Dil kaise seh payega...

by daljeet_faqeer on December 11, 2008, 02:38:53 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2393 times)
Satya.patel
Guest
«Reply #30 on: December 20, 2008, 05:35:23 PM »
bahut khoob jaanashin ji,
kya khooob likha hai aapne

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Aur Halat Meri Mohabbat Ko Na Mita Payega...!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard
"BAABUL TERA GHAR NA CHOOT PAYEGA" by k.shael in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
dil jo bezaar raha kaise dhadak payega (zarraa) by zarraa in Shayri-E-Dard
Zamaana na dekha payega . . . by Arghya in Shayri for Dard -e- Judai
Tu har bhi nahi payega aur....... by Dineshkumarjonty in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: December 21, 2008, 10:32:53 AM »
Shukriya Jasbir Bhai,.
Raajesh Bhai,.
And Satya Ji,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: December 21, 2008, 10:41:47 AM »
Nice one Jaanasheen Bhai

Mohabbat ka jawaab dhoondne wale ne hai
Yun mohabbat ko hi bhulaa diya

Na jaana ki mohabbat toofaano ka dariya hai
Aur ussi mein ja kar ashiyaana bana diya

Mohabbat kyun ki woh ab pachta rahe hai
Aur us paak mohabbat ko begaana bana diya

Na jaane yeh kaisi mohabbat usne aaj ki hai
Ab kahte hain ki usne khushiyan gawaa diya


Waah Bhaiya,.]
Kya Likha Hai Aapne Nice One,.

Jaate Jaate Deewaaron Se Takraata Hoon,.
Dekh Ke Khud Ko Aaine Mein Ghabraata Hoon,.

Kaisi Haalat Banaa Di Hai, Mujhe Mohabbat Ne,.
Khud Tanhaa Baithkar, Parchaai Ko Samjhaata Hoon,.

Deewaana Banaa Diya Mujhe, Chahat Ne Uski "Jaana",.
Khwaab Dekhne Ka Khayaal Aata Hai, Neend Mein Jaakar,.
Phir Bhi Tujhe Haqeeqat Me Dekhne Ke Liye Khud Ko Jagaata Hoon,.

____________________________-Jaanasheen-


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #33 on: December 22, 2008, 06:42:16 AM »
Waah Bhaiya,.]
Kya Likha Hai Aapne Nice One,.

Jaate Jaate Deewaaron Se Takraata Hoon,.
Dekh Ke Khud Ko Aaine Mein Ghabraata Hoon,.

Kaisi Haalat Banaa Di Hai, Mujhe Mohabbat Ne,.
Khud Tanhaa Baithkar, Parchaai Ko Samjhaata Hoon,.

Deewaana Banaa Diya Mujhe, Chahat Ne Uski "Jaana",.
Khwaab Dekhne Ka Khayaal Aata Hai, Neend Mein Jaakar,.
Phir Bhi Tujhe Haqeeqat Me Dekhne Ke Liye Khud Ko Jagaata Hoon,.

____________________________-Jaanasheen-





wah wah wah bahut badiya jAHANASHEEN



DIL TOH ABB SEH PATA NAHI
KAHI BHI YEH MANN LAG PATA NAHI
MILI THI JOH KHUSHI KUCH PAL KEY LIYE
SUNHERI YAADOH KOH BHOOL PATA NAHI




JASBIR SINGH


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 22, 2008, 11:57:20 AM »

wah wah wah bahut badiya jAHANASHEEN



DIL TOH ABB SEH PATA NAHI
KAHI BHI YEH MANN LAG PATA NAHI
MILI THI JOH KHUSHI KUCH PAL KEY LIYE
SUNHERI YAADOH KOH BHOOL PATA NAHI




JASBIR SINGH




Shukriya Jasbir Bhai, And Nice One,.

Aai Jab Bhi Yaad Uski, Dil Kho Kyun Gaya,.
Aur Bhi The Rafeeq Mere, Unse Kabhi Aisi Baat Na Hui,.

Uski Yaadein,
Dil Ko Dariyaa Banaakar Aankhon Se Nikalne Ka Saboot Deti Hai,.
Kaise Aagayi Aankhon Mein Nami, Jab Koi Chahat Ki Barsaat Na Hui,.

Har Pal Tadapta Raha Unse Milne Ke Liye, Na Milkar Hi Itna Dard Paaya,.
Achcha Hua "Azeem" Ke Teri Ab Us Se Mulakhaat Na Hui,.

_______________________________-Jaanasheen-




Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #35 on: December 22, 2008, 02:32:24 PM »
Shukriya Jasbir Bhai, And Nice One,.

Aai Jab Bhi Yaad Uski, Dil Kho Kyun Gaya,.
Aur Bhi The Rafeeq Mere, Unse Kabhi Aisi Baat Na Hui,.

Uski Yaadein,
Dil Ko Dariyaa Banaakar Aankhon Se Nikalne Ka Saboot Deti Hai,.
Kaise Aagayi Aankhon Mein Nami, Jab Koi Chahat Ki Barsaat Na Hui,.

Har Pal Tadapta Raha Unse Milne Ke Liye, Na Milkar Hi Itna Dard Paaya,.
Achcha Hua "Azeem" Ke Teri Ab Us Se Mulakhaat Na Hui,.

_______________________________-Jaanasheen-








Thanks and aap ney bhi badiya kaha hai Jahansheen


WOH PYAR HI KYA JISMEH DARD NA HO
WOH SHAMMA HI KYA JISMEH LOH NA HO
BINA JALEY KAHA UJALA DETA HAI DIA
WOH BHOJAN HI KYA, JISMEH NAMAK NA HO





JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 30, 2008, 10:08:52 PM »
Shukriya Bhaijaan,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: December 30, 2008, 10:10:15 PM »
Waah Bhaiya,.]
Kya Likha Hai Aapne Nice One,.

Jaate Jaate Deewaaron Se Takraata Hoon,.
Dekh Ke Khud Ko Aaine Mein Ghabraata Hoon,.

Kaisi Haalat Banaa Di Hai, Mujhe Mohabbat Ne,.
Khud Tanhaa Baithkar, Parchaai Ko Samjhaata Hoon,.

Deewaana Banaa Diya Mujhe, Chahat Ne Uski "Jaana",.
Khwaab Dekhne Ka Khayaal Aata Hai, Neend Mein Jaakar,.
Phir Bhi Tujhe Haqeeqat Me Dekhne Ke Liye Khud Ko Jagaata Hoon,.

____________________________-Jaanasheen-





ek se bad kar ek shayri likhi hai apne lil bro... magar is shayri ki ek ek line dil ko chu gai.. bahoot khoob!!
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:39:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer