Dil Ki Dastaan,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:00:21 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2060 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Dil To Hai Doston Bas Toot Jaane ke Liye,.
Kya Main Hi Mila Unhe Azmaane Ke Liye,.

Wafaa Ki Aas Rakhi Thi Humne Unse Zindagi Bhar Ki,.
Aur Unhone Chorda Bhi Hume To Bas, Zamaane Ke Liye,.

Iska Gila Nahi Ke Unhone Hume Loota "Azeem",.
Afsos Hai Ke Ab Kuch Na Raha Gawaane Ke Liye,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dastaan-e-Dard by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Dastaan e zindegi by haadii in Shayeri for Dard -e- Bewafai
MAJBOORIYON KI DASTAAN by khwahish in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dastaan-E-Zindgi by theyash in Share: Poetry of Pain
Dastaan-e-mohabbat by sanchit in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roja
Guest
«Reply #1 on: November 21, 2007, 08:57:09 AM »
bahut khoob Janasheen ji .. Keep up.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 21, 2007, 01:42:52 PM »
Shukriya Didi,.
Kuch Seekhne Ko Milta AgarAap Bhi Kuch Likh KarJaate,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: November 21, 2007, 06:22:39 PM »
very good jaanasheen ji keep it up
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 23, 2007, 10:22:25 AM »
Shukriya Muskan Ji,.
waise Mera Naam Azeem Hai,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 23, 2007, 10:32:27 AM »
Mohabbat Meri Adhoori Reh Gaye Doston,.
Chahat Poori Ho Saki,.

Rone Ka Bhi Salikhaa Nahi Aata Mujhe,.
Has Deta Hoon Apne Haal Pe Rote Rote,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 24, 2007, 12:25:03 PM »
Zindagi mein bas aap ne ye kyun soch rakha hai
ki kisi ki chahat ne aapko thukra diya hai
kya iske alawa aap ki zindagi mein kuch nahi
kya yahi aap asal zindagi ka matlab hai
nahi  ye aap ki asal zindagi ka matlab nahi
ye aap ki zindagi ki chahat nahi
ye toh bas imtehaan hai agar zindagi mein kuch log
rulate hai toh kuch log hasate hai
agar zindagi mein kuch nahi milta toh
hume nahi milkar bhi sab kuch milta


~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #7 on: November 24, 2007, 12:28:05 PM »
Very nice shayari keep it up Azeem ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 24, 2007, 12:51:02 PM »
Shukriya Aur Aapne Bhi Kamaal Ka Likha Hai.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #9 on: November 24, 2007, 07:50:39 PM »
Shukriya jaanasheen ji aap bhi likhte toh acha hota

log kyu nahi samjhe is khuda ke faisle ko
kyu anjaan bante hai apni galti ke kaam ko
kyu khuda ko dosh dete hai ye log jo
khud karte hai usko chupakar
kyu khuda par ilzaam lagate hai log....................


~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 25, 2007, 11:43:32 AM »
Great One Again,

Chupti Nahi Koi Cheez Khudaa Ke Aage,.
Bhale Chupaale Koi Kitna Bhi Zamaane Se,.

Pyaar Wo Rishta Hai Jag Me Muskaan.
Jo Maloom Hota Hai Isko Jitna Chupaane Se,.

Tum Na Chupaa Na Kabhi Pyaar Karke,.
Ek aag Wo Hai Jo Bhadakti Hai Ise Bujhaane Se,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #11 on: November 29, 2007, 07:02:02 PM »
Zindagi mein pyaar kabhi nahi karenge
kyoki  apni dil ki dastan humme hoti nahi
shayad ye unke sath  hota hai jo sirf use karte  hai
or phir duniya  mein apni image banate hai
or jab zindagi ko pata chal jaye  toh log usay bewafa kahete  hai
how to much .......................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 01, 2007, 12:33:35 PM »
Nice One,.

Sach Kaha Tha Kisi Ne, Mohabbat Na Karna,.
Azmaaish thi Kismat Ki Jo Dil Lagaa Baithe,.

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #13 on: December 01, 2007, 04:37:44 PM »
jab dil chot lagti toh derd bahut hota hai
aap ko kya sunay is dil ki dastaan dil toh bahut rota hai
jinka dil rota hai unke ghum bahut hote hai
or jinka dil derd karta hai toh dil samjh lo tut jata hai
ye humari nahi ye aap ki nahi ye sabke dil ki dastaan hai
jinko humne banaya hai or allah ne dekha hai
jisko humne mehsoos kiya hai us khuda ne hume dekha hai

shayad hi koi derd samjhta hai
shayad hi koi apne dil ki dastaan panno par likhta hai
magar ye panne kam padte hai kyoki dil ki dastaan kabhi khatam nahi hoti ..............................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ye maine sab ke liye likha hai jinhone derd zahir kiye............................."Khushboo"~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 02, 2007, 10:20:47 AM »
Achcha Likha Hai Aapne yaar,.
Touching Hai,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:16:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer