Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar .........

by waheed_rose2004 on June 21, 2005, 05:11:13 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 946 times)
waheed_rose2004
Guest
Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar
Humne Tujhe Apnaya Hai Khud Ko Gunwa Kar
Jin Aankhoon ka Noor Tha Jin Nazroon Ka Maan Tha
Aia Hoon Unhi Nazroon Se Main Khud Ko Gira Kar

Main Kar Raha Tha Us Say Teray Hussn Ki Batain
Chup chup Sun Raha Tha Woh Nazreen Jhuka Kar
Khamosh Main Hua Tu Hairat Hoi  Mujhay
Woh De Raha Tha Tujh Ko Dua Hath Utha Kar

Khayega Na Woh abb Meray Naam Ki Kasam
Roota Hua Gya Hai Meri Kasam Woh Kha Kar
Manna K Shaid Us Main Buhat Husla Sahih
Zinda Naan Reh Shayad Teray Pyar Main.................................nm
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #1 on: June 21, 2005, 05:18:09 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"

wah waheed,kya baat hai. Usual Smile

"Waheed tu gam-e-dil bayaan karta hai aise,
  shayri aur waheed ek hi naam ho jaise."
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: June 21, 2005, 06:11:33 PM »
Kya baat hai Waheed.................Bohat khoob!
Logged
nikki
Guest
«Reply #3 on: June 21, 2005, 06:13:03 PM »
bahut hi acha likha hai Waheed aapne..................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: June 22, 2005, 04:00:00 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "waheed_rose2004"
Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar
Humne Tujhe Apnaya Hai Khud Ko Gunwa Kar
Jin Aankhoon ka Noor Tha Jin Nazroon Ka Maan Tha
Aia Hoon Unhi Nazroon Se Main Khud Ko Gira Kar

Main Kar Raha Tha Us Say Teray Hussn Ki Batain
Chup chup Sun Raha Tha Woh Nazreen Jhuka Kar
Khamosh Main Hua Tu Hairat Hoi  Mujhay
Woh De Raha Tha Tujh Ko Dua Hath Utha Kar

Khayega Na Woh abb Meray Naam Ki Kasam
Roota Hua Gya Hai Meri Kasam Woh Kha Kar
Manna K Shaid Us Main Buhat Husla Sahih
Zinda Naan Reh Shayad Teray Pyar Main.................................nm
wah waheed,kya baat hai. Usual Smile

"Waheed tu gam-e-dil bayaan karta hai aise,
  shayri aur waheed ek hi naam ho jaise."

ur  thanxxxxxxxxxxx   nidhi...........aryan.............nikki.......... ...tongue3

superb  nidhi.................kya  baat  kah  di  yaar......  tongue3

youn to main jaanta hoon ab mere  alfozon mein kashish na rahi "Nidhi"
ya  Rub  mere  kalam  ko  aur  taakat  ada  kar................
Logged
sanya310
Guest
«Reply #5 on: June 22, 2005, 04:10:51 PM »
Quote

teri shayri padhkar ansuon ka saagar baha
kya baat hai 'waheed' tune kya khoob kaha... :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: June 22, 2005, 05:28:16 PM »
hmmm..................gud one waheed!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

aur sab ne acha likha hai!!!  :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: June 22, 2005, 06:09:50 PM »
Quote from: "sanya310"
Quote
Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar
Humne Tujhe Apnaya Hai Khud Ko Gunwa Kar
Jin Aankhoon ka Noor Tha Jin Nazroon Ka Maan Tha
Aia Hoon Unhi Nazroon Se Main Khud Ko Gira Kar

Main Kar Raha Tha Us Say Teray Hussn Ki Batain
Chup chup Sun Raha Tha Woh Nazreen Jhuka Kar
Khamosh Main Hua Tu Hairat Hoi Mujhay
Woh De Raha Tha Tujh Ko Dua Hath Utha Kar

Khayega Na Woh abb Meray Naam Ki Kasam
Roota Hua Gya Hai Meri Kasam Woh Kha Kar
Manna K Shaid Us Main Buhat Husla Sahih
Zinda Naan Reh Shayad Teray Pyar Main.................................nm

teri shayri padhkar ansuon ka saagar baha
kya baat hai 'waheed' tune kya khoob kaha... :D

thanku  meena...................very  nice  sanya mmmmm.......... tongue3 :wink:

teri   askon  ki  barishon  mein  kahin  yeh  saher na  bah jaaye
isi shaher mein tera  hi makaan bhi hai ise  bachaye rakho.........tongue3
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #8 on: June 22, 2005, 06:14:21 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "waheed_rose2004"
Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar
Humne Tujhe Apnaya Hai Khud Ko Gunwa Kar
Jin Aankhoon ka Noor Tha Jin Nazroon Ka Maan Tha
Aia Hoon Unhi Nazroon Se Main Khud Ko Gira Kar

Main Kar Raha Tha Us Say Teray Hussn Ki Batain
Chup chup Sun Raha Tha Woh Nazreen Jhuka Kar
Khamosh Main Hua Tu Hairat Hoi  Mujhay
Woh De Raha Tha Tujh Ko Dua Hath Utha Kar

Khayega Na Woh abb Meray Naam Ki Kasam
Roota Hua Gya Hai Meri Kasam Woh Kha Kar
Manna K Shaid Us Main Buhat Husla Sahih
Zinda Naan Reh Shayad Teray Pyar Main.................................nm
wah waheed,kya baat hai. Usual Smile

"Waheed tu gam-e-dil bayaan karta hai aise,
  shayri aur waheed ek hi naam ho jaise."

ur  thanxxxxxxxxxxx   nidhi...........aryan.............nikki.......... ...tongue3

superb  nidhi.................kya  baat  kah  di  yaar......  tongue3

youn to main jaanta hoon ab mere  alfozon mein kashish na rahi "Nidhi"
ya  Rub  mere  kalam  ko  aur  taakat  ada  kar................

"Kisne keh diya tumse tere alfaazon me kashish nahi,
 jisne kaha wo shaks kashash ka matlab jaanta nahi."
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #9 on: June 23, 2005, 11:41:59 AM »

nice one waheed
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: June 23, 2005, 12:00:07 PM »
bahot  bahot  shukriya  salma....................................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: June 23, 2005, 12:09:21 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "waheed_rose2004"
Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar
Humne Tujhe Apnaya Hai Khud Ko Gunwa Kar
Jin Aankhoon ka Noor Tha Jin Nazroon Ka Maan Tha
Aia Hoon Unhi Nazroon Se Main Khud Ko Gira Kar

Main Kar Raha Tha Us Say Teray Hussn Ki Batain
Chup chup Sun Raha Tha Woh Nazreen Jhuka Kar
Khamosh Main Hua Tu Hairat Hoi  Mujhay
Woh De Raha Tha Tujh Ko Dua Hath Utha Kar

Khayega Na Woh abb Meray Naam Ki Kasam
Roota Hua Gya Hai Meri Kasam Woh Kha Kar
Manna K Shaid Us Main Buhat Husla Sahih
Zinda Naan Reh Shayad Teray Pyar Main.................................nm
wah waheed,kya baat hai. Usual Smile

"Waheed tu gam-e-dil bayaan karta hai aise,
  shayri aur waheed ek hi naam ho jaise."

ur  thanxxxxxxxxxxx   nidhi...........aryan.............nikki.......... ...tongue3

superb  nidhi.................kya  baat  kah  di  yaar......  tongue3

youn to main jaanta hoon ab mere  alfozon mein kashish na rahi "Nidhi"
ya  Rub  mere  kalam  ko  aur  taakat  ada  kar................

"Kisne keh diya tumse tere alfaazon me kashish nahi,
 jisne kaha wo shaks kashash ka matlab jaanta nahi."

wah nidhi bahot  khoob..................tongue3

is shaher  ke logon  ne  bahot  julm dhaaye  mujhper
mujhe  yakeen  ho  chuka  hai ki  bura main hi hoon doston..............
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:57:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer