Dil Do Soch Ek {Azeem.Shihab}

by majid on May 14, 2009, 08:53:03 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1787 times)
majid
Guest
Hello Doston
Pahli Baar 2 Liner Thread Open Kar Raha Hun
I Hope Aap Sab Ko Pasand Aayega Aur Aapka
Saath Bhi Milega Mujhe...!

Aur Main Ye Azeem Bhai Ke Liye Likh Raha Hun.
So Kuch Bhi Galti Ho To Plz Maaf Kijiyega...


Dil Ki Zameen Par Kuch Pal Is Qadar Jam Gaye Hain
Azeem Tere Saath Se Hume Kitne Hunar Mil Gaye Hai.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 14, 2009, 08:57:04 AM »
Hello Doston
Pahli Baar 2 Liner Thread Open Kar Raha Hun
I Hope Aap Sab Ko Pasand Aayega Aur Aapka
Saath Bhi Milega Mujhe...!

Aur Main Ye Azeem Bhai Ke Liye Likh Raha Hun.
So Kuch Bhi Galti Ho To Plz Maaf Kijiyega...


Dil Ki Zameen Par Kuch Pal Is Qadar Jam Gaye Hain
Azeem Tere Saath Se Hume Kitne Hunar Mil Gaye Hai.



I Love You Shihab,.
Ek Tum Ho Jis Se Bohat Kuch Milaa Mujhe, Rab Tumhe Salaamat Rakhe,.
Aameen,.


Rab Tera Saath "Shihab, Har Ek Ko Ataa Kare,.
Tujhe Paakar Meri Tarah, Sab Rab Ka Shur Adaa Kare,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #2 on: May 14, 2009, 08:59:58 AM »
Mashallah
Subhanallah
kya khoob likha hai Majid Bhai
sach hai ki Azeem sahab hain hi aise


Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: May 14, 2009, 09:01:05 AM »
Ab hum aapke liye kya kahein Azeem
lajawaab hain...
maaf kijiyega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 14, 2009, 09:13:53 AM »
Dukh To Har Mod Pr Saath Hi Chalega Azeem
Magar Hum Khushiyon Ko Kab Tak Bhulayenge.

Maana Chhod Denge Aaj Hum Is Jagah Ko Par
Duniya Kr Dastoor Se Kahan Bach Paayenge.!





Is Mehfil Mein Bhale Meri Kami Paaoge "Shihab,.
Magar Har Lafz Mein Tumhaare Main Nazar Aaoonga,.

Aaj Karne Do Sab Ko Sitam Mujhpar Khushi Se,.
Magar Jaate Jaate Ghar Mein Andhera Kar Jaaoonga,.

Aaj Bhale Meri Keemat Zamaane Ko Nahi "Shihab,.
Jaate Jaate Sabko Magar Main Anmol Kar Jaaoonga,.

______________________________-Azeem-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 14, 2009, 09:15:04 AM »
Shukriya Kashish Ji,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: May 14, 2009, 09:42:09 AM »
Kya baat hain akayle akayle mohabbat ho rahi yaar hame bhi sath shamil karlo....khuda tum dono ki dosti ko buri nazar se bachaye AAMEEN
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2009, 09:48:47 AM »
azeem ji aur shihab ji,bahut khoob likha aap dono ne.
god bless both of you,
Logged
diya786
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2009, 10:20:57 AM »
Bahut khob Majid Bhai
Azeem Sahab
kamaal likha hai dono ne

Ab humse bachkar kahan jaaoge
jahan bhi jaaoge bas humein hi paaoge
Ruth jaaye bhi yeh duniya to parwaah nahin
pata hai tum dil se nikal na paaoge


Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #9 on: May 14, 2009, 11:37:08 AM »
Azeem,I am with you, IA.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #10 on: May 14, 2009, 11:37:57 AM »
Hello Doston
Pahli Baar 2 Liner Thread Open Kar Raha Hun
I Hope Aap Sab Ko Pasand Aayega Aur Aapka
Saath Bhi Milega Mujhe...!

Aur Main Ye Azeem Bhai Ke Liye Likh Raha Hun.
So Kuch Bhi Galti Ho To Plz Maaf Kijiyega...


Dil Ki Zameen Par Kuch Pal Is Qadar Jam Gaye Hain
Azeem Tere Saath Se Hume Kitne Hunar Mil Gaye Hai.



Shahab Bhai, Azeem bahot lucky hain, aap jaisa dost paake, inn ka saath zindigee bhar nihbhaiyega, IA. Thank you fopr being so nice and kind to him.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: May 14, 2009, 04:50:02 PM »
Bahut khoobsurat thread hai shihab and azeem Usual Smile
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: May 14, 2009, 07:30:41 PM »
Bahaut khoob Shihab bhaijan, Azeem bhaijan aur Kashish di..
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: May 14, 2009, 07:38:09 PM »
Kisi ki paki dosti dekh kar badi khushi ho rahi hai aaj,
Pehle toh Rahim bhi akela nahin tha...

Khuda aap logon ki dosti salamat rakhe...Azeem bhai aur Shihab bhai bahaut acha laga yeh dekh kar ke iss duniya abhi bhi dosti naam ki cheez hai aur usse zada khushi hui yeh dekh kar ke beimaanon ki iss duniya "sache" dost abhi bhi hai...God bless you and your frendship..Kabhi kisi ki nazar na lage..Ameen!!!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: May 19, 2009, 11:55:33 AM »
Arye Behna Azeem Nahi Main Bohat Lucky Hoon
Ki Un Jaise Mujhe Bhai Aur Pyaar Dost Mila
Aur Rahi Baat Saath Dene Ki To Insha ALLAH
Jab Tak Zindagi Hai Tab Tak To Nahi Chhodenge
Aage ALLAH Ki Marzi Jaisi Meri Kismat...

May Allah make this bond between you two eternal, Ameen
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:02:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer