Dil Jalta hai

by Sonu on May 25, 2006, 06:58:32 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 6591 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: May 29, 2006, 06:32:51 AM »
shuriya Sonu dear........ Usual Smile

bahut khub likha aapne aur Azeem bhai ne............ Usual Smile

ham yaad kare na kare unki yaad aa hi jaati hai
yeh kaisi kasak hai mohabat ki hum per sitam dha hi jaati hai
woh na aaye hain , na aayange kabhi .......
fir bhi in nigahaao ko unka intaazr baki  hai
jindgai toh gayi ab meri unke saath
par unke saath beete palo ka khumaar baki hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mann mera jalta reha by hafza in Shayri for Dard -e- Judai
jalta hua diya huN by remzi in Shayri-E-Dard
charag-e-shaam jalta raha by diajee in Shayri for Dard -e- Judai
Dil Jalta hai by Bharat in Shayri for Dard -e- Judai
- Jalta Pani - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Sonu
Guest
«Reply #16 on: May 29, 2006, 06:40:09 AM »
Ranju u r welcome....

Thanks Ranju.... keya bat hai bhaut khoob

ajnabi shaher key ajnabi rastey
meri tanhai per muskuratey rahey
mein bahut durr tak chalti rahee
tum bahut dair tak yaad atay rahe
zaher milta raha, zaher peetay rahe
rooz marte rahe, rooz jeetey rahe
zindagi bhi hamein azmati rahi
or hum bhi use azmate rahe


Quote from: "ranjana"
shuriya Sonu dear........ Usual Smile

bahut khub likha aapne aur Azeem bhai ne............ Usual Smile

ham yaad kare na kare unki yaad aa hi jaati hai
yeh kaisi kasak hai mohabat ki hum per sitam dha hi jaati hai
woh na aaye hain , na aayange kabhi .......
fir bhi in nigahaao ko unka intaazr baki  hai
jindgai toh gayi ab meri unke saath
par unke saath beete palo ka khumaar baki hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: May 29, 2006, 07:22:01 AM »
Quote from: "Sonu"
Ranju you r welcome....

Thanks Ranju.... keya bat hai bhaut khoob

ajnabi shaher key ajnabi rastey
meri tanhai per muskuratey rahey
mein bahut durr tak chalti rahee
tum bahut dair tak yaad atay rahe
zaher milta raha, zaher peetay rahe
rooz marte rahe, rooz jeetey rahe
zindagi bhi hamein azmati rahi
or hum bhi use azmate rahe


wow!!


todne se kab tutai hain gum ki janjire.n
azmane sa kab kam hoti hai tadbeere.n
khul ke kab kahte hai kab hum apne dile halaat
kabhi kisi ke chahne se bhi mitati hai dukh ki lakeere.n
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #18 on: May 29, 2006, 07:31:04 AM »
Na kar sako jo Dil mera toh kar dena mere Naam Shamshaan......
Iss Bedard dunia se na dekhi gayi khushian meri......
Ho chaala main inn Rahon pe Badnaam.......

Tujhe Chahana hee hai ab mera kaam......
Karta hoon kuch koshish tujhe paane ki par rehta hoon Nakaam......

Kuch likhna kia jo shuru tumhare liye.....
Toh dikha apni Mahobbat ka Anjaaam......

Dunia ne kaha wah kya baat hai.....
Aye Shayar BAdnaam..........!!!!!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 29, 2006, 07:57:10 AM »
Shukriya Sonu And Ranjana,..
Nice Work By All,..

Dil Jalta Hai Mera Tujhe Yaad Karke,..
Kya Mila  Bata Tujhe Mujhe Barbaad Karke,..

Har Pal Di Maine Tujhe Har Khushi Jaanasheen,..
Jab Gham Tune Diya Mujhe To Kya Milega Fariyaad Karke,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
nikki
Guest
«Reply #20 on: May 29, 2006, 09:24:58 AM »
thanx Sonu sis n Waheed..tum kuch nahi likhte aaj kal ..kya baat hai?
too gud B_S, Ranjana ji n Jaanasheen ji...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: May 29, 2006, 05:38:54 PM »
ur  welcome  nikki.............hm  aaj kal; mood  theek nahi  rahta :oops:....chalo  ek  likhne ki kosis karta hoon

Is Jahan mein  chord jayenge hajron yaadein  apni
kaise  bhoologe  mere nishan  mitane  waale.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: May 30, 2006, 05:02:27 AM »
Thanks Ranju.. bahut bahut shukiyaa... abhi bhi bahut acha likhti hai.... ye o hi likhtey rahaw...

Raat hui jab shaam ke baad,
Teri aawaz aayi har baat ke baad,
Humne khamoosh rehkar bhi deekha,
Teri aawaz aayi har baat ke baad...



Quote from: "ranjana"
Quote from: "Sonu"
Ranju you r welcome....

Thanks Ranju.... keya bat hai bhaut khoob

ajnabi shaher key ajnabi rastey
meri tanhai per muskuratey rahey
mein bahut durr tak chalti rahee
tum bahut dair tak yaad atay rahe
zaher milta raha, zaher peetay rahe
rooz marte rahe, rooz jeetey rahe
zindagi bhi hamein azmati rahi
or hum bhi use azmate rahe


wow!!


todne se kab tutai hain gum ki janjire.n
azmane sa kab kam hoti hai tadbeere.n
khul ke kab kahte hai kab hum apne dile halaat
kabhi kisi ke chahne se bhi mitati hai dukh ki lakeere.n
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: May 30, 2006, 05:04:08 AM »
Gaurab bahut khoob... keya bat hai...

Jis din se juda vo humse hue is dil ne dharkna chor diya
hai chaand ka mooh bhi utra utra taaro ne chamkna chor diya


Quote from: "badnaam_shayar"
Na kar sako jo Dil mera toh kar dena mere Naam Shamshaan......
Iss Bedard dunia se na dekhi gayi khushian meri......
Ho chaala main inn Rahon pe Badnaam.......

Tujhe Chahana hee hai ab mera kaam......
Karta hoon kuch koshish tujhe paane ki par rehta hoon Nakaam......

Kuch likhna kia jo shuru tumhare liye.....
Toh dikha apni Mahobbat ka Anjaaam......

Dunia ne kaha wah kya baat hai.....
Aye Shayar BAdnaam..........!!!!!!!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: May 30, 2006, 05:07:56 AM »
Azeem ji u r most welcome.... thanks azeem ji... bahut khoob keya bat hai bahut acha likhtey hai app....

Jo saree umeer mujeh se door dorr chlata raha....

Woo Aass pass youn bikhra hai,jise Khossboo ki tarha ...

Buss is Umeed par khaboon main umeed kartee hoon...

Main Ankeh khool ki dekhoon tu samne.."TU" ho...


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu And Ranjana,..
Nice Work By All,..

Dil Jalta Hai Mera Tujhe Yaad Karke,..
Kya Mila  Bata Tujhe Mujhe Barbaad Karke,..

Har Pal Di Maine Tujhe Har Khushi Jaanasheen,..
Jab Gham Tune Diya Mujhe To Kya Milega Fariyaad Karke,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: May 30, 2006, 05:09:21 AM »
Niky u r most welcome...:oops:

Quote from: "nikki"
thanx Sonu sis n Waheed..tum kuch nahi likhte aaj kal ..kya baat hai?
too gud B_S, Ranjana ji n Jaanasheen ji...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: May 30, 2006, 05:11:20 AM »
Muna acha likha hai tumney.. bahut denu key bad kuch likha hai nahi to meyri post per sahrat hi sojh rahi huti hai tumhey ...

Ajnabi kitna akailaa hai muhabbat ka safar
Tuu meray saath na houtaa tou mein darti rehti


Quote from: "waheed_rose2004"
ur  welcome  nikki.............hm  aaj kal; mood  theek nahi  rahta :oops:....chalo  ek  likhne ki kosis karta hoon

Is Jahan mein  chord jayenge hajron yaadein  apni
kaise  bhoologe  mere nishan  mitane  waale.....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #27 on: May 31, 2006, 04:01:07 AM »
Gud Work Sonu

Dil jalta hai hoti nahi par inn Ashkon ki kabhi Shaam.....
Sukoon na mile ab kahin bhi mujhe nahi milta kahin bhi araam......

Shayad yahi tha Anjaam mere Pyar ka jise paane me reh gaya main Nakaam......
Aao laut chale Raah giron apne Watan yahan kya hum jaise Diljalon ka kaam...........!!!!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: May 31, 2006, 04:36:55 AM »
Thanks Gaurav.... bahut khoob likha hia tumney....

Heena Ke Rang Mein Asar Nahin , Aye Khoon-e-Dil
Hatheli Uski Sajani Hai , Kya Kiya Jay
Mera Wajood Hai Paani Mein Bulbule sa
Darya Mein Rawana Hai Kya Kya Kiya Jay

Quote from: "badnaam_shayar"
Gud Work Sonu

Dil jalta hai hoti nahi par inn Ashkon ki kabhi Shaam.....
Sukoon na mile ab kahin bhi mujhe nahi milta kahin bhi araam......

Shayad yahi tha Anjaam mere Pyar ka jise paane me reh gaya main Nakaam......
Aao laut chale Raah giron apne Watan yahan kya hum jaise Diljalon ka kaam...........!!!!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: May 31, 2006, 04:50:06 AM »
Aap gairon ki baat karte ho,
Humne apnoko azmaya hai,
Log katon se bachke chalte hain,
Humne phoolon se zakham khaye hain.

wafa ka naam mat lo yaroo,
wafa to dil jalati hai,
such to ye hai yaroo ki,
wafa ka naam sunkar phir ek bewfa ki yaad aati hai.

mohabbat karni hai agar,
to dariya me kuda kar,
kyun ki kinaro par baithne se,
andaaje tufa nahee hota.

Asuko ankho ki dehleej pe laya na karo,
Apne dil ka haal kisi ko batay na karo,
Log muthi bar namak liye guma karte hai,
Apne zakham kisi ko dikhaya na karo.

Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya,
Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya,
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to,
Sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:31:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer