....~~Deewangi~~....

by HumTum on April 14, 2005, 12:14:54 PM
Pages: 1 ... 36 37 38 39 [40] 41 42 43 44
Print
Author  (Read 22098 times)
HumTum
Guest
«Reply #585 on: May 27, 2005, 11:13:11 AM »
koi chahhat nhi hai ab jeeney ki mujhey
de dua mujhey marney ki khuda ka wastaa hai tujhey !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri deewangi by majid in Shayri-E-Dard
shayeri, awaargi, deewangi by samnoj in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Masoom Deewangi by javedarshad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mera deewangi ki intaha... by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Deewangi. by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #586 on: May 27, 2005, 11:14:51 AM »
Maut maangte hain wo jo dar jaate hain haalat se
Jo saamna karte hain is dard ka wohi hain jeete
Logged
HumTum
Guest
«Reply #587 on: May 27, 2005, 11:18:30 AM »
dard hi drad reh gya hai zindgi mein ab to
koi ik khushi bhi ho to jeeney ki aarzuu kru !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #588 on: May 27, 2005, 11:22:24 AM »
Is dard ko bhool kar doosro ke dard me shareek ho
Ki aur bhi ghum hain zamane me mohabbat ke siwa
Logged
HumTum
Guest
«Reply #589 on: May 27, 2005, 11:24:24 AM »
faqt muhoobat ka hi gham ho to koi baat nhi thi
yha to zindgi ka har imtehaan hara hoon mein !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #590 on: May 27, 2005, 11:31:30 AM »
koshish karte jaana hi insaan ka farz hai
jeet aur haar to bas kehne ki hi baat hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #591 on: May 27, 2005, 11:53:07 AM »
jee jaaN se karo mehnat mar mar jiyo lekin,
milti nahi kisi ko sarkaar yeh duniya !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #592 on: May 27, 2005, 11:56:23 AM »
Yeh dunya paane ki tamanna hi nahin dil me
Koshish karte hain hum khushi sabko dene ki
Logged
HumTum
Guest
«Reply #593 on: May 27, 2005, 11:59:53 AM »
yeh kaisi tapash hai yeh kaisa khumar hai
phir kis ke liye yeh dil bekrar hai
na koshish rahe hum usse bhulne main
kumbakht dil par bhi kab ikhtiyaar hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #594 on: May 27, 2005, 12:08:32 PM »
bhulana chah kar bhi bhula nahin paate hain
bhoolte bhoolte wo achaanak yaad aate hain :-(
Logged
HumTum
Guest
«Reply #595 on: May 27, 2005, 12:11:06 PM »
bas itna samajh leeje waffa hum ne bhi ki hai
issi liye tere khwaboN maiN aaya karte hain
Logged
Talat
Guest
«Reply #596 on: May 27, 2005, 12:13:43 PM »
Ek baar khwaab main aa jaao phir se tum
Ta umr na jaagen neend se ye dua karange
Logged
HumTum
Guest
«Reply #597 on: May 27, 2005, 12:18:57 PM »
agar is dard ko denaa he bas mohabbat thee
yaqeen maano ki woh hargiz bhee bewafa naa thi !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #598 on: May 27, 2005, 12:20:24 PM »
mohabbat naam hi hai dard paane ka dost
kaun hain wo jo khush rehte hain is main !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #599 on: May 27, 2005, 12:23:57 PM »
woh chehra aaj bhi yaad aata hai
jab kisi ki masumiat dhoka ban jaati hai
aur vo ladki aaj bhi yaad aati hai
jab mohabbat mein kisi aashiq ki arthi jaati hai!
Logged
Pages: 1 ... 36 37 38 39 [40] 41 42 43 44
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:39:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer