Dekho Hume Bhi Aye Roshni Walon,..

by Jaanasheen on May 28, 2006, 09:58:08 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1623 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Andhere Mein Jo Baithe Hain Nazar Un Par Bhi Daalo,..
Are O Roshni Walon,..
Bure Hum Hain Nahi Itne Zara Dekho Hume Bhalo,..
Are O Roshni Walon,..

Kafan Se Ordhkar Baithe Hain Hum Sapno Ki Lashon ko,..
Jo Kismat Ne Dikhaai Dekhte Hain Un Tamaashon Ko,..
Hume Nafrat Se Mat Dekho Zara Hum Par Rahan Khaalo,..
Are O Roshni Walon,.

Hamare Bhi The Kuch Saathi Hamare Bhi The Kuch Sapne,..
Sabhi Vo Raah Mein Chhote Vo Sab Roothe Jo The Sab Apne,..
Jo Rote Hain Kal Din Se Zara Unko Bhi Sambhalo,..
Are O Roshni Walon,..

______________________________________________-NM-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Party walon by abhi bhi zinda hun in Share:Patriotic Poetry
WOH DEKHO ROSHNI JHANKTI HAI TUMHEIN DAREECHE SE,,,,,SUNIL by sunildehgawani in Shayari -e- Husn
Aabru ha qareene walon ki. by canvaskhi in Abdur Raheem Qabil Ajmeri Poetry
Dekhney walon ko by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
Is tarah na dekho aap hume - Shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum is back
Guest
«Reply #1 on: May 28, 2006, 10:03:33 AM »
Jaanaseen..... bahut khoob .....  "Mahir Ratlami"  ka yeh kalaam na-jane kitne dilo ko beqraar kar jata hai .....  Roshni waloon ke dil mein ik sawaal kar jata hai !!

AnderoN mein zra safar to karo oh roshni walooN
Bujhey diye ko humsafar to karo oh roshni walooN !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: May 28, 2006, 10:05:38 AM »
Haan Bhai Jab Dekha Ye Kalam To Likh Diya Yoindia pe,..
Tumhe Acha Laga, Khushi Hui Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: May 28, 2006, 10:07:27 AM »
Quote from: "HumTum is back"
Jaanaseen..... bahut khoob .....  "Mahir Ratlami"  ka yeh kalaam na-jane kitne dilo ko beqraar kar jata hai .....  Roshni waloon ke dil mein ik sawaal kar jata hai !!

AnderoN mein zra safar to karo oh roshni walooN
Bujhey diye ko humsafar to karo oh roshni walooN !!

Roshni Mein Rehne Waalon Kabhi Jaano Bujhe Charag Ka Gham,..
Ke Wo Mitaa Hai Sab Ko Roshni Dete Dete,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #4 on: June 17, 2006, 08:31:05 AM »
Nice One Jaan Bhai And Hum Tum Bhai-

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne-
Kardiya Dil Kisi Pathar Ke Hawaale Humne-
Humko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat-
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne-
Logged
roshni246
Guest
«Reply #5 on: June 17, 2006, 12:40:26 PM »
SHAYARIS with my name in it ...very gud JS and humtum ji!
and kismat k marre ji ....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: June 18, 2006, 10:12:04 AM »
Quote from: "Kismat ke Maare"
Nice One Jaan Bhai And Hum Tum Bhai-

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne-
Kardiya Dil Kisi Pathar Ke Hawaale Humne-
Humko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat-
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne-

Nice One Kismat Bhai,..

Ujaala Maange Aaya Tha Roshni Ki Bheek,..
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: June 18, 2006, 10:16:40 AM »
Quote from: "roshni246"
SHAYARIS with my name in it ...very gud JS and humtum ji!
and kismat k marre ji ....

Shukriya Roshni Sis,..

Roshan Karke Shamaa Ko Jal Jaata Hai Parwaana,..
Is Baat Se Gafeel "Jaanasheen" Kyun Hain Zamaana,..

Jis Ujaale Ko Maine Lakhon Armaano Ko Jalaakar Roshan Kiya,..
Jab Aaya Andhera Jeewan Mein Apne To Kyun Us Charaag Ko Bujhaana,..

Sab Se Kehta Tha Main Ke Hogayi Roshan Zindagi Apni Mohabbat Karke,..
Jab Mohabbat Ke Naam Se Mile Hain Chot To Kis Baat Par Ghabraana,...

Nadaan Tha Main Jo Kar Baitha Mohabbat Ek Bewafaa Se "Jaanasheen"
Jab Diya Usne Zakham Dil Par To Ab Kis Baat Pe Pachtaana,..

________________________-Azeem-_______________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: June 18, 2006, 10:17:17 AM »
Quote from: "roshni246"
SHAYARIS with my name in it ...very gud JS and humtum ji!
and kismat k marre ji ....
Apne Kuch Nahi Likha Roshni Sis,...
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #9 on: June 18, 2006, 11:32:41 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "roshni246"
SHAYARIS with my name in it ...very gud JS and humtum ji!
and kismat k marre ji ....

Shukriya Roshni Sis,..

Roshan Karke Shamaa Ko Jal Jaata Hai Parwaana,..
Is Baat Se Gafeel "Jaanasheen" Kyun Hain Zamaana,..

Jis Ujaale Ko Maine Lakhon Armaano Ko Jalaakar Roshan Kiya,..
Jab Aaya Andhera Jeewan Mein Apne To Kyun Us Charaag Ko Bujhaana,..

Sab Se Kehta Tha Main Ke Hogayi Roshan Zindagi Apni Mohabbat Karke,..
Jab Mohabbat Ke Naam Se Mile Hain Chot To Kis Baat Par Ghabraana,...

Nadaan Tha Main Jo Kar Baitha Mohabbat Ek Bewafaa Se "Jaanasheen"
Jab Diya Usne Zakham Dil Par To Ab Kis Baat Pe Pachtaana,..

________________________-Azeem-_______________________

Bahoot acha likte ho app jaan bhai-
Keep It Up-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: June 18, 2006, 12:34:15 PM »
Shukriya Kismat Bhai,..

Aatish-e-Gham ke Siwaa Kuch Bhi De Nahi Sakte,..
Ashq-e-Paiham ke Siwaa Kuch Bhi De Nahi Sakte,..
Tum Mujhe Bhool Hi Jaao Meri Yaad Naa Karo,..
Hum Tumhe Gham ke Siwaa Kuch De Nahi sakte,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #11 on: June 29, 2006, 08:50:05 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Kismat Bhai,..

Aatish-e-Gham ke Siwaa Kuch Bhi De Nahi Sakte,..
Ashq-e-Paiham ke Siwaa Kuch Bhi De Nahi Sakte,..
Tum Mujhe Bhool Hi Jaao Meri Yaad Naa Karo,..
Hum Tumhe Gham ke Siwaa Kuch De Nahi sakte,..

_________________________________-Jaanasheen-

Nice One Jaan Bhai-

Gham De Ya De Khushi Tu-
Teri Har Cheez Mujhe Pyaari Hai-
Gham Mein Bhi Muskuraa Leinge Hum-
Dekh Ye Adat Hamari Hai-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: June 30, 2006, 05:19:02 AM »

Nice One Kismat,.

Gham Bhi Seh Jaaonga Main Tere,..
Ye Samajh Kar Ke Ye Meri Chahat Ka Sila Hai,..
Thokarein Aisi Lagi Mujhe Tera Saath Chootne Ke Baad,..
Kasoor To Mera Tha Jo Tujhse Dil Lagaya Ab Tere Se Koi Gila Nahi,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #13 on: July 02, 2006, 07:09:24 AM »
Nice One Jaan Bhai-

Na Gila Na Shikwa Kareinge-
Pehle Bhi Karte The Mohabbat Tujhse Zaleem-
Ab Bhi Tujhse Hi Mohabbat Kareinge-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: July 02, 2006, 07:25:12 AM »
Nice One Kismat Lage Raho,..

Halka Sa Jo Gham Tha Dil Mein,..
Zamaane Ke Saath Wo Pokhta Ho Gaya,..
Bahoot Neendein Gaawi Uske Liye Maine Yahan,...
Isliye Ab Jaake Main Kabar Mein So Gaya,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 05:02:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer