Dil ko tod doon

by Sonu on May 25, 2006, 07:01:44 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
Print
Author  (Read 8019 times)
Sonu
Guest
«Reply #15 on: May 30, 2006, 05:19:48 AM »
thanks niky... muna...

bahut khoob babo....


Tu mujhey itnay pyaar say mat dekh
tairi palkoon kay naram saye main
dhoop bhi chandini see lagti hai
aur mujhay kitni door jana hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duniya Mita doon ga by fakharenaveed in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
huq kya doon by majid in Shayri-E-Dard
Mohabbat ki kujhd ko sazaa doon kaise ?? by chahal_sanjeev in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaise kah doon by humaurtum in Shayri-E-Dard
khud ko na kho doon by soudagar in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 30, 2006, 11:41:36 AM »
Shukriya Waheed Bhai And Sonu Ji,..

Aye Dil Kyun Yaad Karta Hai Tu Use,..
Jisne Tujhe Dard Dekar Akela Chord Diya,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: May 31, 2006, 02:48:01 AM »
Azeem bahi u r welcome... yeo hi likhtey rahow... good one...


Kash aap se pyaar na hota
Kash yeh dil pagal na hota
Aaj jo aap ne kaha..
Kal us dard ka ehsaas na hota


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Waheed Bhai And Sonu Ji,..

Aye Dil Kyun Yaad Karta Hai Tu Use,..
Jisne Tujhe Dard Dekar Akela Chord Diya,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: June 01, 2006, 06:19:54 AM »
Quote from: "Sonu"
Azeem bahi you r welcome... yeo hi likhtey rahow... good one...


Kash aap se pyaar na hota
Kash yeh dil pagal na hota
Aaj jo aap ne kaha..
Kal us dard ka ehsaas na hota


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Waheed Bhai And Sonu Ji,..

Aye Dil Kyun Yaad Karta Hai Tu Use,..
Jisne Tujhe Dard Dekar Akela Chord Diya,..

_________________________-Jaanasheen-

Shukriya And Nice One,..

Pyaar Karke Tujhse Main De Raha Hoon Zindagi Ko Bad Dua,..
Ke Jis Ghadi Tera Deedaar Hua Us Ghadi Mujhe Maut Kyun Naa Aayi,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: June 01, 2006, 08:34:18 AM »
Azeem bahi shukriya.... apney bhi bahut acha likha hai...wonderful Usual Smile

Hum Jaise Barbaad Dilo Ka
   Jeena Kya Aur Marna Kya
   Aaj Teri Mehfil Se Uthe Hai
   Kal Duniya Se Uth Jaayenge
   


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem bahi you r welcome... yeo hi likhtey rahow... good one...


Kash aap se pyaar na hota
Kash yeh dil pagal na hota
Aaj jo aap ne kaha..
Kal us dard ka ehsaas na hota


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Waheed Bhai And Sonu Ji,..

Aye Dil Kyun Yaad Karta Hai Tu Use,..
Jisne Tujhe Dard Dekar Akela Chord Diya,..

_________________________-Jaanasheen-

Shukriya And Nice One,..

Pyaar Karke Tujhse Main De Raha Hoon Zindagi Ko Bad Dua,..
Ke Jis Ghadi Tera Deedaar Hua Us Ghadi Mujhe Maut Kyun Naa Aayi,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #20 on: June 01, 2006, 05:46:58 PM »
very  nice  work  Jansheen......  Sonu ....  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: June 01, 2006, 06:54:58 PM »
kiya faraq para un ke chale jane se waheed
dil ko mere aaram to na phle tha na ab hai......
Logged
nikki
Guest
«Reply #22 on: June 01, 2006, 07:00:37 PM »
nice one Waheed...

dard kissi ke jaane se kum nahi hota
woh yeh samajhte hain unki berukhi se humein koi gum nahi hota
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: June 02, 2006, 03:29:51 PM »
Shukriya  Nikki,................very  nice  again.....

unki  berukhi  se  humhein   itna  ghum  kyon hai
charon taraf khamoshi aur  aankhen  num kyon  hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: June 03, 2006, 08:17:39 AM »
Shukriya Sonu Sis And Waheed Bhai,..
App sabne Bahoot Acha Likha Hai,..

Kya Yahi Gardishein Hain Zamaane Ki,..
Surkhiaan Mere Fasaane Ki,..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa,..
Phir Zaroorat Hai Muskuraane Ki,..

_________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: June 08, 2006, 06:21:34 AM »
thanks babo.... or azeem bahi....

bahut khoob waheed.. niky.. azeem wonderful sabhi ney bahut acha likha hia....


apne aagaaz se aaj tak zindagi
teri hi yaad main gum rahi
phir bhi jaane kyon yeh ihsaas hai
jaise chahat meri kam rahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: June 08, 2006, 10:19:57 AM »
Quote from: "Sonu"
thanks babo.... or azeem bahi....

bahut khoob waheed.. niky.. azeem wonderful sabhi ney bahut acha likha hia....


apne aagaaz se aaj tak zindagi
teri hi yaad main gum rahi
phir bhi jaane kyon yeh ihsaas hai
jaise chahat meri kam rahi


Shukriya Sonu Sis,..
Bahoot Khub Likha Hai Apne,..

Chahat Na Teri Kam Thi Na Meri Kam Thi,..
Apni Kismat Mein Chahat Hi Zakham Thi,..
Na Tu Meri Ho Saki Na Main Tera Ho Saka,..
Apni Chahat Hi To Bedard-Bereham Thi,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: June 09, 2006, 04:15:52 AM »
Azeem bahi thanks.... bahut bahut shukriya apko shairy passend ahye meyri...

bahut khoob... bahut acha likha hia apney...

Kareeb Rehne Ki Chah To Humein Bhi Thi,
Par Na Jane Kyon Faansle Darmiya Aaye,
Marz Ki Dawa To Le Lete Hum,
Par Na Jane Kuo Zakhm Nazar Hi Na Aaye.....!!!!

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
thanks babo.... or azeem bahi....

bahut khoob waheed.. niky.. azeem wonderful sabhi ney bahut acha likha hia....


apne aagaaz se aaj tak zindagi
teri hi yaad main gum rahi
phir bhi jaane kyon yeh ihsaas hai
jaise chahat meri kam rahi


Shukriya Sonu Sis,..
Bahoot Khub Likha Hai Apne,..

Chahat Na Teri Kam Thi Na Meri Kam Thi,..
Apni Kismat Mein Chahat Hi Zakham Thi,..
Na Tu Meri Ho Saki Na Main Tera Ho Saka,..
Apni Chahat Hi To Bedard-Bereham Thi,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: June 11, 2006, 07:29:54 AM »
Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Dil Par Jo Lage Ho Zakham Wo Nazar Nahi Aate,..
Marhaam Chahe Jitna Bhi Asardaar Ho Dil Ke Daag Bhar Nahi Paate,..
Jaane Kyun Lagte Hain Chot Sirf Dil Par,..
Dil Par Jo Jise Lage Ho Chot Wo Zyada Tarr Reh Na Paate,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: June 12, 2006, 02:50:21 AM »
shukriya Azeem brother.... bahut khoob.... wonderful...


Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Dil Par Jo Lage Ho Zakham Wo Nazar Nahi Aate,..
Marhaam Chahe Jitna Bhi Asardaar Ho Dil Ke Daag Bhar Nahi Paate,..
Jaane Kyun Lagte Hain Chot Sirf Dil Par,..
Dil Par Jo Jise Lage Ho Chot Wo Zyada Tarr Reh Na Paate,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:02:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer