***Deewar***

by Meena on January 27, 2005, 05:37:25 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 5074 times)
lost_soul
Guest
«Reply #15 on: January 28, 2005, 03:54:30 PM »
gr8 1 meena jee..ur d best  too gud.....i always luk forward 2 ur replies...

 dis 1's 4 u   (NM)

zaruri nahi ke gham me nikle aansu...
muskurati ankhon me bhi sailab hote hai!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dar-o-deewar by webfish002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Deewar Kya Giri ................ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Dil ki Dar-0-Deewar by lovebites in Shayri for Khumar -e- Ishq
Har gali har deewar by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
GHAZAL -------- PAS--E- DEEWAR ( Deewar Ke Picche ) by FIROZ IQBAL in Ghazals
Meena
Guest
«Reply #16 on: January 28, 2005, 03:58:33 PM »
thank u creator ji and soul ji!

creator ji just wait for my reply!  :D
Logged
thycreator
Guest
«Reply #17 on: January 28, 2005, 04:03:49 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "pandit"
dard ko seene me lekar jine waale hi samajh sakte hai use,
aap kya jaane jis ki zindagi me bahar hi bahar hai.

wahhh!!

baharon ko dekh kar yeh dhoka na kha,
ke kayi poohl hai usme mujre hue,
mere hooton ki jhoit hasi pe mat ja,
ke dil me khayi dard hai chupaye hue!

Wah Meena ji,

Dekha hai maine apke uss nanhe se dil ko bhi humdum,
Ek masoom bacche sa masoom wo laga tha mujhe,
Ye bhi malum hai mujhko ki wo ab bhi aisa hai,
Kabhi na dukh dena usse ye kasam hai tujhe..
Logged
Meena
Guest
«Reply #18 on: January 28, 2005, 04:15:13 PM »
Quote from: "thycreator"

niceeeeeeeeeeee!!

masoom bache ko bhi log kaha jeene dete hai,
dood ki jagha dukh pene dete hai,
bharna chahata waqt agar zakhmo ke tab,
to namak laga kar aur jalne dete hai!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #19 on: January 28, 2005, 04:27:27 PM »

Thanx Meena ji n gud one too,

Na shikayat yu karo logon ki iss tarah mere humdum,
Logon ne kab hum jaiso ke gamon ko jana hai,
Tham lo tum hath kissi aise deewane ka,
Jisne jahan mein tumhe hi mana hai.
Logged
Meena
Guest
«Reply #20 on: January 28, 2005, 04:35:15 PM »
wahhhhhhhhhhh!!!!

kaise pehechan loon aise deewane ko,
jiske dil me mere gamon ki jagha bhi ho?
kaise koi zinda dil insaan chahega ek saath aisa,
jiske dil me zamane ko chodne ki talab bhi ho?
Logged
thycreator
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2005, 06:06:26 PM »
Quote from: "Meena"
wahhhhhhhhhhh!!!!

kaise pehechan loon aise deewane ko,
jiske dil me mere gamon ki jagha bhi ho?
kaise koi zinda dil insaan chahega ek saath aisa,
jiske dil me zamane ko chodne ki talab bhi ho?

Wah Meena ji,

Kabhi toh ye deewar hata do hamare beech se humdum,
Tere gum ko hum apni khushi bhi nazar kar denge,
Zamane ki toh yu bhi hum kabhi parwah nahi karte,
Tere udasiyon ko hum apni hansi se bhar denge.
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: January 28, 2005, 07:32:46 PM »
wahhhhhhhhh!!!

meri udasiyon pe apni hasi na kurban kar,
jo kam ayenge kal tere apne gum ke liye!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #23 on: January 29, 2005, 12:55:44 AM »
Quote from: "Meena"
Ajeeb sawal uthe hai humari larkarati hui chal ke upar,
Kaise batayen hum ke paon ke niche sholon ko chupa rakha hai...

Dikhayenge nahin kabhi in taza chalon ko hum,
Yeh to woh gum hai jine seense se laga rakha hai...

Kaise girayen un deewaron ko jo hai dil ke aas pas,
Inhone hi to is bedard duniya se ab tak bacha rakha hai...

Kaise batlaye hum apne gum ki paidasih ko aaj,
Ke zuban ko mile dhokon ne gunga bana rakha hai...

Chod jate hai humsafar bhi rast me saath apna,
Jo apne raston ko tanha chupi se saja rakha hai...

Gum ke badal rehte nahin, kushiyon ki kirne zaroor milengi,
In jhoote waadon se kismat ne hume latka rakha hai...

Wah bohat khoob Meena....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #24 on: January 29, 2005, 08:37:01 AM »
Quote from: "Meena"
wahhhhhhhhh!!!

meri udasiyon pe apni hasi na kurban kar,
jo kam ayenge kal tere apne gum ke liye!

Kis gam ki bat karte ho tum mujhse aye humdum,
Tum sath ho toh humko har gam kubul hai... :wink:
Logged
Meena
Guest
«Reply #25 on: January 29, 2005, 08:48:10 AM »
Quote from: "thycreator"
Gud one Meena ji,

Wo humse kehte hai ki deewaron ne unhe humse bacha rakha hai,
Unhe koi ye bataye ki unhone humpe kya sitam dha rakha hai,
Unse hum dur hi  rehte toh kuch gila bhi na hota uska,
Wo mere pas hai par phir bhi kyu matam mana rakha hai...

Kyu soniyo???

wahhhhh!!!

armano ke maut ke baad matam to hoga hi,
apno se doka kha kar deewaron se bachao to hoga hi,
mere dost yeh kaise bhool gaye tum ke,
patkad me baharon ka ana namunkin to hoga hi!!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #26 on: January 29, 2005, 08:48:33 AM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "Meena"
Ajeeb sawal uthe hai humari larkarati hui chal ke upar,
Kaise batayen hum ke paon ke niche sholon ko chupa rakha hai...

Dikhayenge nahin kabhi in taza chalon ko hum,
Yeh to woh gum hai jine seense se laga rakha hai...

Kaise girayen un deewaron ko jo hai dil ke aas pas,
Inhone hi to is bedard duniya se ab tak bacha rakha hai...

Kaise batlaye hum apne gum ki paidasih ko aaj,
Ke zuban ko mile dhokon ne gunga bana rakha hai...

Chod jate hai humsafar bhi rast me saath apna,
Jo apne raston ko tanha chupi se saja rakha hai...

Gum ke badal rehte nahin, kushiyon ki kirne zaroor milengi,
In jhoote waadon se kismat ne hume latka rakha hai...

Wah bohat khoob Meena....

shukriyaaa!!!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #27 on: January 29, 2005, 08:49:02 AM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
wahhhhhhhhh!!!

meri udasiyon pe apni hasi na kurban kar,
jo kam ayenge kal tere apne gum ke liye!

Kis gam ki bat karte ho tum mujhse aye humdum,
Tum sath ho toh humko har gam kubul hai... :wink:

 :lol:
Logged
thycreator
Guest
«Reply #28 on: January 29, 2005, 08:57:26 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "thycreator"
Gud one Meena ji,

Wo humse kehte hai ki deewaron ne unhe humse bacha rakha hai,
Unhe koi ye bataye ki unhone humpe kya sitam dha rakha hai,
Unse hum dur hi  rehte toh kuch gila bhi na hota uska,
Wo mere pas hai par phir bhi kyu matam mana rakha hai...

Kyu soniyo???

wahhhhh!!!

armano ke maut ke baad matam to hoga hi,
apno se doka kha kar deewaron se bachao to hoga hi,
mere dost yeh kaise bhool gaye tum ke,
patkad me baharon ka ana namunkin to hoga hi!!!!!

Wah meena ji,

Armaan marte hai magar insaan nahi marta,
Patjhad aate hai par gulistan nahi marta,
Bahare aati rahi hai, baharein aati rahengi,
Shradha marti rehti hai par bhagwan nahi marta.
Logged
Meena
Guest
«Reply #29 on: January 29, 2005, 09:01:28 AM »
wahhhhhhhhhhhhhhhhh brillientttttt!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:35:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer