Dikhawa Jogan ka...

by Arjun_ on January 08, 2009, 01:43:58 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 4700 times)
Arjun_
Guest
Dil mein thi jo baat
woh mujhe safh safh kehti

Yu karke "Dikhawa Jogan ka"
Meri zindagi se toh na khelti

Mana, Seekha nahi hai maine dard sehna
lekin ghut-ghut ke jeena, meri kismat na kehti

khair, kheil jogan ka jogan hi jane
Tumse achi shayri humse toh nahi hoti
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zaruri, dong, dikhawa by Roja in Miscellaneous Shayri
Jogan! by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
dikhawa.... by noor kaur in Pain in Love : Punjabi poetry
cara
Guest
«Reply #1 on: January 08, 2009, 03:31:41 AM »
kya baat hai --arjun ji.....

dil mein, jo mere hai baat,
kash tum jaan jaate.
yeh dikhawa nahin hai,
mein teri jogan hu yeh samaj paate.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 08, 2009, 07:40:37 AM »
Very Good Arjun... Applause

Woh behrupiya hain main janta hu ghayel
Par kasam shayri ki woh asal se haseen hain

                              -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 08, 2009, 09:01:23 AM »
Very Good Arjun... Applause

Woh behrupiya hain main janta hu ghayel
Par kasam shayri ki woh asal se haseen hain

                              -SG-

Nice Lines Bhai,.

Zehar Ki Meethi Khushboo Se, Zehar Ka Asar Nahi Badalta "Sajid,.
Haseen Thi Wo Chehre Se, Magar Dil Me Uske Fareb Hi Tha,;.

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #4 on: January 08, 2009, 09:07:00 AM »
Nice Lines Bhai,.

Zehar Ki Meethi Khushboo Se, Zehar Ka Asar Nahi Badalta "Sajid,.
Haseen Thi Wo Chehre Se, Magar Dil Me Uske Fareb Hi Tha,;.

____________________________________-Jaanasheen-



Bahoth Qoob Azeem Bhai Aur sajid bhai !!

 Eak Koshish meri bhi qubool ho tawajo chahonga !!

Pilake zaher jisne mujhe zindagi baqshi !!
Ap sunchta hon wo Azeem wo shaqs kaun tha !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 08, 2009, 09:13:09 AM »
Dil mein thi jo baat
woh mujhe safh safh kehti

Yu karke "Dikhawa Jogan ka"
Meri zindagi se toh na khelti

Mana, Seekha nahi hai maine dard sehna
lekin ghut-ghut ke jeena, meri kismat na kehti

khair, kheil jogan ka jogan hi jane
Tumse achi shayri humse toh nahi hoti

Bohat Bohat Achchi Shayari Likhi Hai Tumne, Arjun Bhai,.
Nice One,.

Jogan Ko Kyun Badnaam Karta Hai..
Kaun Sa Jogan Aisa Kaam Karta Hai,.

Mohabbat Abke Daur Mein Ek Khel Hai Mere Dost,.
Wo Daur Aur Tha Jab Koi Zindagi Kisi Ke Naam Karta Hai,.

________________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 08, 2009, 09:18:31 AM »
Bahoth Qoob Azeem Bhai Aur sajid bhai !!

 Eak Koshish meri bhi qubool ho tawajo chahonga !!

Pilake zaher jisne mujhe zindagi baqshi !!
Ap sunchta hon wo Azeem wo shaqs kaun tha !!

Qadeer Toopchi

Shukriya Bhai, Aur Bohat Achchi Lines Likhi Hai,.
Ek Koshish Apni Bhi,.
Kabool Farmaaye

Zehar Pilaakar Zindagi Bakashne Waala, To Beshaq Rab Hi Tha "Qadeer,.
Ek Wohi Hai, Jo Bando Ki Bewafaai Ke Bawjood, Bhi Wafaa Nibhaata
Hai,.

_______________________________________-Jaanasheen-

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: January 08, 2009, 10:57:55 AM »
Shukriya Bhai, Aur Bohat Achchi Lines Likhi Hai,.
Ek Koshish Apni Bhi,.
Kabool Farmaaye

Zehar Pilaakar Zindagi Bakashne Waala, To Beshaq Rab Hi Tha "Qadeer,.
Ek Wohi Hai, Jo Bando Ki Bewafaai Ke Bawjood, Bhi Wafaa Nibhaata
Hai,.

_______________________________________-Jaanasheen-



bahoth qoob bhai !! magar maine shaqsiyath ki baath ki thi !!
Waise apka Jawab Badiya hai Azeem bhai !!


Qadeer Toopchi!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 09, 2009, 12:12:56 AM »
bahoth qoob bhai !! magar maine shaqsiyath ki baath ki thi !!
Waise apka Jawab Badiya hai Azeem bhai !!


Qadeer Toopchi!!


I Agree With U Bhai,.
Magar Zehar Pilaa Kar Zindagi Bakashne Waali Zaat To Allah Paak Ki Hai Na,.

Agar Hum Kisi Aur Shaqs Ko, Ye Darjaah Dete Hain, To Shirk Hai Mere Bhai,.
Sorry Ke Main Yahaan Dakhal Andaazi Kar Raha Hoon Main,.
Magar Mere Bhai, Shirk Wo Gunaah Hai Jiski Maafi Nahi Hai,.

Aur Main Nahi Chahta Ke Mera Bhai, Anjaane Mein Koi Aisa Gunaah Kare,.

Maaf Karna,.

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: January 09, 2009, 12:33:41 AM »
Nice one Arjun Ji

Ab to dekh liye tu Dikhawa Jogan Ka
Tu jhat se bana le woh roop Jogi Ka

Phir hoga yahan mel Jogi Jogan Ka
Duniya dekhegi khel Jogi Jogan Ka
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 09, 2009, 11:09:18 AM »
Nice one Arjun Ji

Ab to dekh liye tu Dikhawa Jogan Ka
Tu jhat se bana le woh roop Jogi Ka

Phir hoga yahan mel Jogi Jogan Ka
Duniya dekhegi khel Jogi Jogan Ka


Bohat Badhiya,.
Bhaiya Ji,.

Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: January 09, 2009, 11:25:03 AM »
arjun bhai well written,........ janasheen bhai, sajid bhai aur abdul bhai aap log toh chha gaye

kii shauk aaya humko bhi mohabbat ka
 ek chehre se humne mohabbat kar li
na jaane kyun kucchh toota sa mehsoos hua
 jab oos sangdil ne nazrein pher li
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 09, 2009, 11:47:51 AM »
arjun bhai well written,........ janasheen bhai, sajid bhai aur abdul bhai aap log toh chha gaye

kii shauk aaya humko bhi mohabbat ka
 ek chehre se humne mohabbat kar li
na jaane kyun kucchh toota sa mehsoos hua
 jab oos sangdil ne nazrein pher li

Shukriya Salil Bhai,.
And Nice One Yaara,.
Good Lines,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: January 09, 2009, 01:36:16 PM »
arjun bhai well written,........ janasheen bhai, sajid bhai aur abdul bhai aap log toh chha gaye

kii shauk aaya humko bhi mohabbat ka
 ek chehre se humne mohabbat kar li
na jaane kyun kucchh toota sa mehsoos hua
 jab oos sangdil ne nazrein pher li
Good lines Salil Ji
Ek tarfa pyaar aisa hi hota hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: January 09, 2009, 04:56:53 PM »
bahoot khoob Atjun ji, ek baar phir se apka Yoindia main sawagat hai!!!

Lil bro, cara, Rajesha ji, Abd ji and SG jii app sabhi ne acha sath nibhaya hai yaha per!!!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:15:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer