hume de jate hain dard tohfe main
Logged
HumTum
Guest
«Reply #549 on: May 26, 2005, 01:44:15 PM »
dil to akhir dil hai koi sang to nhi
bhar hi aata hai jab lagti hai chot issey !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #550 on: May 26, 2005, 02:07:27 PM »
Jab chot lagti hai dil pe nikal aate hain aansu
Na jaane kyun dubo jaate hain hume ye aansu
Logged
HumTum
Guest
«Reply #551 on: May 26, 2005, 02:38:23 PM »
damaan pe yu apney ansoon girnay na do
qeemat unhi ki hoti hai jo ankhoon mein rehtey hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #552 on: May 26, 2005, 02:40:37 PM »
Suna hai qeemat hoti hai un ashkon ki
Jo aankh main hi kho jate hain kahin
Kuch yahi soch kar hum muskurate hain
Jo aate hain aansu unhe hum pi jaate hain
Logged
HumTum
Guest
«Reply #553 on: May 26, 2005, 02:44:07 PM »
gham-e-zindgi mein jeena sheekha diya usney
hat askq ko apney peena seehka diya usney
thi ik hi roshn umeed uskey aaney ki
aaj woh bhi dia bhuja diya usney !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #554 on: May 26, 2005, 02:45:16 PM »
zindagi se pehchaan kara diya hai usne
rote rote hume hansna sikha diys usne
ek khalish si hai uski judaai ki magar
dosti ke naam se aashna kara diya usne
Logged
Pages: 1 ... 33 34 35 36 [37] 38 39 40 41 ... 44
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:57:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer