Dil Ke Shehar Mein,.

by Jaanasheen on July 17, 2010, 08:35:24 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1383 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile


Dil Ke Shehar Mein Ab Ujaala Nahi,.
Mera To Ab Koi Chahne Waala Nahi,.

Chala Gaya Khud Wo Ghar Dil Ka Chordkar,.
Maine To Kabhi Use Baaher Nikaala Nahi,.

Jab Chaha Apnaaya, Jab Chaha Thukraaya,.
Insaan Hoon Main Bhi, Maye Ka Koi Pyaala Nahi,.

Bangaya Khud Bewafaa Sab Ki Nazar Mein "Azeem,.
Naam Apni Mohabbat Ka Usne Uchaala Nahi,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek hi shehar mein by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
TERE HUSAN KA SHEHAR MEIn by GURCHARAN NARANG in Shayari-e-Parastish
Galli-Galli,Iss Shehar Mein Ek Hi Baat Par Charcha Tha!!!!! by khwahish in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Tumhare shehar mein... by mixie in Shairi - E - Zindagi
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: July 17, 2010, 08:54:44 PM »
Wow Azeem bhai bahut khoob.excellent icon_salut icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: July 17, 2010, 09:11:59 PM »
Bahaut khubsoorat likha hai Azeem bhaijan hamesha ki tarha.... Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: July 18, 2010, 04:25:56 AM »
Wah Azeem Bhai.. Bahut Khooooob.. Haal-e-dil Behad Sanjidgi se Lafzon ke Zariye Bayan Kiya hai aapne.. Bahut Pyaari Peshkash Hai,.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 18, 2010, 05:57:37 AM »
bahut bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut hi khoob...!!!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #5 on: July 18, 2010, 07:57:21 AM »


Dil Ke Shehar Mein Ab Ujaala Nahi,.
Mera To Ab Koi Chahne Waala Nahi,.

Chala Gaya Khud Wo Ghar Dil Ka Chordkar,.
Maine To Kabhi Use Baaher Nikaala Nahi,.

Jab Chaha Apnaaya, Jab Chaha Thukraaya,.
Insaan Hoon Main Bhi, Maye Ka Koi Pyaala Nahi,.

Bangaya Khud Bewafaa Sab Ki Nazar Mein "Azeem,.
Naam Apni Mohabbat Ka Usne Uchaala Nahi,.

-Azeem-
Bhut umdaa khayal aur dil ko chhute ehsaas pesh kiye hai aapne ........Azeem Ji ! dil se daad !
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: July 18, 2010, 08:05:08 AM »


Dil Ke Shehar Mein Ab Ujaala Nahi,.
Mera To Ab Koi Chahne Waala Nahi,.

Chala Gaya Khud Wo Ghar Dil Ka Chordkar,.
Maine To Kabhi Use Baaher Nikaala Nahi,.

Jab Chaha Apnaaya, Jab Chaha Thukraaya,.
Insaan Hoon Main Bhi, Maye Ka Koi Pyaala Nahi,.

Bangaya Khud Bewafaa Sab Ki Nazar Mein "Azeem,.
Naam Apni Mohabbat Ka Usne Uchaala Nahi,.

-Azeem-
Wah! Bahut achchhi peshkash hai Chote Bhai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: July 18, 2010, 08:17:59 AM »
Ek choti si koshish

Roshni chali gayee shehar biraan ho gaya
Kirayedaar tha jab chaha who chalaa gaya
Apna manaa na kabhi isliye hai thukrayaa
Insaan who bhi tha kiya jo uska mann bhayaa
Ab unko wafadaar kaho ya apne ko bewafaa
Usko kuchh na hua khud ko hua hai nafaa
Duniya ka dastuur hai jab chaha tab apnayaa
Matlab puura hua apna to bus yun thukrayaa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 19, 2010, 12:44:01 AM »
Wah Wah Kya Baat Hai Yaar
Kam Likhte Ho Par Jab Bhi Likhte Ho
Bas Kamaal Likhte Ho Yaar Sach Men.
Badi Hi Khoobsurti Aur Sadgi Ke Saath
Haal e Dil Ko Lafzon Mein Piroya Hai
Bahut Hi Khoobsurat Peshkash Hai Mere Bhai

ALLAH Pak Aapko Har Ranj o Gham Se Mahfuz Rakhe Ameen

Khush Raho...

~Shihab~


Shukriya Mere Bhai, Hausla Badhaane Ka,.
Aksar Tumhare Daad Se Taaqat Mili Hai,.
Rab Khair Kare,.
Duaaon Ke Liye Shukriya, Aur Duaa Mein Khaas Yaad Rakhein,.

Azeem,.


Logged
riyaz106
Guest
«Reply #9 on: July 19, 2010, 01:12:14 AM »
Bahot khoob Azeem bhai. Bahot achhi takhleeq hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 19, 2010, 07:34:30 PM »
Wow Azeem bhai bahut khoob.excellent icon_salut icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Madhuwesh Ji,.

Bahaut khubsoorat likha hai Azeem bhaijan hamesha ki tarha.... Applause
Shukriya Rahim Bhai,.
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #11 on: July 19, 2010, 08:26:05 PM »
Behetareen shabdo mein apne wafa ko piroya hai azeem ji bahut khoob...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 24, 2010, 01:27:18 AM »
Wah Azeem Bhai.. Bahut Khooooob.. Haal-e-dil Behad Sanjidgi se Lafzon ke Zariye Bayan Kiya hai aapne.. Bahut Pyaari Peshkash Hai,.. Applause Applause



**~** Mann **~**

Shukriya vikas bhai

Thanks for your encouraging comments
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: August 24, 2010, 01:33:22 AM »
bahut bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut hi khoob...!!!

shukriya klaskar ji

Bhut umdaa khayal aur dil ko chhute ehsaas pesh kiye hai aapne ........Azeem Ji ! dil se daad !

shukriya Ashumali ji

daad ke saath duaa ki bhi darkhwast
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:20:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer