****dikhawe pe na jaa****

by kaushikbhawna008 on January 06, 2009, 10:50:00 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1807 times)
kaushikbhawna008
Guest

Mujhe gam dene waale sun
Mere muskurane  pe na jaa
Meri aadat si ban gayi hai ab hasna
Yu chehre k chalawe par na jaa

Koshish to bohut ki thi tune mitane ki magar
Mit kar bhi ham mit na paayei hain
Shayd afsos hoga tujhe mujhe dekhkar
K kyu ham tere sehar mei wapas aayein hain

To mat kar tu khauf  k tujhe badnaam na kareinge
Tujhe kabhi pyaar kiya tha aur pyaar hi karenge
Meri to rahegi yahi tamanna k duniya ki har khushi tujhe mile
Mujhe zakhm dene wale tujhe har khushi mile




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~dikhawe pe naa jaa~*~ by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Is dikhawe ki khushi se... by mohdabrar in Shayri-E-Dard
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: January 06, 2009, 11:53:41 AM »
Wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #2 on: January 06, 2009, 12:13:29 PM »
Superb..  Applause Applause Applause Bahut Bahut Khoooooob BHAWNA.. Waqai Aapka Likha Ek ek Lafz Dil Ko Chhoo gaya..!! Aapki Qalam ke to Hum Pahale hi kaayal the.. Aaj aapki Jazzbaaton Ke Deewane Bhi ho gaye..!!

Aapka Likha Yeh Qalaam.. Padhkar Bilkul Such Sa Laga.. Mujhe Nahi Pata Ki Yeh aapki Zindgi Ke Kisi such se Milta-Julta Hai ya Nahi.. Par Aise Alfaaz wahi Likh Sakta hai Jisne kabhi Mohabbat me Dard Liya Ho..!!!

Daad Kubool Karen.. Great Words..!! Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: January 06, 2009, 01:54:47 PM »
kya baat hai bhawnaji......

muje gam denewale, mere chehre par mat jaa,
tuje sab pata hai,mere hasi ke peeche kya hai chupaa.



Logged
Sonia01
Guest
«Reply #4 on: January 06, 2009, 02:48:23 PM »

Mujhe gam dene waale sun
Mere muskurane  pe na jaa
Meri aadat si ban gayi hai ab hasna
Yu chehre k chalawe par na jaa

Koshish to bohut ki thi tune mitane ki magar
Mit kar bhi ham mit na paayei hain
Shayd afsos hoga tujhe mujhe dekhkar
K kyu ham tere sehar mei wapas aayein hain

To mat kar tu khauf  k tujhe badnaam na kareinge
Tujhe kabhi pyaar kiya tha aur pyaar hi karenge
Meri to rahegi yahi tamanna k duniya ki har khushi tujhe mile
Mujhe zakhm dene wale tujhe har khushi mile

Bahut accha likha hai aapne Khushibhawna jii....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 06, 2009, 03:01:45 PM »
Bahut Khoob Bhawna.. Applause Applause Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: January 06, 2009, 03:05:49 PM »
Waah bhawna ji....Khub kahi apne Applause

Mujhe gam dene waale sun
Mere muskurane  pe na jaa
Meri aadat si ban gayi hai ab hasna
Yu chehre k chalawe par na jaa

Koshish to bohut ki thi tune mitane ki magar
Mit kar bhi ham mit na paayei hain
Shayd afsos hoga tujhe mujhe dekhkar
K kyu ham tere sehar mei wapas aayein hain

To mat kar tu khauf  k tujhe badnaam na kareinge
Tujhe kabhi pyaar kiya tha aur pyaar hi karenge
Meri to rahegi yahi tamanna k duniya ki har khushi tujhe mile
Mujhe zakhm dene wale tujhe har khushi mile





!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: January 06, 2009, 06:16:55 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat khoob bhawna dear ...

Nice lines cara ji...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: January 06, 2009, 06:18:26 PM »
bahoot khoob bhawna.. Good work!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 06, 2009, 08:47:17 PM »

Mujhe gam dene waale sun
Mere muskurane  pe na jaa
Meri aadat si ban gayi hai ab hasna
Yu chehre k chalawe par na jaa

Koshish to bohut ki thi tune mitane ki magar
Mit kar bhi ham mit na paayei hain
Shayd afsos hoga tujhe mujhe dekhkar
K kyu ham tere sehar mei wapas aayein hain

To mat kar tu khauf  k tujhe badnaam na kareinge
Tujhe kabhi pyaar kiya tha aur pyaar hi karenge
Meri to rahegi yahi tamanna k duniya ki har khushi tujhe mile
Mujhe zakhm dene wale tujhe har khushi mile





Waah Kaushik Ji,.
Bohat Hi Badhiya Likha Hai Aapne,.'
Nive One Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 06, 2009, 09:01:44 PM »
Kaise Kaise Zakham Mujhe Mohabbat Ne Diye,.
Muskuraana Phir Bhi Meri Ek Adaa Bangayi,.

Har Mord Pe Maine, Ghamo Ko Hi Paaya Hai,.
Khushi Mere Liye, Abto Ek Sazaa Bangayi,.

Jab Koi Na Bhar Paaya, Mere Puraane Zakham.,
Dard Hi Mere Liye, Ab Ek Dawaa Bangayi,.

Dard Milne Lage Hazaaron Mujhe, Phir Bhi,.
Dard Mere Jeene Ki Ek Wajaah Bangayi,.

Kis Kisko Pukaarta Main, Akhri Waqt Mein "Azeem,.
Jeena To Mera Azaab Tha Hi, Maut Bhi Ab Ek Khataa Bangayi,.


____________________________-Jaanasheen,.

Ek Koshish Dil Se,.




Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #11 on: January 07, 2009, 05:40:51 AM »
Wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

shukriya sajid ji agar aap bhi kuch likhte to hamein khushi hoti
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #12 on: January 07, 2009, 05:43:23 AM »
Superb..  Applause Applause Applause Bahut Bahut Khoooooob BHAWNA.. Waqai Aapka Likha Ek ek Lafz Dil Ko Chhoo gaya..!! Aapki Qalam ke to Hum Pahale hi kaayal the.. Aaj aapki Jazzbaaton Ke Deewane Bhi ho gaye..!!

Aapka Likha Yeh Qalaam.. Padhkar Bilkul Such Sa Laga.. Mujhe Nahi Pata Ki Yeh aapki Zindgi Ke Kisi such se Milta-Julta Hai ya Nahi.. Par Aise Alfaaz wahi Likh Sakta hai Jisne kabhi Mohabbat me Dard Liya Ho..!!!

Daad Kubool Karen.. Great Words..!! Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**


shukriya mann ji
bas kuch dard tha dil mei jo shabd bankar aap sab k saamne aa gaya hamari feelings ko samajhne k liye bohut bohut shukriya
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #13 on: January 07, 2009, 05:51:22 AM »
kya baat hai bhawnaji......

muje gam denewale, mere chehre par mat jaa,
tuje sab pata hai,mere hasi ke peeche kya hai chupaa.





Bahut accha likha hai aapne Khushibhawna jii....

Bahut Khoob Bhawna.. Applause Applause Applause

khwaish ji, cara ji, sonia ji aap sabka bohut bohut shukriya
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #14 on: January 07, 2009, 06:22:08 AM »
Kaise Kaise Zakham Mujhe Mohabbat Ne Diye,.
Muskuraana Phir Bhi Meri Ek Adaa Bangayi,.

Har Mord Pe Maine, Ghamo Ko Hi Paaya Hai,.
Khushi Mere Liye, Abto Ek Sazaa Bangayi,.

Jab Koi Na Bhar Paaya, Mere Puraane Zakham.,
Dard Hi Mere Liye, Ab Ek Dawaa Bangayi,.

Dard Milne Lage Hazaaron Mujhe, Phir Bhi,.
Dard Mere Jeene Ki Ek Wajaah Bangayi,.

Kis Kisko Pukaarta Main, Akhri Waqt Mein "Azeem,.
Jeena To Mera Azaab Tha Hi, Maut Bhi Ab Ek Khataa Bangayi,.


____________________________-Jaanasheen,.

Ek Koshish Dil Se,.







jaanasheen ji bohut bohut shukriya aapka
jo aapne itni baariki se padhkar uska jawab itni saadgi k saath diya notworthy
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:01:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer