***Deewar***

by Meena on January 27, 2005, 05:37:25 PM
Pages: 1 2 3 4 [5]
Print
Author  (Read 5132 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #60 on: March 05, 2005, 11:01:42 AM »
ZINDGI TU MJMOA HAI RAZOON KA
IS MEIN DFAN AIK DUNIYA HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dar-o-deewar by webfish002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Deewar Kya Giri ................ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Dil ki Dar-0-Deewar by lovebites in Shayri for Khumar -e- Ishq
Har gali har deewar by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
GHAZAL -------- PAS--E- DEEWAR ( Deewar Ke Picche ) by FIROZ IQBAL in Ghazals
waheed_rose2004
Guest
«Reply #61 on: March 05, 2005, 11:28:19 AM »
Quote from: "Arifa"
Quote from: "Meena"
Ajeeb sawal uthe hai humari larkarati hui chal ke upar,
Kaise batayen hum ke paon ke niche sholon ko chupa rakha hai...

Dikhayenge nahin kabhi in taza chalon ko hum,
Yeh to woh gum hai jine seense se laga rakha hai...

Kaise girayen un deewaron ko jo hai dil ke aas pas,
Inhone hi to is bedard duniya se ab tak bacha rakha hai...

Kaise batlaye hum apne gum ki paidasih ko aaj,
Ke zuban ko mile dhokon ne gunga bana rakha hai...

Chod jate hai humsafar bhi rast me saath apna,
Jo apne raston ko tanha chupi se saja rakha hai...

Gum ke badal rehte nahin, kushiyon ki kirne zaroor milengi,
In jhoote waadon se kismat ne hume latka rakha hai...



wahwah meena bohat ache

yun tou humare par kate hain
magar apni udan ko jari rakhe hain
mien apne shab o roz se kon si khush hoon
zinda hoon magar is mein bhi kai raaz chupe hain


wow  meena...............arifa  sis..........

kya  khoob  likha aap  ne..........


zinda hoon magar is mein bhi kai raaz chupe hain

excellent..................  

Khamoshiyon Ka Raaj Hai, Khizaan Taak Main Hai
Udaasi Bhi Buhat Aam Hai' Aaj  Lub Bhi  Khamosh Hain..............
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #62 on: March 05, 2005, 11:33:11 AM »
Excellent work by All....... Bohat khoob!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #63 on: March 05, 2005, 12:08:46 PM »
IN KHAMOSH RAHOON PE CHALTE CHALTE
AAB TU PAOON SHULL HO GAYE HAIN
Logged
HumTum
Guest
«Reply #64 on: March 05, 2005, 03:03:43 PM »
Quote from: "Meena"
wah ji wah!!

 :D


Thanku ji thanku.....:D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #65 on: March 05, 2005, 03:04:25 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
HUM TUM


NICE :D


Shukriya ji....:D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #66 on: March 05, 2005, 03:05:55 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
IN KHAMOSH RAHOON PE CHALTE CHALTE
AAB TU PAOON SHULL HO GAYE HAIN


ab to tak-kat-e-safar hi nhi panv mein, gar hoti bhi
to kis umeed pe kahiye ke aarzo kya hai ?

HumTum
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:20:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer