Dil kaise seh payega...

by daljeet_faqeer on December 11, 2008, 02:38:53 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2383 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: December 13, 2008, 11:15:50 AM »
Hum Dono Ke Beech Itni Dooriyaan Kyun Hain,.
Gar Jee Nahi Sakte Ek Dooje Ke Bina,.
Phir Alag Hone Ke Liye Itni Majbooriyaan Kyun Hain,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Aur Halat Meri Mohabbat Ko Na Mita Payega...!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard
"BAABUL TERA GHAR NA CHOOT PAYEGA" by k.shael in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
dil jo bezaar raha kaise dhadak payega (zarraa) by zarraa in Shayri-E-Dard
Zamaana na dekha payega . . . by Arghya in Shayri for Dard -e- Judai
Tu har bhi nahi payega aur....... by Dineshkumarjonty in Shayri-E-Dard
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: December 13, 2008, 07:24:31 PM »
Hum Dono Ke Beech Itni Dooriyaan Kyun Hain,.
Gar Jee Nahi Sakte Ek Dooje Ke Bina,.
Phir Alag Hone Ke Liye Itni Majbooriyaan Kyun Hain,.




bahut ki khoob kaha jahanasheen


INN SAWALOH KA JAWAAB KAHA HAI
INN HALATOH KA JAWAAB KAHA HAI
YEH TOH WOH BHI JAANTA NAHI
WOH KASMOH KA IRADA KAHA HAI


JASBIR SINGH
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #17 on: December 14, 2008, 12:30:52 AM »
You Are Welcome Aur Shukriya Ji,.

Waise Aap Aage Badhaao is Thread Ko,.

ok... if you insist... Usual Smile
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #18 on: December 14, 2008, 12:45:27 AM »

bahut ki khoob kaha jahanasheen


INN SAWALOH KA JAWAAB KAHA HAI
INN HALATOH KA JAWAAB KAHA HAI
YEH TOH WOH BHI JAANTA NAHI
WOH KASMOH KA IRADA KAHA HAI


JASBIR SINGH


ghum ka undaza hai muhje... iss leeyaen, aap dono (azeem and Jasbir) k leeyaen ek peghaam:


dil kaise seh paiga, tuhjse ye dooree, hum aksar socha kar thay thaeh, phir ek din ek dost ne ehsaas dilaya... zindagee teray khatam honay se khatam tho nahi!
teree na majoodgee mein udasee hai, aansun hain, par teray chalay jaanay par itnee shiddat ka gham tho nahi!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #19 on: December 14, 2008, 12:47:08 AM »
Hum Dono Ke Beech Itni Dooriyaan Kyun Hain,.
Gar Jee Nahi Sakte Ek Dooje Ke Bina,.
Phir Alag Hone Ke Liye Itni Majbooriyaan Kyun Hain,.



waah! kya baat kahee hai! kaash k inn sawaalon ka jawaab kissee k paas hota... (meray bhi aksar iss tarhaan k sawaal hotay hain... afsos jawaab nahi mil pata!)
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2008, 09:06:51 AM »

ghum ka undaza hai muhje... iss leeyaen, aap dono (azeem and Jasbir) k leeyaen ek peghaam:


dil kaise seh paiga, tuhjse ye dooree, hum aksar socha kar thay thaeh, phir ek din ek dost ne ehsaas dilaya... zindagee teray khatam honay se khatam tho nahi!
teree na majoodgee mein udasee hai, aansun hain, par teray chalay jaanay par itnee shiddat ka gham tho nahi!



NA SOCHO MERE DOST KI MARNEY KEY BAAD JINDAGI HAI
NA JITEJ JI MIL SAKEY, NA MARNEY KEY BAAD UMEED HAI

JAB TAK HAI JINDAGI, DUKH SUKH CHALTEY RAHEYENGEY
NA HAI HAI WOH, TOH KAL KOI AUR MILTEY RAHEYENGEY


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 14, 2008, 02:15:17 PM »
waah! kya baat kahee hai! kaash k inn sawaalon ka jawaab kissee k paas hota... (meray bhi aksar iss tarhaan k sawaal hotay hain... afsos jawaab nahi mil pata!)

Shukriya Sidra Ji,.
Waise Mohabbat Ek Aisa Sawaal Hai,.
Jiska Jawaab Aaj Tak Kisi Ne Is Duniya Mein Nahi Dhoonda,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 14, 2008, 02:22:23 PM »
Ye Dard Judaai Ka, Dil Kaise Seh Paayega,.
Tu Jo Door Hua, To Dil Tanhaa Reh Jaayega,.

Rok Rakha Hai, Behte Dariyaaon Ko Maine Seene Mein,.
Tu Jo Door Hojaayega, To Dard Ka Samander Beh Jaayega,.

Basaa Hai Saanson Mein Tu, Tujhse Ye Zindagi Hai,.
Tu Jo Rooth Gaya, To Zindagi Ka Dor Tootr Jaayega,.

________________________________-Jaanasheen-


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: December 15, 2008, 04:26:05 PM »
Ye Dard Judaai Ka, Dil Kaise Seh Paayega,.
Tu Jo Door Hua, To Dil Tanhaa Reh Jaayega,.

Rok Rakha Hai, Behte Dariyaaon Ko Maine Seene Mein,.
Tu Jo Door Hojaayega, To Dard Ka Samander Beh Jaayega,.

Basaa Hai Saanson Mein Tu, Tujhse Ye Zindagi Hai,.
Tu Jo Rooth Gaya, To Zindagi Ka Dor Tootr Jaayega,.

________________________________-Jaanasheen-




Very  nice jahanasheen


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 16, 2008, 12:52:17 PM »
asar usko zara nahin hota
ranj rahat faza nahin hota

tum hamare kisi tarah na hue
warna duniya main kya nahin hota

narasai se dam ruk to ruk
main kisi se khafa nahin hota

tum mere pas hote ho goya
jab koi dusra nahin hota

hal-e-dil yar ko likhun kyon kar
hath dil se juda nahin hota

kyon sune arz-e-muztarib ae 'Momin'
sanam akhir Khuda nahin hota

nm
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #25 on: December 18, 2008, 02:56:08 PM »
bahot khoob... azeem, muhabbat ka jawaab dhoonda zaroor, ye baat aur hai k jawaab milta nahi!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: December 18, 2008, 05:12:06 PM »
asar usko zara nahin hota
ranj rahat faza nahin hota

tum hamare kisi tarah na hue
warna duniya main kya nahin hota

narasai se dam ruk to ruk
main kisi se khafa nahin hota

tum mere pas hote ho goya
jab koi dusra nahin hota

hal-e-dil yar ko likhun kyon kar
hath dil se juda nahin hota

kyon sune arz-e-muztarib ae 'Momin'
sanam akhir Khuda nahin hota

nm

Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 19, 2008, 12:58:29 PM »
Nice sharing Jaanasheen Bhai
bahot khoob... azeem, muhabbat ka jawaab dhoonda zaroor, ye baat aur hai k jawaab milta nahi!

Shukriya Sidra Ji,.
And Rajesh Bhaijaan,.

Mohabbat Ka Jawaab Dhoondte Rahe, Zindagi Bhar,.
Aaj Deewaane Hokar, Mohabbat Ko Hi Bhulaa Diya,.

Ye Mohabbat To Shehar Tha Toofaano Ka, Maloom Na Tha,.
Galti Se Is Shehar Mein Jaakaar, Maine Ghar Banaa Diya,.

Aaj Pachtaata Hoon Sochkar, Ke Maine, Mohabbat Kyun Ki,.
Mohabbat Ko Paane Ki Khateer Kai Khushyion Ko Gawaa Diya,.

___________________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 20, 2008, 04:20:11 PM »
Shukriya Sidra Ji,.
And Rajesh Bhaijaan,.

Mohabbat Ka Jawaab Dhoondte Rahe, Zindagi Bhar,.
Aaj Deewaane Hokar, Mohabbat Ko Hi Bhulaa Diya,.

Ye Mohabbat To Shehar Tha Toofaano Ka, Maloom Na Tha,.
Galti Se Is Shehar Mein Jaakaar, Maine Ghar Banaa Diya,.

Aaj Pachtaata Hoon Sochkar, Ke Maine, Mohabbat Kyun Ki,.
Mohabbat Ko Paane Ki Khateer Kai Khushyion Ko Gawaa Diya,.

___________________________________-Jaanasheen-



very nice jahanasheen

jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #29 on: December 20, 2008, 05:31:43 PM »
Shukriya Sidra Ji,.
And Rajesh Bhaijaan,.

Mohabbat Ka Jawaab Dhoondte Rahe, Zindagi Bhar,.
Aaj Deewaane Hokar, Mohabbat Ko Hi Bhulaa Diya,.

Ye Mohabbat To Shehar Tha Toofaano Ka, Maloom Na Tha,.
Galti Se Is Shehar Mein Jaakaar, Maine Ghar Banaa Diya,.

Aaj Pachtaata Hoon Sochkar, Ke Maine, Mohabbat Kyun Ki,.
Mohabbat Ko Paane Ki Khateer Kai Khushyion Ko Gawaa Diya,.

___________________________________-Jaanasheen-


Nice one Jaanasheen Bhai

Mohabbat ka jawaab dhoondne wale ne hai
Yun mohabbat ko hi bhulaa diya

Na jaana ki mohabbat toofaano ka dariya hai
Aur ussi mein ja kar ashiyaana bana diya

Mohabbat kyun ki woh ab pachta rahe hai
Aur us paak mohabbat ko begaana bana diya

Na jaane yeh kaisi mohabbat usne aaj ki hai
Ab kahte hain ki usne khushiyan gawaa diya
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:18:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer