Dil Jalta hai

by Sonu on May 25, 2006, 06:58:32 AM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 6513 times)
FArah
Guest
«Reply #45 on: December 09, 2006, 02:54:39 PM »
very nice

intzaar har kis k kis ka ha
khaza ko bhara ka intzaara ha
zindge ko ghum  ka intzar ha
ghum ko mut ka intazar ha
na inazar khatam hona ha
na mut ani ha
bas zindge guzarti jani ha
anso ghirty rah naie haie
dunya ko koi asar na hoga
mager hum b on per marty rahie gy
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mann mera jalta reha by hafza in Shayri for Dard -e- Judai
jalta hua diya huN by remzi in Shayri-E-Dard
charag-e-shaam jalta raha by diajee in Shayri for Dard -e- Judai
Dil Jalta hai by Bharat in Shayri for Dard -e- Judai
- Jalta Pani - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
FArah
Guest
«Reply #46 on: December 09, 2006, 03:01:20 PM »
woh hamary na ho saky is ma koi sakh nhi
phir b dowa ha khuda sy khush rahie woh jah rahie
os ki khusi  ma hum nhi byshak per hum on ki khusi ma khush haie
chayie woh hamari khusi mai nhi, per hum phir b kush haie


pathar rakh ly haie hum naie is dil ma
ab kuch farq nhi perta mujh ker lo jo marzi a logo
Logged
Sonu
Guest
«Reply #47 on: December 18, 2006, 05:28:57 AM »
shukriya waheed ji... bahut khoob bahut acha likha hai bhaley hi kesi or kha hai per yaad nahi kahi pahley peda hai yea phir bhi acha hia....

Dard ko na dekhiye dard se
dard ko bhi dard hota hai
dard ko bhi zaroorat hai pyar ki
aahir pyar mein dard hitoh hamdard hota hai


Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Sonu"
Laash ko arthi se pyar tha,
patjhad ko bahar se pyar tha,
humne b kisi se pyar kiya tha magar,
hamare us sohne yaar ko kisi aur ka intezar tha.


bahot  khoob Sonu...........  Farah...............................

Kisi  insaan ko  apna nahi  rahne  dete
shaher aise hain ki  tanha nahi  rahne dete
unse bachna ki bichaate hain baahein pehle
phir un logon ko kahin ka rahne nahi  dete.........  nm
Logged
Sonu
Guest
«Reply #48 on: December 18, 2006, 05:30:55 AM »
Farah ji bahut khoob.. yeo hi likhtey rahow... keep up the good work....

Ban sahara be-saharo ke liye
ban kinara be-kinaro ke liye
jo jeeye apne liye toh kya jeeye
jee sakke toh jee hazaro ke liye


Quote from: "FArah"
very nice

intzaar har kis k kis ka ha
khaza ko bhara ka intzaara ha
zindge ko ghum  ka intzar ha
ghum ko mut ka intazar ha
na inazar khatam hona ha
na mut ani ha
bas zindge guzarti jani ha
anso ghirty rah naie haie
dunya ko koi asar na hoga
mager hum b on per marty rahie gy
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: April 27, 2007, 05:18:19 AM »
Pata nahi tha ki shayiri mein itna dum hein
Pata nahi tha ki shayiri mein itna dum hein,
har dil mein kahi chuppa hua gum hein
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:18:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer