Dil Behlana

by Pooja on May 16, 2007, 10:18:13 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 9487 times)
honeyrose
Guest
«Reply #60 on: January 17, 2008, 12:38:31 PM »
Apne haathon se yun
Chehre ko chupaate kyon ho...
Mujh seh sharmaate ho 
Toh saamne aate kyon ho..
Tum kabhi meri tarah
Pyaar ka ikraar kar loh
Pyaar karte ho toh phir
Pyaar chupaate kyon ho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mujhe apne aashqo se behlana dekho... by Ritesh Modi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dil ko behlana mushkil ho gaya hai by saahill in Miscellaneous Shayri
BAKHOOBI DIL KO BEHLANA AATA HAI.....................................SARU by SURESH SANGWAN in Ghazals
Pooja
Guest
«Reply #61 on: January 18, 2008, 03:07:39 PM »
bahoot khoob majid and honeyrose!!

sorry majid ji agar mai apko dekh nahi saki... magar app yaad mai the iss baat ko to app maan le Usual Smile

kisi bhi shabd se dil behlaya nahi jaata
yaadon se uski baher ayya nahi jaata
door khade wo bhi dekh rahe hai tamasha
aise to payar karne walo ko sataya nahi jaata
Logged
thycreator
Guest
«Reply #62 on: January 19, 2008, 07:32:23 PM »

Kabhi Khamoshi Bhi Bahut Kuch Keh Jati Hai
Tadapne Ke Liye Sirf Yaad Reh Jati Hai

Kya Farak Padta Hai Dil Ho Ya Koiyla
Jalne Ke Baad To Sirf Raakh Rah Jati Hai


 

Brilliant Roja....socha tha ki yahan pe kuch time pass karunga...iss thread mein aa gaya..accha hua...Usual Smile

Usne mere aashiyan-e-dil ko jala rakha hai,
Kehta hai uske ghar mein aaj roshni nahi...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #63 on: January 19, 2008, 07:36:59 PM »
bahoot khoob majid and honeyrose!!

sorry majid ji agar mai apko dekh nahi saki... magar app yaad mai the iss baat ko to app maan le Usual Smile

kisi bhi shabd se dil behlaya nahi jaata
yaadon se uski baher ayya nahi jaata
door khade wo bhi dekh rahe hai tamasha
aise to payar karne walo ko sataya nahi jaata

Wah Pooja.....bahut khoob...

Raah-e-ishq mein toh chalan ye aam ho gaya,
Jisne jitne dil tode, uska utna nam ho gaya,
Pehle darwazon mein rehte the dastan-e-dil,
Ab toh aashiq sar-e-bazar hi badnam ho gaya..
Logged
Roja
Guest
«Reply #64 on: January 20, 2008, 03:01:08 AM »

Kabhi Khamoshi Bhi Bahut Kuch Keh Jati Hai
Tadapne Ke Liye Sirf Yaad Reh Jati Hai

Kya Farak Padta Hai Dil Ho Ya Koiyla
Jalne Ke Baad To Sirf Raakh Rah Jati Hai


 

Brilliant Roja....socha tha ki yahan pe kuch time pass karunga...iss thread mein aa gaya..accha hua...Usual Smile

Usne mere aashiyan-e-dil ko jala rakha hai,
Kehta hai uske ghar mein aaj roshni nahi...


wow really nice wordings.


Dekh-dekh kar taqdeer ko apni,kabhi haste hai to kabhi rote hai
Tere diye zakhamon ko beraham hum apne ashqon se dhote hai

Tum sirf dil behlane ko meri zinagi main aaye hai, Jaise
Heere ki kadar zohar janta hai, sone ka kadar jane ek sunaar
Tum bhi ek din jane jaoge, hume tumse hai kitna pyar..

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #65 on: January 20, 2008, 07:53:03 AM »
Dekh-dekh kar taqdeer ko apni,kabhi haste hai to kabhi rote hai
Tere diye zakhamon ko beraham hum apne ashqon se dhote hai

Tum sirf dil behlane ko meri zinagi main aaye hai, Jaise
Heere ki kadar zohar janta hai, sone ka kadar jane ek sunaar
Tum bhi ek din jane jaoge, hume tumse hai kitna pyar..


[/quote]

bahut khoob roja...bahut acha likha hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #66 on: January 21, 2008, 06:36:22 PM »
wow really nice wordings.

Dekh-dekh kar taqdeer ko apni,kabhi haste hai to kabhi rote hai
Tere diye zakhamon ko beraham hum apne ashqon se dhote hai

Tum sirf dil behlane ko meri zinagi main aaye hai, Jaise
Heere ki kadar zohar janta hai, sone ka kadar jane ek sunaar
Tum bhi ek din jane jaoge, hume tumse hai kitna pyar..



Wah Roja.....

Kya karega bhala kadar wo shaks tere pyar ki,
Tere ander ke insaan ko jab usne nahi poocha...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #67 on: January 22, 2008, 09:45:59 PM »
bahoot khoob Amit, Roja and Majid ji!!!!

Amit bahoot sahi kaha apne..

Pehle darwazon mein rehte the dastan-e-dil,
Ab toh aashiq sar-e-bazar hi badnam ho gaya..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #68 on: January 22, 2008, 09:49:16 PM »
wo door se humko tadpate dekh dil behlate hai
hum jaan kar bhi anjaan ban jaate hai

hai kahin ander skoon is dil ko
ajj bhi wo humare liye hi waqat bita.te hai

behal jaata hai issi main yah dil mera
aor kai baar yahi soch kar roye hum jaate hai

sakoon milta hai kaise kaise is dukhi dil ko
kis tarah hum khud ko behlaye jaate hai

wo door se humko tadpate dekh dil behlate hai
hum jaan kar bhi anjaan ban jaate hai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #69 on: January 24, 2008, 12:50:51 PM »
Bahut Khoooooob Pooja Ji..!!

Zindgi Ab Tujh Bin, Bojh Lagne Lagi hai,
Kaanton se Saji Jaise Sej lagne Lagi Hai...

Tum The To yeh Kaante Bhi Phool The Lagte,
Ab Maut Mujhko Meri, Saheli Lagne Lagi Hai....!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #70 on: January 24, 2008, 03:42:58 PM »
shukaria Vicky ji.. app aor dard main???

bahoot acha likha hai apne!!!

kaise kah du tum bin zindagi main
ajj bhi to, tu mere sath hai
hatho mai hath na sahi, magar
tera saya to her pal mere sath hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #71 on: January 31, 2008, 04:55:00 PM »
bahoot khoob Amit, Roja and Majid ji!!!!

Amit bahoot sahi kaha apne..

Pehle darwazon mein rehte the dastan-e-dil,
Ab toh aashiq sar-e-bazar hi badnam ho gaya..


Thanks a lot Pooja.....

Khuaf hai kisse ki ishq mein badnam na ho jayen,
Jab jeena bhi maut sa lage hai mujhko uske bin,
Chupane ki fikr na hame gar pyaar mil jaaye,
Hathon mein liye firte hain hum dil ye rat-din....tongue3
Logged
Pooja
Guest
«Reply #72 on: January 31, 2008, 05:14:04 PM »
bahoot khoob..

kaise kaise yah dil behlaate hai
lash sitam uske, phir bhi muskurate hai
her baar sochte hai na milane ki usse
uski ek pukar per dorre chale jaate hai
ant mai hath mai tanhaai ne hi anna hai
phir bhi jhoothe khwabo se dil behlaaye jaate hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #73 on: January 31, 2008, 05:39:14 PM »
Bohat acha likha hai aapne pooja dear
Logged
thycreator
Guest
«Reply #74 on: January 31, 2008, 05:42:20 PM »
wah pooja...

Dil behlaane ka sabab accha hai,
Iss dil ko jalane ka sabab accha hai,
dil tod kar chal deta hai har shaks yahan,
Ye pyaar nibhane ka sabab accha hai...sad5
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:17:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer