Dil ki haalat

by Deewana29 on August 15, 2004, 11:25:30 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 928 times)
Deewana29
Guest
Dil ki haalat wo samjhe ki jisne chot khayee hai
ek baar nahi, kai baar, ye zahamat jisne uthai hai
jisko ab har shakhs nazar aata harjaai hai
jisne bas todne ke liye hi kasam khayee hai
tum kya jano muhabbat ki raah mein kitni ruswayi hai
tumhaari aankhon mein to bas SOHNI samayi hai

khakar ke do chot, janaab khud ko sayana samjhte hain?!,
lab pe nahi laate, magar aahen hum dil mein bharte hai,
ruswayi karna, pichli baato pe, nahi hai samajhdari,
badal de apne khayalaat, nahin to rah jayegi tu kuwari!!

mana ki dil toota hai kai baar lekin
humne kab kaha ki hum sayane hain
arre itna bhi nahi samjhe huzoor
hamdardi haasil karne ke bahane hain

hamdardi kar sakte hain woh,
khud ka dard jinka ho kam,
bedard na samjhna hamko tum,
apne bhi hai yaroon laakhon gam.
bedard hame samajhte hai wo par bedard hum hain nahi
humse apna hal-e-dil wo aakar kabhi kahen to sahi !!
sunane gaye the unhe haal-e-dil,
dard unka sunkar ro aaye magar.”
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:)(: Larko KI Haalat:)(: by Tosha in SMS , mobile & JOKES
haalat by baba_08 in Shayri-E-Dard
Haalat Desh Ki {Mehangaai,.} by Azeem Azaad in Shairy-E-Watan
Woh dikhte hue chhupe haalat ! by Ricky in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
mere haalat bhi kya hain by rawattanha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
imran.pinnay
Guest
«Reply #1 on: February 24, 2010, 02:12:39 PM »
Dil ki haalat wo samjhe ki jisne chot khayee hai
ek baar nahi, kai baar, ye zahamat jisne uthai hai
jisko ab har shakhs nazar aata harjaai hai
jisne bas todne ke liye hi kasam khayee hai
tum kya jano muhabbat ki raah mein kitni ruswayi hai
tumhaari aankhon mein to bas SOHNI samayi hai

khakar ke do chot, janaab khud ko sayana samjhte hain?!,
lab pe nahi laate, magar aahen hum dil mein bharte hai,
ruswayi karna, pichli baato pe, nahi hai samajhdari,
badal de apne khayalaat, nahin to rah jayegi tu kuwari!!

mana ki dil toota hai kai baar lekin
humne kab kaha ki hum sayane hain
arre itna bhi nahi samjhe huzoor
hamdardi haasil karne ke bahane hain

hamdardi kar sakte hain woh,
khud ka dard jinka ho kam,
bedard na samjhna hamko tum,
apne bhi hai yaroon laakhon gam.
bedard hame samajhte hai wo par bedard hum hain nahi
humse apna hal-e-dil wo aakar kabhi kahen to sahi !!
sunane gaye the unhe haal-e-dil,
dard unka sunkar ro aaye magar.”

                  DIL HAMARA LE KAR ZAALIM NE KHA JAO RASTA LO TUMHARA KUCH NAHI
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:19:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer