....~~Deewangi~~....

by HumTum on April 14, 2005, 12:14:54 PM
Pages: 1 ... 37 38 39 40 [41] 42 43 44
Print
Author  (Read 22650 times)
Talat
Guest
«Reply #600 on: May 27, 2005, 12:25:45 PM »
Chehre dhoka dete hain muskurat hoti hai jhooti
Jab dil pe khaayi chot humne to ye baat hai jaani
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri deewangi by majid in Shayri-E-Dard
shayeri, awaargi, deewangi by samnoj in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Masoom Deewangi by javedarshad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mera deewangi ki intaha... by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Deewangi. by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum
Guest
«Reply #601 on: May 27, 2005, 05:40:34 PM »
ke jab se khaya hai dokha chahtooN ka humney
pyaar per se vishwass hi uth gya hai !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #602 on: May 30, 2005, 08:15:26 AM »
ye chahatain, mohabbatain sab sarab hain
saari dunya in hi ki badaulat khraab hai !!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #603 on: May 30, 2005, 09:04:43 AM »
phir shaam dhali phir raat hui
phir yaad mujhe voh aayeNge
yeh khwaab adhuure se mujhko
phir saari raat jagaayeNge
Logged
Talat
Guest
«Reply #604 on: May 30, 2005, 12:56:01 PM »
Phir subah aayi aur phir naya ek din
Magar dil ke haalat hain phir bhi wohi
Sadiyaan guzri hain aankhon me meri
Kitne barson se ye hain soyi hi nahin !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #605 on: May 30, 2005, 01:04:28 PM »
shab e roj har shab koi ahssas dil ke paas raha
na wo khuda tha na mera khwab par bahot khas raha
sham e gam roj kiye mehka jis ek ahssas k sath
wo bahot dur raha mujhse par mere bahot pass raha

Logged
Talat
Guest
«Reply #606 on: May 30, 2005, 01:08:38 PM »
Wo bohot door reh kar qareeb rehta hai
Ye ishq bhi ae dost kitna ajeeb hota hai
Maana ki jazbaat ki nahin hai koi waqat
Dil ka milna bhi to phir naseeb hota hai !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #607 on: May 30, 2005, 01:12:23 PM »
milna mehboob ka hota hai naseebooN se
bahut mushkil hai pyaar milna raqeebooN se
Aahey , AnsooN, dukh , dard aur takleefeey
aur kya mil sakta hai tumhey hum badnseebooN se !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #608 on: May 30, 2005, 01:20:09 PM »
Maana ki unko mohabbat nahin hai humse
Dil magar raqeeb nahin maanta us hai ko
Uski dosti par to hai naaz hum ko bohot
Aise dost bhi mila karte hain naseebo se !!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #609 on: May 30, 2005, 01:26:05 PM »
naseebooN ki dastaan apni kya sunaye
dard hi dard hai zindgi mien humney paaye
ranz hai mujh se har kissi ko yha
aseey mahool mein bhalaa kassey jee paye !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #610 on: May 30, 2005, 01:32:24 PM »
Naseebon ka khel kya hota hai dost
Har shaks hi iska sataya hua sa hai
Phir bhi labon pe rakhi hai muskurahat
Jo ghum hai aakhir usse hi to mila hai !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #611 on: May 30, 2005, 01:34:56 PM »
ghum jo miley hai ussey mujhey
seeney mein chupa rakhey hai
yuN to doobhi hai anderey mein zindgi
ghar mien magar diye jla rakhey hai !!
Logged
Talat
Guest
«Reply #612 on: May 30, 2005, 01:40:43 PM »
Aankhon main andhera hai to roshni si kaisi hai
Dil main chubhan hai magar yeh raahat si kaisi hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #613 on: May 30, 2005, 01:42:46 PM »
jab ke sab kuch ho chuka hai tabaah phir bhi
dil mein yeh ik kallish se kassi hai ?
Logged
Talat
Guest
«Reply #614 on: May 30, 2005, 01:44:38 PM »
Sab kuch luta kar bhi muskura rahe hain hum
Ishq kiya hai humne aur use nibha rahe hain!
Logged
Pages: 1 ... 37 38 39 40 [41] 42 43 44
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:05:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer