Dil Ko Jalaa Liya Maine,.

by Jaanasheen on December 17, 2008, 05:12:45 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1520 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Wafa Ke Sheesh Mehal Me Sajaa Liya Maine ,.
Wo Ek Dil Jise Patthar Banaa Liya Maine,.

Ye Sochkar Ke Na Ho Taakh Mein Khushi Koi,.
Ghamon Ki Oth Mein Khud KO Chupa Liya Maine,.

Kabhi Na Khatam Kiya Maine Roshni Ka Muhaaz,.
Agar Charaag Bujha, Dil Jalaa Liya Maine,.

Kamaal Ye Hai Ke , Jo Dushman Pe Chalaana Tha,
Wo Teer Apne Kaleje Pe Khaa Liya Maine,.

_____________________-Qateel Shifaai-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Lo aaj maine ikraar kar hi liya... by dhadkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
KHUD KO PAA LIYA MAINE........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Maine Zehar Pee Liya... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Maine Chaand Ka Deedaar Kar Liya,. by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Parda kar liya maine... Intezar ! by Intezar in Miscellaneous Shayri
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: December 17, 2008, 11:31:30 PM »
Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 18, 2008, 11:16:53 AM »
Shukriya Bhaijaan,.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: December 18, 2008, 11:55:59 AM »
Good Sharing Azeem..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 19, 2008, 01:03:53 PM »
Shukriya Shikha Ji,.

Ek Khushi Ko Paane Ki Khateer, Hazaar Ghamo Ko Apnaa Liya,.
Koi Mera Humsafar Na Banaa, Isliye Ghamo Ko Apna Banaa Liya,.

Kab Jeete In Rounakh Bhari Duniya Mein, Apna Dard Chupaakar,.
Isliye Aaj Humne Tanhaaiyon Ko Apne Dard Se Sajaa liya,.

_________________________________-Jaanasheen-



Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: September 30, 2009, 06:44:16 PM »
Shukriya Shikha Ji,.

Ek Khushi Ko Paane Ki Khateer, Hazaar Ghamo Ko Apnaa Liya,.
Koi Mera Humsafar Na Banaa, Isliye Ghamo Ko Apna Banaa Liya,.

Kab Jeete In Rounakh Bhari Duniya Mein, Apna Dard Chupaakar,.
Isliye Aaj Humne Tanhaaiyon Ko Apne Dard Se Sajaa liya,.

_________________________________-Jaanasheen-





MA....

humsafar tere hum banjaen, kya khayaal hai?
hai bekaraar ye mann tann badan, aur waisa hee tera b haal hai.

tho daeri kaisi? doli leao muhje apna banaane k liye,
band baja leao, humaare nikah ki mhefil sajaane k liye~




Kya Khayaal Hai?

Will You Marry Me? Muhjse Shaadi Karaenge?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 01, 2009, 06:18:48 AM »
MA....

humsafar tere hum banjaen, kya khayaal hai?
hai bekaraar ye mann tann badan, aur waisa hee tera b haal hai.

tho daeri kaisi? doli leao muhje apna banaane k liye,
band baja leao, humaare nikah ki mhefil sajaane k liye~




Kya Khayaal Hai?

Will You Marry Me? Muhjse Shaadi Karaenge?

Alhumdulillah,.
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: October 01, 2009, 07:46:08 AM »
Wafa Ke Sheesh Mehal Me Sajaa Liya Maine ,.
Wo Ek Dil Jise Patthar Banaa Liya Maine,.

Ye Sochkar Ke Na Ho Taakh Mein Khushi Koi,.
Ghamon Ki Oth Mein Khud KO Chupa Liya Maine,.

Kabhi Na Khatam Kiya Maine Roshni Ka Muhaaz,.
Agar Charaag Bujha, Dil Jalaa Liya Maine,.

Kamaal Ye Hai Ke , Jo Dushman Pe Chalaana Tha,
Wo Teer Apne Kaleje Pe Khaa Liya Maine,.

_____________________-Qateel Shifaai-

Shukriya Shikha Ji,.

Ek Khushi Ko Paane Ki Khateer, Hazaar Ghamo Ko Apnaa Liya,.
Koi Mera Humsafar Na Banaa, Isliye Ghamo Ko Apna Banaa Liya,.

Kab Jeete In Rounakh Bhari Duniya Mein, Apna Dard Chupaakar,.
Isliye Aaj Humne Tanhaaiyon Ko Apne Dard Se Sajaa liya,.

_________________________________-Jaanasheen-




MA....

humsafar tere hum banjaen, kya khayaal hai?
hai bekaraar ye mann tann badan, aur waisa hee tera b haal hai.

tho daeri kaisi? doli leao muhje apna banaane k liye,
band baja leao, humaare nikah ki mhefil sajaane k liye~




Kya Khayaal Hai?

Will You Marry Me? Muhjse Shaadi Karaenge?

Bahut khoob Azeem ji and Anjan ji bhut khub nice creation excellent
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 01, 2009, 01:55:49 PM »
Bahut khoob Azeem ji and Anjan ji bhut khub nice creation excellent

Shukriya Rishi Ji,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #9 on: October 01, 2009, 02:04:00 PM »
NICe sharing and Very well written too..

Bahoot Bahoot Khoob Azeem and Sidraah. God bless you both !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 01, 2009, 02:05:18 PM »
NICe sharing and Very well written too..

Bahoot Bahoot Khoob Azeem and Sidraah. God bless you both !

Thank U,.

Aamen,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: October 01, 2009, 03:00:42 PM »
Wow.. Kya baat hai Azeem bhai.. lajawab likha hai dost.. bahut bahut khooob/... & Sidraah sis.. tumne bhi kamaal likha hai.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Vikk
Guest
«Reply #12 on: October 01, 2009, 03:17:00 PM »
 Applause Applause Applause Applause
Waah azeem bhai lajawab likha hai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:57:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer