Dil Ko Patthar Bana Liya Maine

by majid on March 25, 2008, 07:53:05 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 5086 times)
punam
Guest
«Reply #30 on: April 19, 2008, 08:35:32 AM »
wow majid ji bahot khoob....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Patthar banaa liya by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
~*~Mujhe Patthar Bana Dena~*~ by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dard ko apna bana liya maine by saahill in Shayri-E-Dard
Tumhare hi rang ka paikar bana liya maine......mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: April 20, 2008, 01:42:14 PM »
Shukriya Pooja Didi,.
Majid Bhai,.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #32 on: April 20, 2008, 01:46:31 PM »
Good One Bhai

Main Ik Bejaan Sa Patthar Hoo Kisi Raah Ka.
Mujhey Ab Seeney Se Lagata Nahi Hai Koi.

HarDum Deta Hoon Saaya. Banke Dar.o.Deewar Main.
Fir Bhi Mere Huq Main Shukara Manata Nahi Hai Koi

Har Waqt Yun Hi Thokre Khata Rahta Hoon Rasto Par
Kya Meri Cheekh Ko Kabhi Sun Paata Nahi Hai Koi.!

Har Pal Ik Thokar Faisla Karti Hai Meri Disha Ka Yahan
Ya Khuda Fir Bhi Mujhey Tujhse Gila Hai Nahi Koi


wonderful shihab jee behtareen kalam likha hai jee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: April 20, 2008, 03:33:21 PM »
Pattharon Ke Is Shehar Mein, "Hay Ye Dil Kaancha Ka,.
Toot Ta Gaya Sadiyon Se Yahaan, Mera Dil Bachaaye Kaun,.

Sang-e-Marmaar Se Taraasha Taj Mahaal Ko Tumne,.
Veeraane Is Dil Mein Ashiyaana Banaaye Kaun,.

Har Baar Darr Rehta Hai Ke Kahin Dil Toot Na Jaaye,.
Thamega Koi Aaakar "Azeem" Ko Ye Baat Samjhaaye Kaun,.

______________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: April 25, 2008, 08:59:52 AM »
Bahoot Khoob haijaan,./
And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: June 29, 2008, 10:36:09 AM »
Waah Bhai Jaan,.
Kya Likha Hai Aapne,.
Nice One
Lage Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: June 29, 2008, 10:39:00 AM »
Main Pareshan Hoon Par Dukhi Hota Nahi
Hazaar Gum Sehta Hoon Fir Bhi Rota Nahi.

Har Aate Jaate Hue Ki Sun Leta Hoon
Par Apne Dil Ki Baat Kabhi Kehta Nahi.


Kab Tak Bhala Apne Dil Ke zakham Humse Chupaaoge,.
Ek Din Dekhna "Shihab" Dil Ke Dard Tum Sab Ko Sunaaoge,.

Aaj Patthar Hai Dil Tumhaara Isliye Aansoon Bahaaoge Nahi,.
Lekin Kya Tum Chatton Ke Beech Se Dard Ki Lehar Ko Rok Paaoge,.

___________________________________-Azeem-
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:21:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer