DIL GUFTAGU NAHI KARTA....

by SADIQA JAWED on October 30, 2004, 07:08:44 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 22250 times)
stalin
Guest
«Reply #90 on: December 16, 2004, 01:43:19 PM »
"mere paas se gujarkar mera haal tak na poochha
 main kaise maan jaun woh door jake roye"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
main kese ko roka nahi karta by muneeb in Shayri-E-Dard
Kabhiya nahi khana ka main tum sa pyar nahi karta (personal) by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
IZHAR NAHI KARTA by main_aisa_hi_hoon in Shayri-E-Dard
mujhse... koi baat hi nahi karta....|||||| by Friend_4uall in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Nahi Karta Pyaar to Inkaar Karde !! by abdulqadeer in Ghazals
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #91 on: December 18, 2004, 08:58:11 AM »
MUJH SY KATRAK NIKAL JA MAGAR AEY JANY HAYAT
MAGAR DIL KI LO DEKH RAHA HON TERY RUKHSAROON PAY


TOO KHOOL STALIN glasses2
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #92 on: December 20, 2004, 07:35:53 AM »
excellent work......nino.........stalin............sadiqa jawed..........  :lol:
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #93 on: December 20, 2004, 08:36:02 AM »
Teri yaadon ke kuch Haseen sapne is nazar mein Saja liye main ne Tujh ko lekan khabar naa hoi Kitne Waade wafa kiye main ne Meri AAnkhon mein jitne Gohar the Hanste hanste baha diye main ne Teri yaadon mein is kadar khoya Ghair apne sab bhula diye main ne Dard Apnon ne jis kadar bhi diye Hans ke dil mein basa liye main ne Apne chahre ke saare ranjo alam Muskura ke chupa liye main ne DiL ki mashal jo jal uthi Saare sapne jala diye main ne
Logged
stalin
Guest
«Reply #94 on: December 20, 2004, 01:02:30 PM »
"fana ke baad bhi mujhko sata raha hai koi
 meri kabra ke nishaan mita raha hai koi
 ye khuda mujhe thodi si jindagi dede
 mere zanaje se udaas ja raha hai koi"
Logged
smile_deep1
Guest
«Reply #95 on: December 20, 2004, 01:10:53 PM »
nice work everyone
Logged
stalin
Guest
«Reply #96 on: December 22, 2004, 06:47:56 AM »
"main ja raha hoon lautne ke irade se
 magar safar safar hai mera intejar na karna"
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #97 on: December 22, 2004, 02:08:06 PM »
very nice sadiqa........stalin..........
Logged
stalin
Guest
«Reply #98 on: December 23, 2004, 09:53:20 AM »
"vada karte hain aur saaf mukar jate hain
 woh to hum hain jo har baat pe mar jate hain
 koi aisa bhi na khafa ho kisi se ya rab
 paas aate hain to katrake gujar jate hain'
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #99 on: January 06, 2005, 02:01:58 PM »
THNKX..
N GOOD STALIN............
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #100 on: January 06, 2005, 02:06:51 PM »
terey sabhi ghamon ko samait loon me tujhey itna piyar doon
teri udaasion ko mita kr her shaam nikhaar doon
teri ankhon me chupi khiza merey dil pr asar kr gai
terey wajood ko jo mahka dey jo terey labo ko wo bahar doon
teri ek muskurahat ka badal kuch ho nai sakta magar
joi miley tujhey khushi agr me apni jaan bhi war doon
aa gia hai jo hijr ka dor terey merey darmiyaan
jo milain mujhey fursatain yeh waqt ka qarz utar doon
terey dil ki ronakain murjha gain hain jo is tarha
laga kr apne seeney se teri dharkanon ko qarar doon
tanhaiyon k tofaan se jo bikhar gaeen hain sabhi
jo kahe to agr aa teri zulf ko sanwar doon
meri nigah bhi hai teri ek nazar ki muntazir
jo kare to idher nazar tujhey duaen beshumar doon
na dhun se na dolat se na duniya se koi wasta mera
miley jo bas to agr tere sang zindagi guzar doon
Logged
stalin
Guest
«Reply #101 on: January 06, 2005, 02:18:29 PM »
'ye nazar thi ya sirf nazar ka dhokha jane
 phool samjhe the jinhe patthar nikle"
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #102 on: January 08, 2005, 05:44:58 PM »
wow wow sadiqa..........stalin..................bahot khoob............stalin kya aap apna naam batane jahmat karenge....mujhe aap ki bhi sher bahot acchi lagti..........  
sadiqa aap ne bahot bahot khoobsurat words use ki hain..... excellent sadiqa...........


Mohabaton k diyain jala ker kabhi to dekho
Tum mery dil main jhank ker kabhi to dekho

Mery dil ki raahain teri muntazir hain
Kabhi in rahoon main a ker to dekho

Meri mohabat seepion ki manand bekimat perhi hai
Kabhi barish ka pehla katrah ban ker to dekho

Mujhy meri mohabat mily gi zaroor !
Isy yakeen ka bharam rakh ker to dekho

Mery saber ka imtihan aur na lo
Bas aik! aik bar mery samny a ker to dekho

Milain gay tujhy wafaon k naghmy
Mery dil ki dharkan ban ker to dekho

Main tujhy door asmano pe chand ki manand
chamakta dekhti hun
Kabhi asman se meri dil ki zamin pe uter ker to dekho

Ye wadhain wafaian ,ye khushian ye ansoon, tarap ye kasak!
Mohabbat ka mafhoom samajh ker to dekho

Main apni mohabbat ki sachaion ka yakeen dilaon to kaise?
Kabhi khuda se meri mohabat k bary main poch ker to dekho........................
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #103 on: January 09, 2005, 10:44:52 AM »
hm... Usual Smile thnkx waheed.. shukriyah Usual Smile

[ Main apni mohabbat ki sachaion ka yakeen dilaon to kaise?
Kabhi khuda se meri mohabat k bary main poch ker to dekho........................] this is tooooooooo ...just wow.. khool... to mean full , good
Logged
stalin
Guest
«Reply #104 on: January 18, 2005, 02:09:33 PM »
hi waheed my name is RAJ.............
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:09:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer