Sonu
Guest
|
«Reply #30 on: December 02, 2006, 05:37:42 AM » |
|
Khushi ke Rang hain Dil mai magar Ghami si hai Koi to hai k, jis ki yahan Kami si hai Uski Khushbu us k sab Rang yahan hain bikhre hue Fizaa mai pheli hoyi aaj Shabnami si hai
Kitney Chehray Mujh se milney k Talabgar yahan Kya karien bus apni Aadat he Rasmi si hai
Yeh December ka hai Asar ya Tuu nahi hai jo Mere Armanon per jesey Baraf jami si hai Yeh kya ke, Hum hi Bulaein to Tum ne ana hai Khud aa k dekho k Ghariyan yahan Thami si hai....n/m
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #31 on: December 03, 2006, 05:43:37 AM » |
|
Shararat na hoti Shikayat na hoti Nainon me kisi ki Nazakat na hoti Na hoti bekarari Na hote hum tanha Agar jahan me kambakhat Ye MoHaBaT na hoti Na hote ye sapne Ye khwabon ki duniya Kisi ko chahat ki Tamana na hoti Na julfo ki chayan Na phulo ki khusbu Yandon mein unki Ye rate na katti Jo na hoti mohabat Ye ansu na hote Dil bhi na khota Aj tanha na rota Diwano si apni Ye halat na hoti Agar jahan me kambakhat KAAASSH Ye MoHaBBaTT na hoti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ALONE BAD
Guest
|
|
«Reply #32 on: December 03, 2006, 10:45:10 AM » |
|
Shararat na hoti Shikayat na hoti Nainon me kisi ki Nazakat na hoti Na hoti bekarari Na hote hum tanha Agar jahan me kambakhat Ye MoHaBaT na hoti Na hote ye sapne Ye khwabon ki duniya Kisi ko chahat ki Tamana na hoti Na julfo ki chayan Na phulo ki khusbu Yandon mein unki Ye rate na katti Jo na hoti mohabat Ye ansu na hote Dil bhi na khota Aj tanha na rota Diwano si apni Ye halat na hoti Agar jahan me kambakhat KAAASSH Ye MoHaBBaTT na hoti nice one sonu ji.............. Hoti na mohabaat to hum rehtae kaise zamane ke ye gam hum sehtae kaise Mohobaat ke sahare kat jaati hai sari umr.. warna ye bojheel din-raat kattae kaise Mana ke ho jaata hai mohobaat main bhi dhoka.... ye baat dil lagane sae pehlae kehtae kaise......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ALONE BAD
Guest
|
|
«Reply #33 on: December 03, 2006, 10:46:09 AM » |
|
Shararat na hoti Shikayat na hoti Nainon me kisi ki Nazakat na hoti Na hoti bekarari Na hote hum tanha Agar jahan me kambakhat Ye MoHaBaT na hoti Na hote ye sapne Ye khwabon ki duniya Kisi ko chahat ki Tamana na hoti Na julfo ki chayan Na phulo ki khusbu Yandon mein unki Ye rate na katti Jo na hoti mohabat Ye ansu na hote Dil bhi na khota Aj tanha na rota Diwano si apni Ye halat na hoti Agar jahan me kambakhat KAAASSH Ye MoHaBBaTT na hoti very nice sonu jeee..... Hoti na gar mohobaat to hum rehtae kaise zamane ke ye gam hum sehtae kaise Mohobaat ke sahare kat jaati hai sari umr warna ye bojhil din-raat kattae kaise Mana ke ho jaata hai isme bhi kabhi dhoka magar ye baat dil lagane sae pehlae kehtae kaise....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
|
«Reply #34 on: December 03, 2006, 10:50:06 AM » |
|
nice one sonu and nikki.
lakh samjhoo is dil ko perr yah samjh nhi pata ha woh hum sy milna nhi chaty per yah dil osi ki rah dakhta ha umeed per dunya kyam ha farah kabhi tanhi mai sochy ga hamay kabhi tu apna khay ga humay woh hum sy mohabat nhi kerty is ma kya ha hum tu on per merty haie ky yah kam ha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
|
«Reply #35 on: December 03, 2006, 10:54:14 AM » |
|
jab b kabhi kis ko kisi sy milty dakha ha tab tab yah dil jalta ha mager kya kaho maie zindge ka maza isi rah mai ha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ALONE BAD
Guest
|
|
«Reply #36 on: December 03, 2006, 11:07:17 AM » |
|
jab b kabhi kis ko kisi sy milty dakha ha tab tab yah dil jalta ha mager kya kaho maie zindge ka maza isi rah mai ha nice one farha ji........ thanx
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #37 on: December 06, 2006, 05:19:46 AM » |
|
shukriya Alone ji.. Farah ji...
app donu ney bahut acha likha hai ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #38 on: December 06, 2006, 05:21:18 AM » |
|
Jinki yaad mein hum deewane ho gaye, Wo hum hi se begaane ho gaye Shayad unhe talash hai ab naye pyaar ki Kyunki unki nazar mein hum purane ho gaye Baaki kuch na raha zamaane mein Jawani guzar rahi mehkhaane mein Ab to karle mere pyaar pe yakeen Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein Tumhari har adaa ka kya jawab du Apne pyaar ko kya upahaar du Koi acha sa phool hota to maali se mangwata Jo khud gulaab hai usko kya gulaab du. Waqt hume bhula chuka hai, Mukaddar bhi na bhula de Hum pyaar isliye nahi karte Ki kahin hume phir se koi na rula de Aankhon mein aansu aa jaate hain Phir bhi labo pe hansi rakhni padti hai Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron Jisse karta hain useese chupani padti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ALONE BAD
Guest
|
|
«Reply #39 on: December 06, 2006, 08:37:46 AM » |
|
har sam ko mausam badalta hai, aksar teen mahine main mausam badalta hai, hay khuda kyun machalta hai dil pyaar main jab pata hai ki dhoke ke baad dil jalta hai ... sonu ji... this is for ur first shayari....... Dil jalta hai to jalne de..... ansoo na baha fariyaad na kaar....... NM ( its not mine......... its a song)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
|
«Reply #40 on: December 06, 2006, 02:48:18 PM » |
|
sonu thanks a lot. ap naie bohat achi likhi ha
mohabat ma koi khoo jy tu koi gham nhi yah khushnasibi ha hamari jo zindge on ki ho gay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #41 on: December 07, 2006, 05:24:40 AM » |
|
shukryaa alone ji... achi song ki line hai.. konsi movie ki hia veysey... har sam ko mausam badalta hai, aksar teen mahine main mausam badalta hai, hay khuda kyun machalta hai dil pyaar main jab pata hai ki dhoke ke baad dil jalta hai ... sonu ji... this is for ur first shayari....... Dil jalta hai to jalne de..... ansoo na baha fariyaad na kaar....... NM ( its not mine......... its a song)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #42 on: December 07, 2006, 05:26:03 AM » |
|
shukiryaa Farah ji... bahut khoob.. bahut achi lines hia... keep up the good work... sonu thanks a lot. ap naie bohat achi likhi ha
mohabat ma koi khoo jy tu koi gham nhi yah khushnasibi ha hamari jo zindge on ki ho jy
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #43 on: December 08, 2006, 05:47:11 AM » |
|
Laash ko arthi se pyar tha, patjhad ko bahar se pyar tha, humne b kisi se pyar kiya tha magar, hamare us sohne yaar ko kisi aur ka intezar tha.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #44 on: December 08, 2006, 06:05:44 PM » |
|
Laash ko arthi se pyar tha, patjhad ko bahar se pyar tha, humne b kisi se pyar kiya tha magar, hamare us sohne yaar ko kisi aur ka intezar tha. bahot khoob Sonu........... Farah............................... Kisi insaan ko apna nahi rahne dete shaher aise hain ki tanha nahi rahne dete unse bachna ki bichaate hain baahein pehle phir un logon ko kahin ka rahne nahi dete......... nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|