°°° Zaif - Haqeeqat °°°

by Zaif on December 15, 2013, 08:55:09 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 750 times)
Zaif
Guest
(Zindagi ki kadwi haqeeqat bayaan karti ye ghazal. Ye ghazal kisi ko thes dene ke liye bilkul bhi nahi hai. Ye ek maamoli se shayar ki chhoti si koshish hai haqiqat zaahir karne ki. Is ghazal se apne ko hargiz na jodein.)
********
********


Ho chala tha jeewan yun ranjoor kisi ka..
Karz chukaate mar gaya majdoor, kisi ka..

Kokh mein hi maar diya maasoom ko kyun?
Kya bigaada usne tha huzoor! Kisi ka?

Kahin hai raunaq, dulhan ke ghar aane ki,
Kahin hijr mein ghar hua be'noor kisi ka..

Koi ghar ko chhor gya hai yaar ki khaatir,
Kar gaya hai jate hue dil choor kisi ka..

Maza namak udaane mein mil raha kisi ko,
Kahin ho raha ghaaw-ghaaw, naasoor kisi ka..

Koi laga kar baith gaya hai taale munh par,
Koi tan ko noch raha bhar'poor kisi ka..

Pankhe par phansi jhool gayi beti kisi ki,
Kahin baap ik ro raha majboor kisi ka..

Fauji kahin shaheed hua ek sarhad par,
Or kahin pe bujh gaya sindoor kisi ka..

Ro raha hun is ghazal ko likhte, 'Zaif',
Yaad aaya wo chale jaana door kisi ka..

© Zaif
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
haqeeqat by gumnam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
haqeeqat by gulzargul in Shairi - E - Zindagi
*Haqeeqat * by honeyrose in Shairi - E - Zindagi
Haqeeqat dar Haqeeqat by Tasleem ahmad Tasleem in Miscellaneous Shayri
Haqeeqat ko jiye... haqeeqat me raho... by raajaindra in Shairi - E - Zindagi
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 15, 2013, 09:28:56 AM »
heart touching
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013


View Profile
«Reply #2 on: December 15, 2013, 12:44:08 PM »
(Zindagi ki kadwi haqeeqat bayaan karti ye ghazal. Ye ghazal kisi ko thes dene ke liye bilkul bhi nahi hai. Ye ek maamoli se shayar ki chhoti si koshish hai haqiqat zaahir karne ki. Is ghazal se apne ko hargiz na jodein.)
********
********


Ho chala tha jeewan yun ranjoor kisi ka..
Karz chukaate mar gaya majdoor, kisi ka..

Kokh mein hi maar diya maasoom ko kyun?
Kya bigaada usne tha huzoor! Kisi ka?

Kahin hai raunaq, dulhan ke ghar aane ki,
Kahin hijr mein ghar hua be'noor kisi ka..

Koi ghar ko chhor gya hai yaar ki khaatir,
Kar gaya hai jate hue dil choor kisi ka..

Maza namak udaane mein mil raha kisi ko,
Kahin ho raha ghaaw-ghaaw, naasoor kisi ka..

Koi laga kar baith gaya hai taale munh par,
Koi tan ko noch raha bhar'poor kisi ka..

Pankhe par phansi jhool gayi beti kisi ki,
Kahin baap ik ro raha majboor kisi ka..

Fauji kahin shaheed hua ek sarhad par,
Or kahin pe bujh gaya sindoor kisi ka..

Ro raha hun is ghazal ko likhte, 'Zaif',
Yaad aaya wo chale jaana door kisi ka..

© Zaif


 Applause Applause Applause Applause Applause

Nice and impressive lines and full of emotions.
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #3 on: December 15, 2013, 12:51:45 PM »
 Applause Applause Applause bhut umda
Logged
Zaif
Guest
«Reply #4 on: December 15, 2013, 02:15:14 PM »
Ap sabhi ka shukriya !!
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 15, 2013, 05:56:59 PM »
bahut khoob
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: December 15, 2013, 06:41:07 PM »
dilfareb ghazal ..

Ro raha hun is ghazal ko likhte, 'Zaif',
Yaad aaya wo chale jaana door kisi ka..

bohut khoob
ApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Zaif
Guest
«Reply #7 on: December 15, 2013, 11:23:43 PM »
Shukriya sahal bhai..
Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: December 15, 2013, 11:36:53 PM »
(Zindagi ki kadwi haqeeqat bayaan karti ye ghazal. Ye ghazal kisi ko thes dene ke liye bilkul bhi nahi hai. Ye ek maamoli se shayar ki chhoti si koshish hai haqiqat zaahir karne ki. Is ghazal se apne ko hargiz na jodein.)
******** Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardkya statement hai
********


Ho chala tha jeewan yun ranjoor kisi ka..
Karz chukaate mar gaya majdoor, kisi ka..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kokh mein hi maar diya maasoom ko kyun?
Kya bigaada usne tha huzoor! Kisi ka?
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Kahin hai raunaq, dulhan ke ghar aane ki,
Kahin hijr mein ghar hua be'noor kisi ka..
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Koi ghar ko chhor gya hai yaar ki khaatir,
Kar gaya hai jate hue dil choor kisi ka..
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Maza namak udaane mein mil raha kisi ko,
Kahin ho raha ghaaw-ghaaw, naasoor kisi ka..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Koi laga kar baith gaya hai taale munh par,
Koi tan ko noch raha bhar'poor kisi ka..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Pankhe par phansi jhool gayi beti kisi ki,
Kahin baap ik ro raha majboor kisi ka..
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Fauji kahin shaheed hua ek sarhad par,
Or kahin pe bujh gaya sindoor kisi ka..
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Ro raha hun is ghazal ko likhte, 'Zaif',
Yaad aaya wo chale jaana door kisi ka..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
© Zaif



zaif ye bataao ye GAJJAB aakhir balaa kya hai jo tum taarif mein likhte ho  icon_flower icon_flower icon_flower icon_flowericon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #9 on: December 16, 2013, 01:54:45 AM »
Waah bahaut achhee ghazal kahee Zaif ji dheron daad aap ko !!!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #10 on: December 17, 2013, 12:39:13 PM »
behad umda dil ko chhu lene wali aapki ye ghazal bahut pasand aayi zaif ji.. Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:31:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer