~~*Dil Diya Dard Liya*~~

by honeyrose on March 26, 2008, 08:00:44 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1804 times)
honeyrose
Guest
Dil diya dard liya teri pyaar mein dekha hai teri ulfat ki dastaan

Samjh ke bhi anjan hote hai woh shakhs dekha hai teri ulfat ki dastaan

Katam hue woh pyaar woh teri ulfat ke dastaan
Kuch lamhon ka fazla hai aur teri ulfat ke dastaan

Daman tham lete toh kuch sukun milta woh teri ulfat ke dastaan

Pyaar ke naam pe farab nikle meri armano ko kuchal kar nikle

Bewaafa sanam tujhe mere pyaar main aapni wafa nazar na aaye

Ye kismat bhi ajeeb khel khelti hai kise hum kabhi humhe saath na aaye

Usise mohabbat kyun hoti hai joh raaste main chor gaye humhe
Woh khwabon ki koshis kyun hothe dekha hai teri ulfat ke dastaan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard hi dard diya hai aur diya kya hai by husain52 in Shayri-E-Dard
Dil Diya Dard Liya.... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dil diya liya by manoj. in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tujhe paa liya ya kho diya, Iss baat par, DIL ro diya.... by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
aarzoomehek
Guest
«Reply #1 on: March 26, 2008, 08:00:53 PM »
Usise mohabbat kyun hoti hai joh raaste main chor gaye humhe
Woh khwabon ki koshis kyun hothe dekha hai teri ulfat ke dastaan

zindagi ussi ko aazmaata hai jo dil-o-jaan se pyaar karte hai.
bohot acha likha hai honeyrose...Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: March 26, 2008, 11:47:03 PM »
Bohat khoob HoneyRose...
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: March 27, 2008, 01:24:53 AM »
Quote
Pyaar ke naam pe farab nikle meri armano ko kuchal kar nikle

Bewaafa sanam tujhe mere pyaar main aapni wafa nazar na aaye


Bahut accha likha hai aapne Honey. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: March 28, 2008, 01:26:56 PM »
Thanks aarzoo, Aryaan aur Roja dear..Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: April 10, 2008, 10:44:24 AM »
Dard itna sahe hum ki kya kahe
Aapne dard ko na chupa sake hum kya kahe

Unke aane se lahera thi hai khushiya kya kahe
Humhe dard-e-gum ki sahare chor diye kya kahe
(MINE)
Logged
natural
Guest
«Reply #6 on: April 10, 2008, 11:52:16 AM »

Nice one Honeyrose.... Keep it up.. Usual Smile
Logged
mistufer
Guest
«Reply #7 on: April 13, 2008, 08:30:32 PM »
honeyrose

bahut dard hai har line mein
acha laga aapko padhna


Logged
pandit
Guest
«Reply #8 on: June 30, 2009, 03:50:30 PM »
Dil diya dard liya teri pyaar mein dekha hai teri ulfat ki dastaan

Samjh ke bhi anjan hote hai woh shakhs dekha hai teri ulfat ki dastaan

Katam hue woh pyaar woh teri ulfat ke dastaan
Kuch lamhon ka fazla hai aur teri ulfat ke dastaan

Daman tham lete toh kuch sukun milta woh teri ulfat ke dastaan

Pyaar ke naam pe farab nikle meri armano ko kuchal kar nikle

Bewaafa sanam tujhe mere pyaar main aapni wafa nazar na aaye

Ye kismat bhi ajeeb khel khelti hai kise hum kabhi humhe saath na aaye

Usise mohabbat kyun hoti hai joh raaste main chor gaye humhe
Woh khwabon ki koshis kyun hothe dekha hai teri ulfat ke dastaan


KYA BAAT HAI HONEY
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:44:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer