DIL KO MANA NA AGAR HOTA ASAN

by muneeb on September 07, 2004, 03:48:15 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 760 times)
muneeb
Guest
DIL KO MANA NA AGAR HOTA ASAN
NA KERTA YEH KISI KO YOON PERESHAN
TANHA NA REHTA BHARI MEHFIL MEIN MAIN
NA HOTI WOH HALAT JO HO NA BAYAN
SUKH JATEY HAIN LAB LAFAZ MILTEY NAHIN
HOTA NAHIN HUM SE ESHQ BAYAN
UNHEN KAISE BATAOON DIL KI LAGI
KAISE SIKHAOON ANKHOON KI ZABAAN
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
asan sa sawal aur asan sa he jawab.... by sunny_bunny in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 6 7 »
Agar Aisa Hota To kia Hota by Delicate_Doll in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 58 59 »
Agar Wo Meherbaan Hota.... by angel4u in Shayri-E-Dard
KAMYABI PANA ITNA ASAN NAHIN HOTA by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Pooja
Guest
«Reply #1 on: September 07, 2004, 05:12:53 PM »
Ankho ki juban ishaq-e- khumar se atti hai
Ankhoon ki juban dard-e-dil se atti hai
yah hai wo juban jo khud b khud atti hai
na jo parr pai wo juban to samjhana
na usme wo khumar hai, na hi uske dil mai koi payar hai
Logged
muneeb
Guest
«Reply #2 on: September 13, 2004, 10:38:30 AM »
Wah wah

khizaan mein phool khilein, aisa ho nahi sakta
woh hum sey hans k milein, aisa ho nahi sakta
woh be-rukhi ki fazaoon mein ur rahe hain abhi
abhi woh baat karein, aisa ho nahi sakta
jawab aye na aye , nahi hai is sey gharz
hum us ko khat na likhien, aisa ho nahi sakta
kahan hai qader usey phool jaisey jazboon ki?
Hum us k dil mein basein , aisa ho nahi sakta
Hamara jism hai ik doolti hui Naoo
Nadi k paar lagein, aisa ho nahi sakta
Dukhoon ki gahri siyah raat hai naseeb apna
Khushi k deep jalein, aisa ho nahi sakta
Woh tez mizaaj hia, mein nurm dil ‘ yassir’
Hum aik sath chalein, aisa ho nahi sakta
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:18:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer